raghupati raghav rajaram, patit pavan sita ram
raghupati raghav rajaram, patit pavan sita ram
ishvar allah tero naam, sabko sanmati de bhagvan
ishvar allah tero naam, sabko sanmati de bhagvan
de bhagvaan
raghupati raghav rajaram, patit pavan sita ram
back up come on
maja le lo maja le lo, maja le lo o meri jaan
bura kya hain bhala kya hain, sabhi hain bekar o nadan
maja le lo maja le lo, maja le lo o meri jaan
bura kya hain bhala kya hain, sabhi hain bekar o nadan
come on baick up
sacchai ko tu apnana, jhuth se tu rahna begana
dukhiyon ki sada karna seva, nirdhan ko na tu thukrana
nirdhan ko na tu thukrana
nisdin karna acche kam, sabko sanmati de bhagvan
de bhagvan
waqt ko kisne roka hain, kal to yaro dhokha hain
waqt ko kisne roka hain, kal to yaro dhokha hain
ji bhar ke tu aish karo, yahi aish ka mauka hain
maja le lo maja le lo, maja le lo o meri jaan
bura kya hain bhala kya hain, sabhi hain bekar nadan
come on back up
sabka daaman sina hoga, aansu hanskar pina hoga
apni khatir sab jite hain, sabki khatir jina hoga
sabki khatir jina hoga
sabko samjho ek samaan, sabko sanmati de bhagvan
de bhagvaan
raghupati raghav rajaram, patit pavan sita ram
jhuthi duniyadari hain, paise ki sab yari hain
jhuthi duniyadari hain, paise ki sab yari hain
duniya uski pocket me, jiski pocket bhari hain
maja le lo maja le lo, maja le lo o meri jaan
bura kya hain bhala kya hain, sabhi hain bekar nadan
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya ya ya ya ya ya
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya ya ya ya ya ya
yu na dar, aa bhi ja
pyar me jaalim bada maja
yu na dar, aa bhi ja
pyar me jaalim bada maja
dil ko laga, dekh jara
sabkuch lagta naya naya
yu na dar, aa bhi ja
pyar me jaalim bada maja
dil ko laga, dekh jara
sabkuch lagta naya naya
ya mujhe pyar jagane de
ya mera pyar jaga de tu
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya ya ya ya ya ya
kal ka kya, kal to gaya
soch na tu kal kya hoga
haye kal ka kya, kal to gaya
soch na tu kal kya hoga
jaha mile pyar tujhe
chori chori leta ja
kal ka kya, kal to gaya
soch na tu kal kya hoga
jaha mile pyar tujhe
chori chori leta ja
ya mujhe dil ko churane de
ya mere dil ko chura le tu
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya ya ya ya ya ya
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya mujhe nazdik aane de
ya mujhe paas bula le tu
ya ya ya ya ya ya
nari kaisi shan hai teri har tasvir mahan hai teri
tere unche rup hai kya kya tu hai ma behan aur biwi
tu hai ma behan aur biwi tere unche rup hai kya kya
tu hai ma behan aur biwi tu hai ma behan aur biwi
dukh sah kar sukh deti hai jag ko pyar sikhati hai
sewa kar ke duniya ki tu takdir banati hai
nari kaisi shan hai teri har tasvir mahan hai teri
tere unche rup hai kya kya tu hai ma behan aur biwi
tu hai ma behan aur biwi
ghar ki shobha tujhse hai tu sansar chalati hai
karobar chalati hai tu sarkar chalati hai
nari kaisi shan hai teri har tasvir mahan hai teri
tere unche rup hai kya kya tu hai ma behan aur biwi
tu hai ma behan aur biwi
kal jo sati ho jati thi bikti thi bazaro me
aaj usi ki ronak hai jalsho me darbaro me
nari kaisi shan hai teri har tasvir mahan hai teri
tere unche rup hai kya kya tu hai ma behan aur biwi
tu hai ma behan aur biwi
adaypak hai rakshak hai vighaynik hai ab nari
nari ki kya shakti hai man gayi duniya sari
man gayi duniya dari man gayi duniya sari
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala
are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche
kagaj ke phulo me pyare rangat hai lekin khusbu nahi hai
kagaj ke phulo me pyare kuch bhi na tujhko milega
kuch bhi na tujhko milega
inme khusi ka pahlu nahi hai
are ho re ho ho ho re ho re bhaiya
hari bhari es phulwari ko kyu karke biran chala
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala
are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche
are jhuthe dikhawe me aake thukrai tune asha kisi ki
are jhuthe dikhawe me aake
pardesh me khone wale
pardesh me khone wale
tujhko pukare puja kisi ki
are ho re ho re ho re ho bhaiya
bhul ke apne, begano me
kyu khone ki imaan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikne aaj koi insan chala
are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche
julmi hai daulat ki nagari
banke ye apni karti burai
julmi hai daulat ki nagari
are nirdhan ke sine me dil hai
nirdhan ke sine dil hai
gairo ki bhi ye karte bhalayi
are ho re ho re ho re ho re bhaiya
manjil piche kyu aage ko banke tu anjaan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala
are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche
accha hi hua dil tut gaya
accha hi hua jo tune kiya
lungi na kabhi ab naam-e-wafa
accha hi hua dil tut gaya
accha hi hua jo tune kiya
lungi na kabhi ab naam-e-wafa
accha hi hua dil tut gaya
tha jinka pyar nigaho me
wo hai gairo ki baanho me
tha jinka pyar nigaho me
wo hai gairo ki baanho me
kis baat ka badla mujhse liya
haay mujhse liya
accha hi hua dil tut gaya
accha hi hua jo tune kiya
lungi na kabhi ab naam-e-wafa
accha hi hua dil tut gaya
asli the phool mohabbat ke
achhe the vade ulfat ke
asli the phool mohabbat ke
achhe the vade ulfat ke
par tu unko na jaan saka, jaan saka
accha hi hua dil tut gaya
accha hi hua jo tune kiya
lungi na kabhi ab naam-e-wafa
accha hi hua dil tut gaya
dil me to socha kya-kya tha
tera pyar to ret ka dariya tha
dil me to socha kya-kya tha
tera pyar to ret ka dariya tha
dil pyasa tha pyasa hi raha, pyasa hi raha
accha hi hua dil tut gaya
accha hi hua jo tune kiya
lungi na kabhi ab naam-e-wafa
accha hi hua dil tut gaya
acha hi hua dil tut gaya
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya
tha jinka rup nigaho me
wo hai gairo ki baho me
tha jinka rup nigaho me
wo hai gairo ki baho me
kis baat ka badla mujhse liya
haye mujhse liya
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya
nakli the phul mohabbat ke
jhuthe the wade ulfat ke
nakli the phul mohabbat ke
jhuthe the wade ulfat ke
har bandhan se mai chut gaya
haye chut gaya
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya
dil me to socha kya kya tha
tera pyar to ret ka dariya tha
dil me to socha kya kya tha
tera pyar to ret ka dariya tha
na tair saka na dub saka
na dub saka
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya
acha hi kiya jo tune kiya
lunga na kabhi ab naam-e-wafa
acha hi hua dil tut gaya