asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala

are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche
kagaj ke phulo me pyare rangat hai lekin khusbu nahi hai
kagaj ke phulo me pyare kuch bhi na tujhko milega
kuch bhi na tujhko milega
inme khusi ka pahlu nahi hai
are ho re ho ho ho re ho re bhaiya
hari bhari es phulwari ko kyu karke biran chala
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala
are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche
are jhuthe dikhawe me aake thukrai tune asha kisi ki
are jhuthe dikhawe me aake
pardesh me khone wale
pardesh me khone wale
tujhko pukare puja kisi ki
are ho re ho re ho re ho bhaiya
bhul ke apne, begano me
kyu khone ki imaan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala
duniya ke bazar me bikne aaj koi insan chala
are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala
asal ko chhod ke nakal ke piche
julmi hai daulat ki nagari
banke ye apni karti burai
julmi hai daulat ki nagari
are nirdhan ke sine me dil hai
nirdhan ke sine dil hai
gairo ki bhi ye karte bhalayi
are ho re ho re ho re ho re bhaiya
manjil piche kyu aage ko banke tu anjaan chala