pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke

nind nahin aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
kesuo ke saye to hata kya tera irada hai bata
kesuo ke saye to hata kya tera irada hai bata
pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke
nind nahi aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
jane tamnna tere labo se anguri pani chhalke
kaise sambalu gore badan se mera duptta dhalke

jine na de tera husn kwara aise mujhe tere ishq ne mara

jan meri jan tadpe
pyar ki jawani hai raat bhi suhani hai dil mera diwana dhadke
nind nahi aaye re kyu mujhe sataye re chum lena aage badhke
beeti hai kaise rate humari ankho ne ankho se kaha
chhane lagi hai koi khumari sanso ne sanso ko chhua
bite hai kaise rate humari ankho ne ankho se kaha
chhane lagi hai koi khumari sanso ne sanso ko chhua
sanse garm hai pyas jagi hai dekho jara kya aag lagi hai

barf se bhi shola bhadke