khud se dil dar sa gaya hai, andar kuch mar sa gaya hai
dil se dil ghabra raha hai, khud se bikhar sa gaya hai
khud se dil dar sa gaya hai, andar kuch mar sa gaya hai
dil se dil ghabra raha hai, khud se bikhar sa gaya hai
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
khoyi si chandni bhi ho gayi hai badguma
ab to ye zindagi bhi lagti hai ik baddua
zehreele zakhmo ki, ye jo kharashe hai
koi toh aake dekh le, khud se tarashe hai
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
khud se dil dar sa gaya hai, andar kuch mar sa gaya hai
dil se dil ghabra raha hai, khud se bikhar sa gaya hai
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
jaise mile ajnabee
hai meri duaa ki jab hum mile
tu dekhe mujhe mere dost ik baar yunhi jaise mile ajnabee
hum phir se chale tu phir se hanse
main phir se udu paaun nayi ik khushi jaise milein ajnabi
toh kya hua gar faasle darmiyan na pad gaye
iska kya gham thaam loon peeche gar main tujhe
tu mud ke mile phir ek ho hum jaise mile ajnabi
jaane kyun juda raaste huey jaane kab mile hum-tum phir
sooraj ke saahil se kirano ki naav mein nikli thi
main dhoondhne, kho gayi
ab toh milo ajnabi jaise mile ajnabi
dekho toh chali hai hawa nayi dil me phir jala woh diya kahin
khwabon ke jungle me pedo ki shaakho se
patte samete main hoon kayi ab toh milo ajnabi
hai meri duaa ki jab hum mile
tu dekhe mujhe mere dost ik baar yunhi jaise mile ajnabee
hum phir se chaley tu phir se hansey
main phir se udun paaun nayi ik khushi
jaise mile ajnabee jaise mile ajnabee
mera kaun hai tere siva, maula tu hi toh hai bas mera
nikla hoon sach ki talaash me, yeh jag toh hai maaya tera
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
sun jab se dil ki pukaar hai, utha kaisa ye sawaal hai
nahi ab khabar na khayal hai, hua kya ye mera haal hai
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
mera kaun hai tere siva, maula tu hi toh hai bas mera
nahi ab khabar na khayal hai, chadha kaisa ye khumaar hai
lagta nahi ho ges hai, naa jhuke agar toh katenge sar
ye jhoot pe hai pale huve, ye jo doodh ke hai dhule huve
inhe kya khabar nahi jaante hai, ki ye lab mere hai nahi sile
mera kaun hai tere siva, maula tu hi toh hai bas mera
nikla hoon sach ki talash mein, yeh jag toh hai maaya tera
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
sun le re maula mere sun le re maula mere
mera kaun hai tere siva maula tu hi toh hai bas mera
nikla hoon sach ki talaash me yeh jag toh hai maaya tera
maula sun le re khudaya o mere
maula sun le re mera man jo kahe
sun jab se dil ki pukaar hai utha kaisa ye sawaal hai
nahi ab khabar na khayal hai hua kya ye mera haal hai
maula sun le re khudaya o mere
maula sun le re mera man jo kahe
mera kaun hai tere siva maula tu hi toh hai bas mera
nahi ab khabar, na khayal hai chadha kaisa ye khumaar hai
lagta nahi, ho gesh hai na jhuke agar, toh katenge sar
ye jhoot pe hai pale huve ye jo doodh ke hain dhule huve
inhe kya khabar nahi jaante hai ki ye lab mere hai nahi sile
mera kaun hai tere siva maula tu hi toh hai bas mera
nikla hoon sach ki talash me yeh jag toh hai maaya tera
maula sun le re khudaya o mere
maula sun le re mera man jo kahe
maula sun le re khudaya o mere
maula sun le re mera man jo kahe
sun le re maula mere sun le re maula mere