saat samundar terah nadi paar rehta tha nanha raj kumar
saat samundar terah nadi paar rehta tha nanha raj kumar
raja rani dono bachpan me hi sawrg sidhare
ek bhai ek behana chote chote the bechare
behan badi albeli thi apne me ek paheli thi
soch me dubi rahti thi dubi dubi rahti thi
chota sa tha unka sansar rehta tha nanha raj kumar
badhaye vipdaye or badti badti jaye
jan ke unko akele dikhlati thi shakti sari
dukh ke datya darte the ghar ko shalate the
bhaiya tum dar jana na dukho se ghabrana na
bahen nahi hu mai hu talwar
rehta tha nanha raj kumar
saat samundar terah nadi paar
rehta tha nanha raj kumar
ho radha andar chubha kis nirdaye ka tir
na hasti na bolti na saj dhaj na kirol
vyarth man abiman me jaye samaye anmol
yu kab tak ruthi rahogi radha rani
yu kab tak ruthi rahogi radha rani
maine sada tumhe apna jana
par na mujhe tumne pehchana
rutho par se na rutho mushkil ho sari umar manana
mat jodo mere pyar se gori
mat jodo mere pyar se gori koi rar purane
yu kab tak ruthi rahogi radha rani
yu kab tak ruthi rahogi radha rani
tum bin mai kahi chain na pau
kaise tumhe visvas dilau jag ruthe
chhod du ye jag tum ruthi ho kaho kit jau
tum bin mai yu bhikhra bhikhra
tum bin mai yu bhikhra bhikhra
nadiya bin jiyu pani
yu kab tak ruthi rahogi radha rani
inhi mulakato me koi mulakat
hogi aisi pyari mulakat
milke kabhi phir chhutega na sath
inhi mulakato me koi mulakat
yuhi milte julte dono ke dil mil jayenge ek din
pyar ke tarane dono milke dohrayenge ek din
yuhi milte julte dono ke dil mil jayenge ek din
honge aise mithe nagmat
jinko sun ke chutega na sath
inhi mulakato me koi mulakat
mitha ho ki tekha bhulta nahi din pahle milan ka
wahi karan hai har din ke milan ka
mitha ho ki tekha bhulta nahi din pahle milan ka
mithi tekhi kahi suni bate
badhkar bole chhutega na sath
inhi mulakato me koi mulakat
wo dekho panchi sanjh dhale
apne basero ko laut chale
wo dekho panchi sanjh dhale
apne basero ko laut chale
meri ankhe bhi sapne bune ek aise hi ghar ke
jaha rah meri dekhega koi nit saj ke sawar ke
meri aankhe bhi sapne bune ek aise hi ghar ke
samjhe koi mere jajbat
keh de keh de chutega na sath
inhi mulakato me koi mulakat
kya likhu kaise likhu
likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi
yu samajh lije ke main patthar hu
mujh me dil nahi, dil nahi
kya likhu kaise likhu
likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi
har kadam par aapne samjha sahi maine galat
har kadam par aapne samjha sahi maine galat
ab safai pesh karke bhi
koi hasil nahi, hasil nahi
yu samajh lije ke main patthar hu
mujh me dil nahi, dil nahi
is tarah badhti gayi kuch raste ki uljhne
is tarah badhti gayi kuch raste ki uljhne
samne manjil thi
main kahti rahi manjil nahi, manjil nahi
kya likhu kaise likhu
likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi
main ye manu ya na manu, dil mera kahne laga
main ye manu ya na manu, dil mera kahne laga
ab meri najdikiyo me
duriya shamil nahi, shamil nahi
kya likhu kaise likhu
likhne ke bhi kabil nahi, kabil nahi
ek but se mohabbat karke
ek but se mohabbat karke
maine yahi jana hain
samjhaye se jo na samjhe
samjhaye se jo na samjhe
dil aisa diwana hai
ek but se mohabbat karke
khubsurat hain bala ka aur bala se kam nahi
uska gam jee ko lage to jag ka koyi gam nahi
chale paanv dilo pe rakh ke
chale paanv dilo pe rakh ke
uska hi zamana hain
ek but se mohabbat karke
maine yahi jana hain
ek but se mohabbat karke
phul champe ka hasin behad magar khushbu nahi
hain mere mehbub me sab kuch, wafa ki bu nahi
kuch bhi ho mujhe ghar apna
kuch bhi ho mujhe ghar apna
us gul se sajana hain
ek but se mohabbat karke
maine yahi jana hain
samjhaye se jo na samjhe
dil aisa diwana hai
ek but se mohabbat karke
ai mere udas mann, chal dono kahee dur chale
mere hamdam teree manjil, yeh nahee yeh nahee koi aur hai
ai mere udas mann
iss bagiya ka har phul deta hai chubhan kanto kee
sapane ho jate hain dhul kya bat kare sapano kee
mere sathee teree duniya, yeh nahee yeh nahee koi aur hai
ai mere udas mann
jane mujh se hui kya bhul jise bhul saka na koi
pachhatave ke aansu mere aankh bhale hee roye
o re pagale teraa apana, yeh nahee yeh nahee koi aur hai
ai mere udas mann
patthar bhee kabhee ik din dekha hai pighal jate hain
ban jate hain shital nir jharano me badal jate hain
teree pida se jo pighale, yeh nahee yeh nahee koi aur hai
ai mere udas mann