kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na
khamosh kyu ho jo bhi kehna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maanglo..ho..
tumko milega utna pyar main hoon na
kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na
kabhi jo tum socho ke tum yeh dekho
arre kitna mujhko tumse pyar hai
to chup mat rehna yeh mujhse kehna
arre koi kya aisa bhi yaar hai
dil hi nahi le jaan bhi le jo tumhe(2)
ho.. to main kahoonga sarkaar main hoon na
kiska hai yeh tumko…
kehne ki ho dil me koi baat mujhse kaho
koi pal ho din ho ya ho raat mujhse kaho
koi mushkil koi pareshaani aaye
tumhe lage kuch theek nahi haalaat mujhse kaho
koi ho tamanna ya ho koi aarzoo(2)
ho..rehna kabhi na bekaraar main hoon na
kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na
khamosh kyu ho jo bhi kehna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maanglo..ho..
tumko milega utna pyar main hoon na
kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
dekhlo idhar to ek baar main hoon na
ishq jaise hai ek aandhi
ishq hai ek toofa
ishq ke aage bebas hai duniya me har insan
ishq mein sab diwane hai
ishq mein sab hairan
ishq mein sab kuchh mushkil hai
ishq mein sab aasan
dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane
hai ishq mein kaise gum
hai tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
dil to hai ek rahi jana
dil ki tum manzil ho
dil to hai ek kasti jana
jiska tum sahil ho
dil na fir kuchh mange jana
tum agar hasil ho
dil to hai mera tanha jana
aao tum mehfil ho
ishq se hi sari khushiya
ishq hi barbadi
ishq hai pabandi lekin
ishq hi aazadi
ishq ki duniya mein yaro khwabo ki aabadi
kho gaya wo manzil ishq ne dikhla di
dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane
hai ishq me kaise gum
hai tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
tumko puja hai tumhari hi ibadat ki hai
humne jab ki hai to fir aise mohbbat ki hai
humne jab ki hai to fir aise mohbbat ki hai
dil mera pagal hai jana
isko tum behla do
dil mein kyu halchal jana
mujhko tum smjha do
mehka jo aanchal hai jana
isko tum lehra do
julf jo badal hai jana
mujh pe tum barasa do
jana le ke jaya hai tera ye diwana
jana tujh pe mit jayega
tera ye parwana
jana mere dil me kya hai
tumne na ye jana
jana tujhko yaad ayga
mera ye afsana
dekho pyare ye nazare ye diwane ye parwane
hai ishq me kaise gum
hai tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
tumse mil ke dil ka hai
jo haal kya kahe
ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahe
gori gori gori gori gori gori
kabhi kabhi kahi kahi chori chori
gori gori gori gori gori gori
kabhi kabhi kahi kahi chori chori
chhup chhup ke tum mila karo
pyari pyari baate wate kiya karo
par yu naa milna kisise kabhi hamare siwa
gore gore gore gore gore gore
bhole bhole naye naye kore kore
dekho dekho ham dono mit hai
suno suno dil ki jo prit hai
par sun naa paye inhe naa koi hamare siwa
gori gori gori gori gori gori
kabhi kabhi kahi kahi chori chori
gore gore gore gore gore gore
bhole bhole naye naye kore kore
jo tum ho aa gaye toh sapne chha gaye
jo tum ho meherban toh rut hai jawan
jo ham hai mil gaye toh gul hai khil gaye
jo ham tum hai yaha toh mehka sama
bhigi bhigi dhimi dhimi hai hawa
khoyi khoyi soyi soyi hai fija
dhire dhire hame yeh kya ho gaya
hole hole hosh hi kho gaya
abb naa rahe tumhe yad koi bhi hamare siwa
gori gori gori gori gori gori
kabhi kabhi kahi kahi chori chori
gore gore gore gore gore gore
bhole bhole naye naye kore kore
jo hai yeh duriya toh hai betabiya
jo pas aao yaha toh hajir hai jaan
jo tum betab ho toh tum abb yeh suno
jo tum iss dil me ho toh duri kahan
jara jara jhuki jhuki si najar
abhi abhi thodi thodi thi idhar
mithi mithi baate kaho toh kaho
pore pore lekin abhi tum raho
kuchh din katon aur jindagi hamare siwa
gori gori gori gori gori gori
kabhi kabhi kahi kahi chori chori
chhup chhup ke tum mila karo
pyari pyari baate wate kiya karo
par yu naa milna kisise kabhi hamare siwa
gore gore gore gore gore gore
bhole bhole naye naye kore kore
dekho dekho ham dono mit hai
suno suno dil ki jo prit hai
par sun naa paye inhe naa koi hamare siwa
gori gori gori gori gori gori
kabhi kabhi kahi kahi chori chori
gore gore gore gore gore gore
bhole bhole naye naye kore kore
hey yeh fijaye hey sun lo gaaye, jindagi hai hasin aur jawan
har lamha hai meherban har pal hai khushi
pa hi gaya yeh karvan manjil pyar ki
din jo suhane hai do dil diwane hai
din jo suhane hai do dil diwane hai
din jo suhane hai do dil diwane hai
hey yeh fijaye hey sun lo gaaye
gito ka mausam hai khwabo ka aalam hai abb hosh kam kam hai han
jivan ki raaho me tum ho nigaho me baahe hai baaho me han
har dil diwana hai abb yeh jana, kyun hai hasin yeh sama
har lamha hai meherban har pal hai khushi
pa hi gaya yeh karvan manjil pyar ki
din jo suhane hai do dil diwane hai
din jo suhane hai do dil diwane hai
din jo suhane hai do dil diwane hai
hey yeh fijaye hey sun lo gaaye
sab din sunehre hai sab nashe gehre hai, pyare sab chehre hai han
abb halke halke se rang hai chhalke se aanchal hai dhalke se han
jo dilkashi hai jo tajgi hai kaise karu mai baya
hey yeh fijaye hey sun lo gaaye, jindagi hai hasin aur jawan
har lamha hai meherban har pal hai khushi
pa hi gaya yeh karvan manjil pyar ki
din jo suhane hai do dil diwane hai
din jo suhane hai do dil diwane hai
din jo suhane hai do dil diwane hai
din jo suhane hai do dil diwane hai
khoya hai pake jisne pyar mai hu na
bechain mai hu bekarar mai hu na
koi toh ho aisa jisko apna keh saku
koi toh ho aisa jiske dil me reh saku
koi toh kehta ek bar mai hu na
khoya hai pake jisne pyar mai hu na
bechain mai hu bekarar mai hu na
jo bandhan tute jo apne ruthhe
pas aa jaye phir se duriya
yeh kyun hota hai ke dil rota hai
bebas ho jati hai yeh jaban
apne toh sare iss kinare reh gaye
apne toh sare iss kinare reh gaye
tanha chala jo uss par mai hu na
khoya hai pake jisne pyar mai hu na
bechain mai hu bekarar mai hu na
jaha bhi mai jau jaha bhi mai dekhu
sare chehre begane se hai
kabhi koi tha jo mera hi tha
yeh kisse abb afsaane se hai
kal jindagi ne khel khele the naye
kuchh log jite jit ke sab le gaye
hisse me aaya jiske har mai hu na
khoya hai pake jisne pyar mai hu na
bechain mai hu bekarar mai hu na
chale jaise hawaye sanan sanan
ude jaise paride gagan gagan
jaaye titaliya jaise chaman chaman
yuhi ghumu mai bhi magan magan
mai diwaani dil ki raani gam se anjani
kab darti hu vo karti hu jo hai thani
chale jaise hawaye sanan sanan
ude jaise paride gagan gagan
whats up?
say what?
koi roke koi aaye
kitna bhi mujh ko samjhaaye
mai naa sunu gi kabhi
apni hi dhun mai rahti hu
mai pagli hu mai ziddi hu
kahte hai ye to sabhi
koi nahi jana
ke armaan kyaa hai mera
chale jaise hawaaye sanan sanan
ude jaise paride gagan gagan
jaaye titaliya jaise chaman chaman
yuhi ghumu mai bhi magan magan
mai diwaani dil ki raani gam se anjaani
kab darti hu vo karti hu jo hai thaani
chale jaise hawaaye sanan sanan
ude jaise paride gagan gagan
aaye hasinaa ye to aaye
mujh ko dikhaane apani adaye
mai bhi kuch kam nahi, yah
aakho me aakhe jo daalu
dil mai churalu hosh churalu
koi ho kitna hasi
mera ho gyaa vo
jo ik baar mujh se mila
chale jaise hawaaye sanan sanan
ude jaise paride gagan gagan
jaaye bhanware jaise chaman chaman
yuhi ghumu mai bhi magan magan
mai diwana mai anjana gam se begana
hu aawara lekin pyaara sab ne mana
chale jaise hawaaye sanan sanan
ude jaise paride gagan gagan
jaaye bhanware jaise chaman chaman
yuhi ghumu mai bhi magan magan
chale jaise hawaye sanan sanan
ude jaise paride gagan gagan
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
kabhi jo tum socho ke tum ye dekho
are kitna mujhko tumse pyar hai
to chup mat rahna ye mujhse kahna
are koi kya aisa bhi yaar hai
dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe
dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe
to mai kahunga sarkar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
kahne ki ho dil me koi baat mujhse kaho
koi pal ho din ho yaa ho raat mujhse kaho
koi mushakil koi pareshani aaye
tumhe lage kuch thik nahi halaat mujhse kaho
koi ho tamanna yaa ho koi aarazu
koi ho tamanna yaa ho koi aarazu
rahana kabhi na beqarar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
ishq jaise hai ik aandhi ishq hai ik tufan
ishq ke aage bebas hai duniya me har iljam
ishq me sab diwane hai ishq me sab hairan
ishq me sab kuch mushkil hai ishq me sab aasan
dekho pyare yeh najare yeh diwane yeh parwane
yeh ishq me kaise gum
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
dil toh ik rahi jana dil ki tum manjil ho
dil toh hai ik kashti jana jiska tum sahil ho
dil na phir kuchh mange jana tum agar hasil ho
dil toh hai mera tanha jana aao toh mehfil ho
ishq se hi sari khushiya ishq hi barbadi
ishq hai pabandi lekin ishq hi ajadi
ishq ki duniya me yaro khwab ki aabadi
kho gaya woh jisko manjil ishq yeh dikhladi
dekho pyare yeh najare yeh diwane yeh parwane
yeh ishq me kaise gum
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumko puja hai tumhari hi ibadat ki hai
hamne jab ki hai toh phir aise mohabbat ki hai
hamne jab ki hai toh phir aise mohabbat ki hai
dil mera pagal hai jana isko tum behlado
dil me kyun halchal hai jana mujhko tum samjhado
dil ka jo aanchal hai jana isko tum lehrado
julf jo badal hai jana mujhpe tum barsado
jana leke jaya hai tera yeh diwana
jan tujhpe mit jayega tera yeh parwana
jana mere dil me kya hai tumne yeh na jana
jana tujhko yad aayega mera yeh afsana
dekho pyare yeh najare yeh diwane yeh parwane
yeh ishq me kaise gum
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tum bhi ho mai bhi hu, pas aao toh keh du
aakhir kyun pal yu diwana mai ho gaya
tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jana
tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jana
jo hosh tha woh toh gaya
badan ki yeh khushbu jagaane lagi jadu
toh hoke bekabu dil kho gaya
tumhe jo maine socha, tumhe jo maine mana
tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jana
jo hosh tha woh toh gaya
itni kyun tum khubsurat ho, ke sab ko hairat ho
duniya me sach much hi rehati hai
pariyo se bhi jyada pyari si ladki koi
han itni kyun bolo hasin tum ho, jo dekhe gum sum ho
dekho na mai bhi hu khoya sa behka sa
mujhpe bhi chhayi hai diwangi
tumhi ko maine puja tumhi ko chaha pana
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana
jo hosh tha woh toh gaya
badan ki yeh khushbu jagaane lagi jadu
toh hoke bekabu dil kho gaya
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana
jo hosh tha woh toh gaya
tum bhi ho mai bhi hu pas aao toh keh du
tumne jo dekha toh kya jane kya ho gaya
jane kyun rehti hu khoyi si jagi na soyi si
abb dil me arman hai saanso me tufan hai
aankho me khwabo ki hai chandni
jane kyun behka sa yeh mann hai, mehka sa yeh tan hai
chalti hu itrake ithlake sharmake
balkhake jaise koi ragini
tumhe jo maine samjha tumhe jo pehchana
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana
jo hosh tha woh toh gaya
badan ki yeh khushbu jagaane lagi jadu
toh hoke bekabu dil kho gaya
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana
tumhe jo maine dekha tumhe jo maine jana