Thodisi Jo Peeli Hi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Thori-Se-Jo-Peel
Hey..rani priyani pritaani
Porro pani..turu, turu, turu
Hey..priya priya priya
Priya shigurun nugurukuru..turu turu turu
Hey..thrisshunbam
Mukumbam riyanee..ee..ee..ee..ee..rah!
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Koii ham ko roko koi tosambhalo lo
Kahiin ham gir na pade
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Koii ham ko roko koi tosambhalo lo
Kahiin ham gir na pade
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
Main bhii jaanuun peenaa to burii baat hai
Kaise na pee luun pyaasii ye raat hai
Main bhii jaanuun peenaa to burii baat hai
Kaise na pee luun pyaasii ye raat hai
Uupar se hasiinon kaa hasiin saath hai
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Hamen gorii gorii baahon men uthaa lo
Kahiin ham gir na pade…
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
Mera hai jamaane se alag raasta
Muje bhala duniyaa se kyaa vaasta
Mera hai jamaane se alag raasta
Muje bhala duniyaa se kyaa vaasta
Hum se khafa kyoon hai log kyaa pata
O juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
Hume dushmano ki najar se bachaalo
Kahiin ham gir na pade…
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
Zu-zu-zu zuu uu
Thodaa-thodaa dil pe hai
Jawani kaa nashaa
Us pe phir nashaa hai
Ye tere pyaar kaa
Thodaa-thodaa dil pe hai
Jawani kaa nashaa
Us pe phir nashaa hai
Ye tere pyaar kaa
Taubaa ye nashe mein
Ye nashaa mil gayaa
Saraabi saraabi nigaahen na daalo
Humare javaan dil ko uoon na uchaalo
Kahiin ham gir na pade…
Thodii sii jo pee lii hai
Chorii to nahiin kii hai
O puuno merii jaan,
Ye gussaa dabaa lo
Hamen do sahaaraa,
Apanaa banaa lo
Kahiin ham gir na pade
Are, ham to gir pade, hi-hii.
Jawaani jaan-e-man
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Jawani-Janeman/F
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Aayi door se dekho dilruba aisi turuturutu
Khaayi bezubaan dil ne chot yeh kaisi
Arre woh, haan haan, mili nazar
Arre yeh, haan haan, huwa asar
Nazar nazar mein yeh sama badal gaya
Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, oho
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, oho
Dil yeh pyaar mein kaise
Khota hai dekho, aha aha aha aha
Kaatil jaan-e-man kaise
Hota hai dekho
Arre woh, haan haan, mila sanam
Arre yeh, haan haan, huwa sitam
Woh dushman jaana dildaar ho gaya
Ke aaj tak bilkul use pyaar ho gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane who
Pag Ghunghuru Bandh
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Pag-Ghungaru-Ban
Buzurgon ne
Buzurgon ne, farmaya ki pairon pe apne khade hoke dikhlaao
Phir yeh zamaana tumhaara hai
Zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao
Phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai
Arey to lo bhaiya hum
Apne pairon ke oopar khade ho gaye
Aur milali hai taal
Dabaalega daaton tale ungliyan,liyan
Yeh jahan dekhkar,dekhkar apni chaal
Wah wah wah wah
Dhanvad
Ki pag ghungroo
Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi... (2)
Aur hum naachen bin ghungroo ke
Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi
Woh teer bhalaa, kis kaam ka hai
Jo teer nishaaane se chooke chooke chooke re!
Ki pag ghungroo...
Aap andar se kuch aur
Bahar se kuch aur nazar aate hain
Bakhuda shakal se to chor nazar aate hain
Umar guzari hai saari chori mein
Saare sukh chain band jurm ki tijori mein
Aap ka to lagta hai bas yahi sapna
Ram naam japna paraya maal apna... (2)
Watan ka khaaya namak to namak halaal bano
Farz imaan ki zinda yahaan misaal bano
Paraya dhan parayi naar pe nazar mat dalo
Buri aadat hai yeh aadat abhi badal dalo
Kyonke yeh aadat to woh aag hai jo
Ik din apna ghar phoonke phoonke phoonke re!
Ki pag ghungroo...
Mausam-e-ishq mein machale huwe armaan hain hum
Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hai hum
Aisa lagta hai to lagne mein kuchh buraayi nahin
Dil yeh kehta hai aap apni hain paraayi nahin
Sange marmar ki hai, koi moorat ho tum
Badhi dilkash badhi, khubsoorat ho tum
Dil dil se milne ka koi mahoorat ho pyaase dilon ki zaroorat ho tum
Dil cheer ke dikhladoon maein dil mein yahin soorat haseen
Kya aapko lagta nahin hum hain mile pehle kahin
Kya desh hai kya jaat hai
Kya umra hai kya naam hai
Aji chhodhiye in baaton se humko bhala kya kaam hai
Aji suniye to
Hum aap milen to phir ho shuroo afsaane laila majnoo laila majnu ke
Ki pag ghungroo...
Aaj rapat jaye to hame na
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halaal/Aaj-Rapat-Jaayen
Are are are na na na na na na
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Hame jo uthaiyo to
Hame jo uthaiyo to khud bhi rapat jaiyo
Ha khud bhi fisal jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Kaisi ye hawa chali, pani me aag lagi
Jane kya pyas jaagi re
Bhiga ye tera badan, jagaye mithi chubhan
Nashe me jhume ye mann re
Kaha hu mai mujhe bhi ye hosh nahi
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Hosh jo dilaiyo to
Hosh jo dilaiyo to khud bhi behak jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Hasina dari-dari, baaho me simat gayi
Sine se lipat gayi re
Tujhe to aaya maja, tujhe to sujhi hasi
Meri to jaan fasi re
Jan-e-jigar kidhar chali najar churake
Aa ha o ho, aa ha o ho
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat jo suljhaiyo to
Bat jo suljhaiyo to khud bhi ulajh jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Bundo ki baji payal, ghata ne chhedi gajal
Ye raat gayi machal re
Dilo ke raj khule, fija me rang ghule
Jawa dil khul ke mile re
Hona tha jo hua wahi abb darana kya
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj dub jaye to hame na bachaiyo
Hame jo bachaiyo to
Hame jo bachaiyo to khud bhi dub jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Namak-Halal/Aaj-Rapat-Jaayen-
Are are are na na na na na na
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Hame jo uthaiyo to
Hame jo uthaiyo to khud bhi rapat jaiyo
Ha khud bhi fisal jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Barsat me thi kaha bat aisi, pehli bar barsi barsat aisi
Kaisi ye hawa chali, pani me aag lagi
Jane kya pyas jaagi re
Bhiga ye tera badan, jagaye mithi chubhan
Nashe me jhume ye mann re
Kaha hu mai mujhe bhi ye hosh nahi
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Aaj bahak jaye to hosh na dilaiyo
Hosh jo dilaiyo to
Hosh jo dilaiyo to khud bhi behak jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Badal me bijali baar-baar chamke
Dil me mere aaj pehli baar chamke
Hasina dari-dari, baaho me simat gayi
Sine se lipat gayi re
Tujhe to aaya maja, tujhe to sujhi hasi
Meri to jaan fasi re
Jan-e-jigar kidhar chali najar churake
Aa ha o ho, aa ha o ho
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat ulajh jaiyo to aaj na suljhaiyo
Bat jo suljhaiyo to
Bat jo suljhaiyo to khud bhi ulajh jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Badal se chham-chham sharab barse
Sawari ghata se shabab barse
Bundo ki baji payal, ghata ne chhedi gajal
Ye raat gayi machal re
Dilo ke raj khule, fija me rang ghule
Jawa dil khul ke mile re
Hona tha jo hua wahi abb darana kya
Aa ha o ho, aa ha o ho
Aaj dub jaye to hame na bachaiyo
Hame jo bachaiyo to
Hame jo bachaiyo to khud bhi dub jaiyo
Aaj rapat ha ha
Aaj rapat jaye to hame na uthaiyo
Aaj fisal jaye to hame na uthaiyo
Aa ha o ho, aa ha o ho