unko dekha to bas dekhte rah gaye
ek chehre pe dikhte hai chehre kai
log yu bhi badlte hai
ye soch kar ranj itna hua ke hasi aa gayi
log zamane me log zamane me
apni takdir badal lete hai log zamane me
apni takdir badal lete hai
jab chahte hai jab chahte hai
chehre ki tasvir badal lete hai
uchi inki aan ban hai shan hai badi nirali
jebe inki bhari huyi hai pyar se dil hai khali
inke liye to is duniya me pyar hai ek khilona
jab chahe ye tod ke rakh de pyar ka khvab salona
jab chahe ye jab chahe ye tod ke rakh de
pyar ka khvab salona ye pathar dil khvabo ki
ye pathar dil khvabo ki tabir badal lete hai
jab chahte hai chehre ki tasvir badal lete hai
log zamane me apni takdir badal lete hai
sang jine marne ke vade madhur milan ki rate
sang jine marne ke vade madhur milan ki rate
bhulne vale bhul gaye sab prem bhari vo bate
juthe inke pyar ke vade juthi hai sab kasme
vakat ke sath badal jati hai in logo ki rasme
vakat ke sath vakat ke sath badal jati
hai in logo ki rasme ye kaise ranjhe hai
ye kaise ranjhe hai apni heer badal lete hai
jab chahte hai chehre ki tasvir badal lete hai