khud se dil dar sa gaya hai, andar kuch mar sa gaya hai
dil se dil ghabra raha hai, khud se bikhar sa gaya hai
khud se dil dar sa gaya hai, andar kuch mar sa gaya hai
dil se dil ghabra raha hai, khud se bikhar sa gaya hai
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
khoyi si chandni bhi ho gayi hai badguma
ab to ye zindagi bhi lagti hai ik baddua
zehreele zakhmo ki, ye jo kharashe hai
koi toh aake dekh le, khud se tarashe hai
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
khud se dil dar sa gaya hai, andar kuch mar sa gaya hai
dil se dil ghabra raha hai, khud se bikhar sa gaya hai
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
khud se, khud se, khud se, khud se, khud se
mera kaun hai tere siva, maula tu hi toh hai bas mera
nikla hoon sach ki talaash me, yeh jag toh hai maaya tera
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
sun jab se dil ki pukaar hai, utha kaisa ye sawaal hai
nahi ab khabar na khayal hai, hua kya ye mera haal hai
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
mera kaun hai tere siva, maula tu hi toh hai bas mera
nahi ab khabar na khayal hai, chadha kaisa ye khumaar hai
lagta nahi ho ges hai, naa jhuke agar toh katenge sar
ye jhoot pe hai pale huve, ye jo doodh ke hai dhule huve
inhe kya khabar nahi jaante hai, ki ye lab mere hai nahi sile
mera kaun hai tere siva, maula tu hi toh hai bas mera
nikla hoon sach ki talash mein, yeh jag toh hai maaya tera
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
maula sun le re, khudaya o mere
maula sun le re, mera man jo kahe
sun le re maula mere sun le re maula mere