unko dekha to bas dekhte rah gaye
ek chehre pe dikhte hai chehre kai
log yu bhi badlte hai
ye soch kar ranj itna hua ke hasi aa gayi
log zamane me log zamane me
apni takdir badal lete hai log zamane me
apni takdir badal lete hai
jab chahte hai jab chahte hai
chehre ki tasvir badal lete hai
uchi inki aan ban hai shan hai badi nirali
jebe inki bhari huyi hai pyar se dil hai khali
inke liye to is duniya me pyar hai ek khilona
jab chahe ye tod ke rakh de pyar ka khvab salona
jab chahe ye jab chahe ye tod ke rakh de
pyar ka khvab salona ye pathar dil khvabo ki
ye pathar dil khvabo ki tabir badal lete hai
jab chahte hai chehre ki tasvir badal lete hai
log zamane me apni takdir badal lete hai
sang jine marne ke vade madhur milan ki rate
sang jine marne ke vade madhur milan ki rate
bhulne vale bhul gaye sab prem bhari vo bate
juthe inke pyar ke vade juthi hai sab kasme
vakat ke sath badal jati hai in logo ki rasme
vakat ke sath vakat ke sath badal jati
hai in logo ki rasme ye kaise ranjhe hai
ye kaise ranjhe hai apni heer badal lete hai
jab chahte hai chehre ki tasvir badal lete hai
lift band thi lights off thi fir bhi aa gaya
lift band thi lights off thi fir bhi aa gaya
ek mala uf do mala haye
teen mala char mala panch mala
chhe mala no mala dash mala
ek nahi do nahi pure dash mala
mala tere pyar me chad dala
dekha darvaje pe laga tha tala
maar dala tune mujhe mala maar dala
ek nahi do nahi pure dash mala
janu mere pyar me tune chad dala
dekha darvaje pe laga tha tala
pyar ki chabi se tune kyo na khol dala
ek nahi do nahi pure dash mala
mala tere pyar me chad dala
dekha darvaje pe laga tha tala
mar dala tune mujhe mala mar dala
ek nahi do nahi pure dash mala
mala tere pyar me chad dala
kunda khatkaya darvaja thoka
kisi ki aahat ka huaa mujhe dokha
teri gali ka kuta koi bhoka bho bho
khud ko bhagane se maine fir roka
khud ko bhagane se maine fir roka
soch maine socha ye hai gadbad ghotala
kahi aa na jaye police vala
dekha darvaje pe laga tha tala
maar dala tune mujhe mala maar dala
darvaja band tha khidki se aata
pyar ka driving humko sikhta
darvaja band tha khidki se aata
pyar ka driving humko sikhta
aashik apun ka nahi ho pandu
apun ka friend ko hum fir story sunata
apun ka friend ko hum fir story sunata
kadka nahi ho ladka ho paise vala
chhota mota rota nahi ho dil vala
khole jo khule jo dil vala
khole vo na mangta ring matvala
ek nahi do nahi pure dash mala
mala tere pyar me chad dala
dekha darvaje pe laga tha tala
maar dala tune mujhe mala maar dala
ek nahi do nahi pure dash mala
janu mere pyar me tune chad dala
dekha darvaje pe laga tha tala
pyar ki chabi se tune kyo na khol dala
mala ek nahi do nahi pure dash mala
janu mere pyar me tune chad dala
mala ek nahi do nahi pure dash mala
janu mere pyar me tune chad dala
ek nahi do nahi pure dash mala
ek nahi do nahi pure dash mala
ek nahi do nahi pure dash mala
ek nahi do nahi pure dash mala mala
mere preetam mere balam meri janu mere janam
mai hu badi divani tere pyar ki sajna
mai hu badi divani tere pyar ki sajna
sari duniya maine tujhpe var di sajna
pyar ke raste me daulat divar hai sajni
paise bina to jutha jag ka pyar hai sajni
mai hu badi divani tere pyar ki sajna
sari duniya maine tujhpe var di sajna
mere preetam mere balam meri janu mere janam
sada salamt rahe tumhare pyar ki shobha
kuch na hoga jis din tera pyar na hoga
sada salamt rahe tumhare pyar ki shobha
kuch na hoga jis din tera pyar na hoga
mere pyar pe tu itna kyo shak karti hai
mai uljhan me hu meri ye ruh darti hai
mai uljhan me hu meri ye ruh darti hai
tere pyar se kab mujhko inkar hai sajni
paise bina to jutha jag ka pyar hai sajni
mai hu badi divani tere pyar ki sajna
sari duniya maine tujhpe var di sajna
pyar ke raste me daulat divar hai sajni
paise bina to jutha jag ka pyar hai sajni
mere preetam mere balam meri janu mere janam
mere balam meri janam
daulat ki lalch ne aakhir ye kaisa vakat dikhaya hai
bhai bahn ki shadi me lo bhesh badal kar aaya hai
yu nam chin banne se to achha hai daulat na hoti
ye aana bhi kya aana hai kahne ko farj nibhaya hai
daulat hai kya ho ho
daulat hai kya ek bahan ki chaht ke samne
insan kitna gir gaya daulat ke samne
apne ko bhul baitha hai sauhrat ke samne
daulat use mil bhi gayi to kya gajab hua
vo kitna kanyab hai kudrat ke samne
insan kitna gir gaya daulat ke samne
apne ko bhul baitha hai sauhrat ke samne