ranjishe mohabbat hai
khud pe hi hairan hai hum
dhunki aisi lagi hai
zamane me badnaam hai hum
teri raaho me sajda karti hu
na bann tu sangdil
meri rooh me tu hi shamil hai
tu hi meri manzil, o ho
ik aadat saa tu ban gaya hai
ya rabba kaisi preet hai
jo maari maari mai firti hu
kyu ishq me kamli ho gayi mai
din rain mai aahein ab bharti hu
dil baawra ho gaya hai
dhadkan meri jashn pe bhi
tujhko hi bas pukaare
ye dil mera deewana
maine kyu marz ye le liya hai
khud ko kyu, khud ko kyu
dard ye de diya hai
ye kasak kaisi hai
dassta hai humraaton ka samaa
teri fitrat me bewafaai hai
mere gham se tu anjaan
tere ishq me be-garari hai
zidd tujhpe hai qurbaan
teri chahat ka rang chadh gaya hai
chadh gaya hai
ya rabba kaisi preet hai
jo maari maari mai firti hu
kyu ishq me kamli ho gayi mai
din rain mai aahein ab bharti hu
dil baawra ho gaya hai
ya rabba kaisi preet hai
jo maari maari mai firti hu
kyu ishq me kamli ho gayi mai
din rain mai aahein ab bharti hu
ya rabba kaisi preet hai
jo maari maari mai firti hu
kyu ishq me kamli ho gayi mai
din rain mai aahein ab bharti hu
wo toh yahin hai lekin
har koi usko dhunde
parwa nahi hai usko
dil chahe jaan bhi chhute
khud ko manata rehta
chahe ye duniya ruthe
neendo mein ghuske
kare sapne barbad
jism aur jaan mein ab
wo aise utar jayega
aayina dekhiye toh
wo hi sirf nazar aayega
wo toh yahi hai lekin
har koi usko dhunde
neendo mein ghuske
kare sapne barbad
khud hi uda kar sabke
pankhon ko kaate wo
kaale fasane likhta
kajal chura ke wo
khud ko sirf yaad rakhta
duniya bhula ke wo
sadiyan bikher dala
lamha mein aake wo
pankhon ko kaate pehle
phir wo kare azaad
neendo me ghus ke
kare sapne barbad
sone ki nali se nikli ye neeli bullet
jalti sadak nikli ye neeli bullet
jhapki palak nik nikli ye neeli bullet
peecha karo ab nikli ye neeli bullet
are mand mand hawaaon mein
tang tang chhoda tune
bhang mein jo rang ye daala
rang mein ye bhang hai daala
kismat meri pair ke neeche
chumbak meri tujhko kheenche
aaja aaja peeche aaja
try full power you can do it
sone ki nali se nikli ye neeli bullet
jalti sadak nikli ye neeli bullet
jhapki palak nik nikli ye neeli bullet
peecha karo ab nikli ye neeli bullet
sone ki nali se nikli ye neeli bullet
jalti sadak nikli ye neeli bullet
jhapki palak nik nikli ye neeli bullet
peecha karo ab nikli ye neeli bullet
tu baitha dhaak me, wo betha taak me
dhool hai jo jhaunki usne teri aankh me
tu baitha dhaak me, wo betha taak me
dhool hai jo jhaunki usne teri aankh me
ab kisko samjhayega
tu pichhe pichhe aayega
bhaag daud ke choor choor
hakka bakka reh jaayega
bina warning nikli ye neeli bullet
good morning nikli ye neeli bullet
pichhe ki galli se nikli ye neeli bullet
peecha karo ab nikli ye neeli bullet
bina warning nikli ye neeli bullet
good morning nikli ye neeli bullet
pichhe ki galli se nikli ye neeli bullet
peecha karo ab nikli ye neeli bullet
bina warning nikli ye neeli bullet
good morning nikli ye neeli bullet
pichhe ki galli se nikli ye neeli bullet
peecha karo ab nikli ye neeli bullet
main to yahi hun lekin
har koi mujhko dhunde
parwa nahi hai mujhko
dil chahe jaan bhi chhute
khud ko manta rehta
chahein ye duniya ruthe
neendon mein ghuske
karun sapne barbad
jism or jaan mein ab
main aise utar jaunga
aayina dekhiye to main hi nazar aaunga
main to yahi hun lekin
har koi mujhko dhunde
neendon mein ghuske
karun sapne barbad
khud hi uda kar ab
pankho ko kaatu
kaale fasane likhu
kajal churake
khwayisho ke khatir maine
jaal ye bichaya hai
kaale andhero main ab
mera hi saya hai
pankho ko kaatu pehle
fir main karun azad
neendon mein ghuske
karun sapne barbad
i am feeling all right
i am feeling all right
i am feeling all right
just** tonight
makes me go on, and on
and on, and on yeah
dekho dekho ye aa gaye hum kaha
hai badal chuka sab kuch yaha
aage hum hain pichhe sara jaha
aage hum pichhe sara jaha
na jane kya ho jayega kal
aur na gam ke aage pighal
bas zindagi ke hain yahi do pal
aisa na ho haatho se jaye nikal
jee lo yaaro jam ke jee lo yaaro
ho hazaron aafat hazaron
tod laao ambar se taaro ko
kehte hai hum sun lo sahi
chand kbabhi tumhara tha hi nahi
jhuthi baato pe na karna yakin
tumhare hi rang mein hai sab rangin
jee lo yaaro jam ke jee lo yaaro
ho hazaron aafat hazaron
tod laao ambar se taaro ko
jhumo gaao jashan ye mana lo
zindagi ka jaam peelo yaaro
tod laao ambar se taaro ko
to bhi chahoge tum hoga wahi
chod aao bite pal kahin
nasha chadne do roko nhi
ke dhunye mein dikhta hai sach kahi
jee lo yaaro jam ke jee lo yaaro
ho hazaron aafat hazaron
tod laao ambar se taaro ko
jhumo gaao jashan ye mna lo
zindagi ka jaam peelo yaaro
tod laao ambar se taaro ko
jee lo yaaro jam ke jee lo yaaro
ho hazaron aafat hazaron
jaan o meri kyun ho kafa
mere dil ki sun awaz
sun le ab khul jayenge raaz
dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
jaam dhundta hai tu kya
din raaton ke wo shahjade
dun tera pta, is taak jhaank mein
ye kon si talaash mein
shikar dhundta hai tu kya
shaam hai paheli hai raat ajnabi si
chhaye bechaniya, jaan bhi akeli koi
thaam le hatheli, kyun hai betabiyan
dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
jaam dhundta hai tu kya
khamoshiyan bhi ye teri bayan kare kahani
behaki behaki si shaam hai chaukhi ruhani
shaam hai paheli hai raat ajnabi si
chhaye bechaniya, jaan bhi akeli koi
thaam le hatheli, kyun hai betabiyan
dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
jaam dhundta hai tu kya
din raaton ke wo shahjade
dun tera pta, is taak jhaank mein
ye kon si talaash mein
shikar dhundta hai tu kya
dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
jaam dhundta hai tu kya
aaj ki raat jo hona hai hone de
koi to baat hai everybody wants you
aaj ki raat jo hona hai hone de
koi to baat hai everybody wants you
tera suroor main aur jaam tu
tera fitoor main shaitaan tu
tera ishq mujhpe bhi chhaya hai
na tujhse koi bach paya hai
teri nazar chhule jise
bas wo tera ban jaye
jab chhaye mera jadu, koi bach na paye
jab chhaye mera jadu, koi bach na paye
mujhse tum takrana na
jaan ke jaan gawana na
mujhse tum takrana na
jaan ke jaan gawana na
mera badan pighla sona
jaan bhi jaye khabar ho na
ye masti hai nahi sasti
dilwala hi boli lagaye
jab chhaye mera jadu, koi bach na paye
aaj ki raat jo hona hai hone de
koi to baat hai everybody wants you
phulon ki narmi hun main
sholon ki garmi hun main
phulon ki narmi hun main
sholon ki garmi hun main
toofanon si halchal hun
hawaon ka anchal hun main
jo dhunde wo paye, fir bhi haath na aaye
jab chhaye mera jadu, koi bach na paye
kabhi main dard jagati hun
kabhi main zakhm mitati hun
kabhi main dard jagati hun
kabhi main zakhm mitati hun
kabhi raaz chhupati hun
kabhi main khud hi raaz ban jaati hun
dil toote ya saath chhute, fir bhi tu pichhe aaye
jab chhaye mera jadu, koi bach na paye