maange hai maa baap duayein
aaye khushi ki ye bela
apne ho jo sath to
sajta shaguno ka mela
o ho hoho ho
o ho hoho ho
aayi hai nasibo wali ye ghadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
aayi hai nasibo wali ye ghadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
o ho hoho ho
o ho hoho ho
o ho hoho ho
o ho hoho ho
laal mere ki huyi sagai
dene aaye log badhai
meri beti gale lagai
tune yaari khub nibhai
ha laal mere ki huyi sagai
dene aaye log badhai
meri beti gale lagai
tune yaari khub nibhai
ho yaara kahta hai ye dil mera
ho rab teri khair kare
ho rab teri khair kare
ho chum lu main ye shahar ki ladiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
o ho hoho ho
o ho hoho ho
ha padh likh ke jab bada banega
apne dukho ka daur mitega
hum bhi chalenge sar ko uthake
humko zamana sahab kahega
ha padh likh ke jab bada banega
apne dukho ka daur mitega
hum bhi chalenge sar ko uthake
humko zamana sahab kahega
tu hai hum sabka aasra
rab teri khair kare
ho rab teri khair kare
dil me ummedo ki khili kaliya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
o ho hoho ho
o ho hoho ho
o ho hoho ho
o ho hoho ho
sehare ki ladiya kare ishare
shaguno ke din aaye pyare
naachne wale gaane wale
dete duayein milke sare
sehare ki ladiya kare ishare
shaguno ke din aaye pyare
naachne wale gaane wale
dete duayein milke sare
rahe bhag chamakta tera
ho rab teri khair kare
ho rab teri khair kare
ghar me rahe khushiya hi khushiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
aayi hai nasibo wali ye ghadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
o ho hoho ho
o ho hoho ho
o ho hoho ho
o ho hoho ho
mai janti hu tu janta hai
li hai kasam mere sanam milke rahenge
mai janti hu tu janta hai
li hai kasam mere sanam milke rahenge
tu mera tha mera hai mera rahega
tu mera tha mera hai mera rahega
mai janti hu tu janta hai
li hai kasam mere sanam milke rahenge
baar baar ye pyar kaha hota hai
pyar me yu dil ek baar khota hai
tu hi tu hai har pal dil me
tere piche likh du sham savere
tu mera tha mera hai mera rahega
tu mera tha mera hai mera rahega
mai janti hu tu janta hai
li hai kasam mere sanam milke rahenge
mana tujhe sab kuch yaha tere bina kya hai jahan
tere bina janam kahi ji nahi paungi
tu meri baho me yu kho jaye
pura ka pura mera ho jaye
pyar ke riste ko jode taqdire
tode paise tode ye janjire
tu mera tha mera hai mera rahega
tu mera tha mera hai mera rahega
mai janti hu tu janta hai
li hai kasam mere sanam milke rahenge
mai janti hu tu janta hai
li hai kasam mere sanam milke rahenge
mange hai maa baap duaye aaye khushi ki ye bela
apne ho jo sath to sajta saguno ka mela
aayi hai nasibo wali ye gadiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
aayi hai nasibo wali ye gadiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
ek vo din tha tera sehra laya tha mai aap saja ke
ek ye din hai dekh na paye tujhko apni najar utha ke
sehre wale ho tera bhala rab teri khair kare
o rab teri khair kare aashao ke motiyo ki luti ladiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
ek vo babul jiske aangan aaj khushi ke chamke taare
o ek ye babul jiske sapne mitti me mil gaye hai sare
tune hamse kiya na bala rab teri khair kare
o rab teri khair kare haste hai lab roti hai ankhiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
nate pote aur beto ke khush ho kar tu shagun manaye
o tere sab dukh aaye mujhpar
tere sab dukh aaye humpar
tujhpar koi aanch na aaye
tujhe dete hai ham ye dua rab teri khair kare
o rab teri khair kare
khili rahe tere dil ki kaliyaan
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
khushiyo ki chuti hai phuljadiya
mera hero o meri heroine mera hero o meri heroine
hero se milne heroine aayi geet khushi ke gaao mere bhai
din hai milan ke gayi judai geet khushi ke gaao mere bhai
hero se milne heroine aayi geet khushi ke gaao mere bhai
din hai milan ke gayi judai geet khushi ke gaao mere bhai
o mera hero o meri heroine
milne jab do dil jate hai pyar ke dushman hil jate hai
fasle kitne bhi lambe ho milne wale mil jate hai
milne jab do dil jate hai pyar ke dushman hil jate hai
fasle kitne bhi lambe ho milne wale mil jate hai
pyar ke aage jhuki khudai geet khushi ke gaao mere bhai
hero se milne heroine aayi geet khushi ke gaao mere bhai
din hai milan ke gayi judai geet khushi ke gaao mere bhai
o mera hero o meri heroine
ek taraf tha pyar purana duji taraf tha sara zamana
dono taraf se vaar huye the dono taraf se laga nishana
ek taraf tha pyar purana duji taraf tha sara zamana
dono taraf se vaar huye the dono taraf se laga nishana
pyar ne aakhir jeeti ladai geet khushi ke gaao mere bhai
hero se milne heroine aayi geet khushi ke gaao mere bhai
din hai milan ke gayi judai geet khushi ke gaao mere bhai
o mera hero o meri heroine
jashan mohabbat aaj manao jab tak dam hai gaate jao
subah ki baat subah pe chhodo raat ko jago aur jagao
jashan mohabbat aaj manao jab tak dam hai gaate jao
subah ki baat subah pe chhodo raat ko jago aur jagao
raat hai apni subah paarayi geet khushi ke gaao mere bhai
hero se milne heroine aayi geet khushi ke gaao mere bhai
din hai milan ke gayi judai geet khushi ke gaao mere bhai
din hai milan ke gayi judai geet khushi ke gaao mere bhai
o mera hero o meri heroine o mera hero o meri heroine
sambola jambo jambo, sambola jambo jambo
sambola jambo jambo, sambola jambo jambo
bajaao sab milkar taali, bajaao sab milkar taali
bajaao sab milkar taali, ki aaye hum nachne waale
ki aaye hum gaane waale
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
bajaao sab milkar taali, ki aaye hum nachne waale
ki aaye hum gaane waale
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
na sona na chaandi maange, na bangla na gaadi maange
na paisa na jevar maange, na heere na moti maange
maange hum taali pe taali
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
sadko pe naachne waale, aap tak aa gaye
yaaro hume daad do, aaj is baat pe
sadko pe naachne waale, aap tak aa gaye
yaaro hume daad do, aaj is baat pe
naacho saath humaare tum, yaaro milkar saare tum
geeto waali shaam aayi hai, gaao saath humaare tum
maange hum taali pe taali
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
na sona na chaandi maange, na bangla na gaadi maange
na paisa na jevar maange, na heere na moti maange
maange hum taali pe taali
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
ki aaye hum nachne waale, ki aaye hum gaane waale
sambola jambo jambo, sambola jambo jambo
sambola jambo jambo, sambola jambo jambo
banke sajan ghar aaye dulhaniya ghunghta khol de
banke sajan ghar aaye dulhaniya ghunghta khol de
doli sajakar laye dulhaniya ghunghata khol de
banke sajan ghar aaye dulhaniya ghunghta khol de
bandh ke pagdi banke sajan tere aaye hai
pyar ke rang me pagdi ranga ke laye
banke sajan aaye bandh ke pagdi
tu bhi lehra apni chunri chunari ke saye saye
dulhaniya ghunghata dulhaniya ghunghata
dulhaniya ghunghata khol de
banke sajan ghar aaye dulhaniya ghunghta khol de
band ke dori banke sajan tere aaye
pyar me bandhane ke din aaye hai
banke sajan aaye band ke dori
pyar kI dori me band ja gori ghatbandhan ho jaye
dulhaniya ghunghata dulhaniya ghunghata
dulhaniya ghunghata khol de
banke sajan ghar aaye dulhaniya ghunghta khol de
band kamariya banke sajan tere aaye hai
aaj se ham to tere liye paraye hai
banke sajan aaye band kamariya
le jayemge tohe sanwariya
ab koi rok na pae
dulhaniya ghunghata khol de
sanbola jambo jambo sanbola jambo jambo
sanbola jambo jambo sanbola jambo jambo
jambo jambo
bajao sab milakar tali bajao sab milakar tali
bajao sab milakar tali ke aaye ham nachne wale
ke aaye ham gane wale ke aaye ham nachne wale
ke aaye ham gane wale
bajao sab milakar tali ke aaye ham nachne wale
ke aaye ham gane wale ke aaye ham
nachne wale ke aaye ham gane wale
na sona na chandi mange
na bangala na gadi mange
na to sara jevar mange na hire na moti mange
mange ham tali pe tali ke aaye ham nachne wale
ke aaye ham gane wale ke aaye ham nachne wale
ke aaye ham gane wale
sadko pe nachne wale aap tak aa gaye
yaro hame daad do aaj is baat pe
sadko pe nachne wale aap tak aa gaye
yaro hame daad do aaj is baat pe
nacho sath hamare tum yaaro milkar gaye hum
jito baji sham aayi hai gaao sath hamare tum
mange ham tali pe tali ke aaye ham nachne wale
ke aaye ham gane wale ke aaye ham nachne wale
ke aaye ham gane wale sanbola jambo jambo
sanbola jambo jambo sanbola jambo jambo
sanbola jambo jambo
o in bekadro ki yari
haye bhala hua sang jaldi chhuta
o meri umar na biti sari o bekadro se kar ke pyar
bekadro se kar ke pyar kadar ganwai dil ki yaar
kadar ganwai dil ki yaar bekadro se kar ke pyar
bekadro se kar ke pyar
haye rabba kya unka hoga
mukar gaye jo karke pyar
mukar gaye jo karke pyar
kadar ganwai dil ki yar kadar ganwai dil ki yar
bekadro se kar ke pyar bekadro se kar ke pyar
tan man par mere kode barse
haye tan man par mere kode barse
mere roye nain bechare jitne tan pe mere lage hai
hayo rabba haye rabba jitne tan pe mere lage
tujhe ek lage tu jane sajan tu jane
tune acha kiya na yaar tune acha kiya na yaar
ho o bekadro se kar ke pyar
bekadro se kar ke pyar
haye rabba kya unka hoga
mukar gaye jo kar ke pyar
mukar gaye jo kar ke pyar
bekadro se kar ke pyar bekadro se kar ke pyar