People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Gum Sum Gum Sum
Music: Illayaraja
Lyricist: Swanand Kirkire
Album: Paa(2009)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paa/Gumm-Summ-Gumm/QSlfS0dVZ0M
Video:
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum
aankhon se chhalake hai gham gham
honto se muskaan gum
ruthe kyun ruthe ho hardam
keh do kya bachche ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum

hum inko samjhaaye kaise, jine ke lamhe hai kam
iss pal ki kimat badi hai, iss pal ko kar lo jatan
maathe pe silwat ka gehana
har chehare ne kyun hai pehana
haaye kyun bhaaye hai inako
chinta ki nadiya mein behana
has do na, has do na
aao na dhdkan ke lay gaao na
dhum dhum pichak dhum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum

hum inako batlaaye kaise, jhute hai inake abb hum
main main main main main na karana
todo na saare bharam
ambar se barse jo baadal
chhaate mein kya chhupake rehana
haatho mein haathon ko thaame
dukh sukh ki bundon ko sehana
has do na, has do na
aao na dhdkan ki lay pe gaao na
dhum dhum pichak dhum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum

aankhon se chhalake hai gham gham
honto se muskaan gum
ruthe kyun ruthe ho hardam
keh do kya bachche ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum
gum sum gum gum sum ho kyun tum
gum sum gum gum kyun ho tum
Udi Udi Haan Udi
Singer: Shilpa Rao
Music: Illayaraja
Lyricist: Swanand Kirkire
Album: Paa(2009)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paa/Udhi-Udhi-Ittefaq-Se/BiUmfE1,XwQ
Video:
udi udi haan udi main phir udi udi ittefaaq se
judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se
ghadi ghadi main udi udi main udi ghadi ghadi phir udi
judi judi main judi ghadi main ghadi
ghadi ghadi main phir judi
haan judi udi hoon main ittefaaq se
udi udi haan udi main phir udi udi ittefaaq se
judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se

khula khula sa khila khila sa mila koyi ittefaaq se
jara jara sa khila khila sa pala koyi ittefaaq se
udi udi main ghadi ghadi main khadi khadi, judi judi udi
udi udi main ghadi ghadi main khadi khadi, judi judi udi
wo mila main khili phir chali main
wo uda main udi phir judi main
haan mili judi main udi ittefaaq se
udi udi haan udi main phir udi udi ittefaaq se
judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se
ghadi ghadi main udi udi main udi ghadi ghadi phir udi
judi judi main judi, ghadi main ghadi
ghadi ghadi main phir judi
haan judi udi hoon main ittefaaq se
udi udi haan udi main phir udi udi ittefaaq se
judi judi haan judi main phir judi judi ittefaaq se
Mudi Mudi Kahan Kahan
Singer: Shilpa Rao
Music: Illayaraja
Lyricist: Swanand Kirkire
Album: Paa(2009)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paa/Mudhi-Mudhi-Ittefaq-Se/Il1efi5cUwU
Video:
mudi mudi kahaan kahaan kahaan woh gali mudi itefaq se
judi judi kyun nahi woh judi judi itefaq se
ghadi ghadi kyun woh kyun udi na judi ghadi ghadi kyun udi
mudi mudi kyun woh ladi ladi na judi mudi mudi mudi kyun mudi
kyun udi mudi na judi itefaq se
mudi mudi kahaan kahaan kahaan woh gali mudi itefaq se
judi judi kyun nahi woh judi udi udi itefaq se
kyun main muda tha kyun main na juda
kyun main lada tha kyun main na uda
dhala hila chala kyun main chala
dhala hila chala kaisa sila
uda uda lada kyun na juda
lada uda muda kyun main khada
kyun uda kyun lada kyun khada main
kyun hila kyun dhala na khila main
kyun juda lada khada itefaaq se
mudi mudi kahaan kahaan kahaan woh gali mudi itefaq se
judi judi kyun nahi woh judi udi udi itefaq se
Meri Jaan Teri Hai
Music: Illayaraja
Lyricist: Swanand Kirkire
Album: Paa(2009)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paa/Mere-Paa/Hi8aaCZmXn4
Video:
meri jaan teri hai mere paa
haan meri maa teri hai mere paa
meri maa teri hai mere paa
haan meri jaan teri hai meri haan
maano meri baat, na kabhi milegi raat
jaise ho haalaat hogi tere saath
meri jaan meri maa mere paa
meri jaan teri hai mere paa
haan meri maa teri hai mere paa

dikhne mein jhaansi ki raani hai paa
sachchi mein meri maa darpok hai paa
sabka dar chutki mein bhagaati hai paa
par sachchi mein thoda sa ghabraati hai paa
raat ko soti hai batti na bujhaati hai, full light on
picture mein bhut dikhe aankhein band karati hai
khush hoon main tu uske saath hai paa ha ha
meri jaan hmm hmm hmm hmm paa
hmm hmm hmm teri hai mere paa

dikhne mein thodi si udaas hai paa
sachchi mein meri maan bindaas hai paa
jiddi hai mujhse bhi khaas hai paa
chutaki mein
chillaane wo lage to sabko hilaana
har baat hai usaki sahi yahi jatlaana
kush hoon main tu uske saath hai paa
meri jaan teri hai mere paa
haan meri maa teri hai mere paa
Halke Se Bole
Singer: Chorus
Music: Illayaraja
Lyricist: Swanand Kirkire
Album: Paa(2009)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paa/Halke-Se-Bole/L1woWQV1cV4
Video:
halke se bole kal ke najare
aankho se sun kal ke dhun sun sun
kal ko tu chun chun
jaha naya yaha

halke se bole kal ke najare
halke se bole kal ke najare
aankho se sun kal ke dhun sun sun
kal ko tu chun chun
jaha naya yaha
halke se bole kal ke najare
halke se bole kal ke najare
Khwabon Ki Gali Mein
Music: Illayaraja
Lyricist: Swanand Kirkire
Album: Paa(2009)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paa/Hichki-Hichki/KQsBWDFhcX0
Video:
hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana
khwaabo ki gali mein tu yaad ba ke kho na jaana
hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana
khwaabo ki gali mein tu yaad ba ke kho na jaana
hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana
khwaabo ki gali mein tu yaad ba ke kho na jaana
hichak hichaki ka aana jaana
sisak sisaki ka taana baana
kisi ki hichaki hai, kisi ki sisaki hai
siskiyon ki bhid mein tu kho na jaana
hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana

hichak hichaki hichak hichaki
jo hai pata wo na bata
raaj chhupaane mein hai sachcha maja
hichak hichaki hichak hichaki
kehana hai jo keh do ked doge na
baatein banaane ko hai kuchh na bacha
hichak hichaki hichak hichaki
hasati hoon main kyun ki maine kabhi kuchh na kahaan
baaton hi me baaton se tu baaton ko na badha
honto ki baatein kabhi honto se jaaye nahi
honto pe rehane do na jaana
hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana
khwaabo ki gali mein tu yaad ba ke kho na jaana
hichaki hichaki hichak hichaki ho na jaana
khwaabo ki gali mein tu yaad ba ke kho na jaana

hichak hichaki hichak hichaki
jaane do na jine do na, jine se roko nahi jaane do na
hichak hichaki hichak hichaki
jaane na wo jaanega to jiyega aise jaise koyi saja
hichak hichaki hichak hichaki
hasata hai wo kyun ki tune abhi kuchh na kaha
baatoh hi me baaton se tu baaton ko na badha
honto ki baatein kabhi honto se jaaye nahi
honto pe rehne do na jaan