ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
he ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
aayega jo bhi aayega
bachke naa wo jaayega
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
mujarim hai kaanoon ke kaatil hai saare yaha

aate hai sab chhod ke duniya ke maare yaha
hum naa kisi ke hai apna nahi koi
khatre me hai apni jaan
apni khata hai ye humko pata hai ye
dushman hai saara jahaan
julmo ka khoono ka ye hai ajab silsila
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
he ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
saaya koi naa mila kaanto me palne lage
saaya koi naa mila kaanto me palne lage
majboor itane huye sholo pe chalne lage
na hai khushi koi naa dard hai koi
apni hai kya jindagi
koi bhi puchhe na koi bataaye na
apni hai kya bebasi
masti me doobe hai anjaam kuchh maafiya
he ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ha ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
aayega jo bhi aayega
bachake na wo jaayega
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya
ma ma ma ma ma ma maafiya maafiya
pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke

nind nahin aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
kesuo ke saye to hata kya tera irada hai bata
kesuo ke saye to hata kya tera irada hai bata
pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke
nind nahi aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
jane tamnna tere labo se anguri pani chhalke
kaise sambalu gore badan se mera duptta dhalke

jine na de tera husn kwara aise mujhe tere ishq ne mara

jan meri jan tadpe
pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke
nind nahi aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
beeti hai kaise rate humari ankho ne ankho se kaha
chhane lagi hai koi khumari sanso ne sanso ko chhua
bite hai kaise rate humari ankho ne ankho se kaha
chhane lagi hai koi khumari sanso ne sanso ko chhua
sanse garm hai pyas jagi hai dekho jara kya aag lagi hai

barf se bhi shola bhadke
pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke
nind nahi aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
kesuo ke saye to hata kya tera irada hai bata
kesuo ke saye to hata kya tera irada hai bata
pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke
nind nahi aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
deewano ka ghar hai romance road par
parwano ka daftar hai romance road par
hoti hai aankh micholi romance road par
hai sabki tabiyat doli romance road par
kudiyo se mile kanware romance road par
aate hai aashiq sare romance road par
hoti hai kya kya baate romance road par
katti ye jhilmil raate romance road par, ha
ye lo patli gali ye mrs. sacchi mucchi
romance college ye hai pyar ki gali
no say bhai sahab mem sahab
babu mosaye
this on the road of kisan
our money you also fun in the sun
just walk on rock, on da romance road
why me tell yu
maine chaila ko dekha romance road par
majnu laila ko dekha romance road par
ranjhe se heer mili thi romance road par
sabki taqdeer mili thi romance road par, ha
koi gaaye filmi gaana romance road par
koi likhe naya afsana romance road par
har ghar ki raunak aayi romance road par
par hosh najar sharmayi romance road par
money does not matter on romance road
you got deal with the subject of humanity
rule the insanity this is reality
you know sincereity
to da hindu the muslim the sikh isaai
dont say bye bye say bhai bhai
say bhai bhai
on ro ro ro ro romance road
on romance road
jismo ki sokh numaish romance road par
hoti kya kya farmaish romance road par
milti hai do do baahe romance road par
hoti hai char nigahe romance road par, ha
kabhi pyar to kabhi ladai romance road par
kabhi milan to kabhi judai romance road par
kitno ke dhol khule hai romance road par
lakho ke pol khule hai romance road par
nafrat ka zahar nahi hai romance road par
zulmo ka kahar nahi hai romance road par
hindu muslim shikh isaai romance road par
hai sare bhai bhai romance road par
hai sare bhai bhai romance road par
dont say bye bye say bhai bhai
is ladki ne dil mera china aa me batau, bata na
uska chehra in aanko me kaise chupau, chupa na
khwab mera vo mera karar, hai mujhe to uska intjar

ek lakho me vo hasina lage, bin kahi uske ab ji na lage

chahat ke ikrar ke, aaye hai din pyar ke

diwana kar degi ye teri ada
is ladki ne dil mera china aa me batau, bata na
uska chehra in aanko me kaise chupau, chupa na
khwab mera vo mera karar, hai mujhe to uska intjar
kya jawa mausam kya ehsas hai, dil nashi chehra mere pas hai

jane kaise dil gaya mera sathi mil gaya
jane kaise dil gaya mera sathi mil gaya
palko me rakh lu me aa yaha to aa
is ladki ne dil mera china aa me batau, bata na
uska chehra in aanko me kaise chupau, chupa na
khwab mera vo mera karar, hai mujhe to uska intjar
is ladki ne dil mera china aa me batau, bata na
uska chehra in aanko me kaise chupau, chupa na
khwab mera vo mera karar, hai mujhe to uska intjar
duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

aaj mile ho kal bhi aana dekho na mujhe ab tadpana
jutha koi vada na karna

dekha jab tumko samne pal me kaha mai kho gayi
koi to bataye kya karu ladki diwani ho gayi
dekha jab tumko samne pal me kaha main kho gayi
koi to bataye kya karu ladki diwani ho gayi
mera hai mera sanam, tumko hai meri kasam
chori chori aahe na bharna
duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
hotho pe tumhara naam hai aanko me tumhare khawab hai
dil me tumhara pyar hai armaan bade betaab hain

yaado me khone bhi do, baho me sone bhi do
jane jaha jag se na darna
duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
aaj mile ho kal bhi aana dekho na mujhe ab tadpana
jutha koi vada na karna
duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
ye dil ye pagal dil mera har pal tujhe aawaj de

aaja ki ab to aake sanam khamoshiyo ko alfaj de

chehra hasin tera khwabo me muskuraye
chehra hasin tera khwabo me muskuraye
tanhaiyo me aksar
tera khyal aaye tera khyal aaye
ye dil ye pagal dil mera har pal tujhe aawaj de
ye dil ye pagal dil mera har pal tujhe aawaj de
veeran jindagi me aaye bahar banke
veeran jindagi me aaye bahar banke
rahna meri najar me
bas pyar pyar banke bas pyar pyar banke