wo toh yahin hai lekin
har koi usko dhunde
parwa nahi hai usko
dil chahe jaan bhi chhute
khud ko manata rehta
chahe ye duniya ruthe
neendo mein ghuske
kare sapne barbad
jism aur jaan mein ab
wo aise utar jayega
aayina dekhiye toh
wo hi sirf nazar aayega
wo toh yahi hai lekin
har koi usko dhunde
neendo mein ghuske
kare sapne barbad
khud hi uda kar sabke
pankhon ko kaate wo
kaale fasane likhta
kajal chura ke wo
khud ko sirf yaad rakhta
duniya bhula ke wo
sadiyan bikher dala
lamha mein aake wo
pankhon ko kaate pehle
phir wo kare azaad
neendo me ghus ke
kare sapne barbad