teri palke jo uthi teri palke jo jhuki
tham gayi tham gayi dhadkane kuch meri
dhire se huwa dil bekabu dhire se chala tera jadu
jadu ha ha jadu jadu ha ha jadu
teri palke jo uthi teri palke jo jhuki
tham gayi tham gayi dhadkane kuch meri
ek taraf teri mehki ye sanse ek taraf mehki mehki hawaye
ek taraf shokh alam hai kitna ek taraf shokh teri adaye
aj rangin sajo sama hai rang kitne hain kaise bataye
ye rang bhare kudrat ya tu dhire se huwa dil bekabu
dhire se chala tera jadu jadu ha ha jadu jadu ha ha jadu
muskurane laga dekho sawan
tum bhi hasdo khajab ho na jaye
dekhte dekhte aj tera had se jyada asar ho na jaye
dil dhadkane laga dhire dhire
abb ye dar hai ke ye kho na jaye
ham jaye kahan tum ho harsu
dhire se huwa dil bekabu dhire se huwa dil bekabu
dhire se chala tera jadu jadu ha ha jadu
teri palke jo uthi teri palke jo jhuki
tham gayi tham gayi dhadkane kuch meri
dhire se huwa dil bekabu dhire se huwa dil bekabu
dhire se chala tera jadu jadu ha ha jadu
tumse milke mujhe aisa lagta hai kyun
tumse milke mujhe aisa lagta hai kyun
meri jaan bhi nahi tum, anjaan bhi nahi tum
tumse milke mujhe aisa lagta hai kyun
mujhse door bhi nahi tum, mere paas bhi nahi tum
tumse milti julti ek tasvir to hai mere seene me
pyar me jiske dooba dil ek hir to hai mere seene me
seene me tere koyi aur nahi, bas meri hai tasvir
chahat ki najar se dekh jara, bas main hun teri heer
baar baar ye khayal dil me uthta hai kyun
meri jaan bhi nahi tum, anjan bhi nahi tum
tum shayad bhule ho wo kasme, wo wade jo rahe apne
dekho meri in aankho me ab tak jawan wo mere sapne
sapno ki is duniya se mujhe ab lagne laga hai dar
main kaise bataun aaj tujhe kya chot hai is dil par
soch ke bas yahi dil ye darta hai kyun
mujhse door bhi nahi tum, mere pass bhi nahi tum
tumse milake mujhe aisa lagta hai kyun
meri jaan bhi nahi tum, anjan bhi nahi tum
kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain
kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain
jab se ham ko mohabbat huyi hai
jab se ham ko mohabbat huyi hai
ham sirf mohabbat karte hain sirf mohabbat karte hain

tumhe dekhte hain toh chalati hain saanse
tum na milo toh machalti hain saanse
tumhe dekhte hain toh chalati hain saanse
tum na milo toh machalti hain saanse
idher bhi sanam bas yahi bura haal hai
tanha rahe to jalti hain saanse
kabhi yeh na puchna ham kitna tumpe marte hain
kabhi yeh na puchna ham kitna tumpe marte hain
tere sang jab se jeene lage hain
tere sang jab se jeene lage hain
ham sirf tumhi pe marte hain sirf tumhi pe marte hain
kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain
hame apne dil me kahi tum chhupa lo
kuchh duriya hain inhe bhi mita do
hame apne dil me kahi tum chhupa lo
kuchh duriya hain inhe bhi mita do
chale aayenge ham baaho me teri
hame abb kisi naam se tum bula lo
kabhi yeh na puchna ham aur kya chaahat karte hain
kabhi yeh na puchna ham aur kya chaahat karte hain
yu hi hamesha chaaho hame tum
yu hi hamesha chaaho hame tum
ham sirf yeh chaahat karte hain sirf yeh chaahat karte hain
kabhi yeh na puchna ham kitani mohabbat karte hain
kabhi yeh na puchna ham kitani mohabbat karte hain
natasha, natasha, natasha, natasha
natasha, natasha, natasha, natasha
hai sama pyaar ke izhaar ka
hai sama pyaar ke izhaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
hai sama pyaar ke izhaar ka
hai sama pyaar ke izhaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
khoye khoye hum rahe, tanha tanha dil rahe
dheemi si ek aag me, pal pal hum to jal rahe
chori chori ab hume, shayed koyi chura raha
dil ko jaane kya hua, dil kuch humse chhupa raha
aaj dil kyu lage beqeraar sa
aaj dil kyu lage beqeraar sa
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
natasha, natasha, natasha, natasha
pehle pehle pyaar ka, aisa yeh ehsaas hai
chede humko bekhudi, har dhadkan me pyaas hai
kuch hadd tak to ek ha, teri meri bebasi
bebas hum tum kyu rahe, aao kuch soche abhi
paas tum phir hai kyu intzaar sa
paas tum phir hai kyu intzaar sa
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
hai sama pyaar ke izhaar ka
hai sama pyaar ke izhaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
dil dekh raha rasta ab dildaar ka
hame tumse hai pyar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
hame tumse hai pyar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
dhadkano ki kasam bas tumhare hain ham
dhadkano ki kasam bas tumhare hain ham
janata hai hamara khuda

meri aankho me dekho jara pyar se
chain milata hai bas tere didar se
meri aankho me dekho jara pyar se
chain milata hai bas tere didar se
pyaar ka hai sama aur dil hai jawan
kyon churayenge bolo najar yar se
hame hai intejar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
hame tumse hai pyaar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
dhadkano ki kasam bas tumhare hain ham
dhadkano ki kasam bas tumhare hain ham
jaanta hai humaara khuda
hame tumse hai pyar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
dhire dhire mohabbat ye rang la rahi
tere baaho me jannat najar aa rahi
dhire dhire mohabbat ye rang la rahi
tere baaho me jannat najar aa rahi
meri baaho me aa, mere dil me sama
dur tu hai to dhadkan ruki ja rahi
dil hai bekerar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
hame tumse hai pyar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
dhadkano ki kasam bas tumhare hain ham
dhadkano ki kasam bas tumhare hain ham
janta hai humara khuda
hame tumse hai pyar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
hame tumse hai pyar kitna, ye hame bhi nahi hai pata
rato me jagaya nindo ko udaya
rato me jagaya nindo ko udaya, mera dil bhi churaya hai
us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
rato me jagaya nindo ko udaya
rato me jagaya nindo ko udaya, mera dil bhi churaya hai
us ladke pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
us ladke pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
dhire dhire pas aa rahi hai fir kyu mujhse dur ja rahi hai
shayad uski ye ada hai, wo kya jane jan ja rahi hai
jina bhi bhulaya diwana banaya
ho jina bhi bhulaya diwana banaya, aisa jadu chalaya hai
us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
jaise jaise sham dhal rahi hai sine me ek aag jal rahi hai
aankhe meri dubi intzar me har dhadkan me pyas jag rahi hai
yado me bhi aaya khwabo me bhi aaya
yado me bhi aaya khwabo me bhi aaya aur khyalo pe chaya hai
us ladke pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai
us ladki pe dil aaya hai jisne mujhe sataya hai