patthar ke hain sab raaste, parwah nahi
dhundhle hain chehre khwaab ke, parwah nahi
chhalni hai sina rehne do, ab jo bhi ho parwah nahi
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
baadal me dhundhe hausle, pagla gaye hain hausle
gir jaaye ya ude, ab tute ya jude, parwah nahi
parwah nahi hey yeah, parwah nahi yeah
parwah nahi yeah
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
roke ruke na dil jale, pagla gaye hain hausle
ziddi hain dhadkane, ab bigde ya bane, parwah nahi
wo parwah nahi, ho parwah nahi yeah, parwah nahi yeah
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
aaye toh aaye zalzale, pagla gaye hain hausle
sholo pe hum chale, ab pighle ya jale, parwah nahi
wo parwah nahi, wo parwah nahi, wo parwah nahi o
jab tak teri aanch me bund bund main jal na lu
jab tak tere saath me chaand tak main chal na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
jab tak teri aanch me bund bund main jal na lu
jab tak tere saath me chaand tak main chal na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tujhpe saje khubsurat lage
aisa kya du tujhe, aisa kya du tujhe
hatho ki ye lakeere sabhi
pehna du tujhe, pehna du tujhe
jab tak meri aankhe tera chehra pee na le
jab tak teri dhun me hum mar na le, jee na le
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
chale chale to kya chale hum, ude agar to baat hai
chale chale to kya chale hum, ude agar to baat hai
jiye jiye to kya jiye hum, lade agar to baat hai
jaage hai chaurahe, kadmo ki ye thapkiyo se jaage hai
maidaano khul jaao, aa rahe hain hum jo
khalbali to honi hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
ho ujaalo ki gar talaash hai, suraj ka shehar paas hai
ujaalo ki gar talaash hai, suraj ka shehar paas hai
aa chal ke hum juta le apne hisse ke ujaale
dube ek suraj to dusra uga le
kaafi hai apni khaatir yeh mutthi bhar irade
chalne ke balbute pe hum duniya hila de
awaazo mil jaao, aa rahe hain hum jo
khalbali to honi hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
kyu sochna hai jaana kaha, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kadmo pe tere baadal jhukenge
jab tak tujhe ehsaas hai
jaagir teri tera khajana
ye tishnagi hai, ye pyaas hai
kyu rokna ab ye kaarvan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kya ye ujaale, kya ye andhere
dono se aage hai manzar tere
kyu roshni tu baahar talaashe
teri mashaale hain andar tere
kyu dhundna pairo ke nishan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa o besabriyaa
malde suraj ke munh pe malaai
budbak baadal pe karde chadhai
are malde suraj ke munh pe malaai
budbak baadal pe karde chadhai
khole kitabe kare hum padhaai
panipat me huyi thi ladaai
suno suno dil ki suno, daro nahi sher bano
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
badmashiyo se zara baaz aao
thoda kitabo se bhi dil lagaao
are badmashiyo se zara baaz aao
thoda kitabo se bhi dil lagaao
vidya kasam hum padhenge daba ke
magar tum bhi dekho kitaabo se aage
badho zara aage badho, likha nahi jo wo padho
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
aise hawa me jo udta phirega
monday ko teacher ka danda padega
aise hawa me jo udta phirega
monday ko teacher ka danda padega
cricket ka main karunga bahana
cancel hai monday ko school jaana
zidd maintain karo, chadho mountain chadho
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
ye lamha jo thehra hai, mera hai ye tera hai
ye lamha main jee lu zara
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
kyun bewajah gungunaye, kyun bewajah muskuraye
palke chamakne lagi hai, ab khwab kaise chupaye
behki si baate kar le, hans hans ke aankhe bhar le
ye behoshiya phir kaha
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
dil pe taras aa raha hai, pagal kahi ho na jaye
wo bhi main sunane laga hu, jo tum kabhi keh na paye
ye subah phir aayegi, ye shame phir aayengi
ye nazdikiyaa phir kaha
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
jab tak tujhe pyar se beinteha main bhar na du
jab tak main duaao sa sau dafa tujhe padh na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tum aa gaye baazuo me mere
sau savere liye, sau savere liye
ha baadalo se utaara gaya
tumko mere liye, sirf mere liye
jab tak meri ungliya tere baalo se kuch keh na le
jab tak teri lehar me khwahishe meri beh na le
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tu aata hai sine me jab jab saanse bharti hu
tere dil ki galiyo se main har roz guzarti hu
hawa ke jaise chalta hai tu, main ret jaisi udti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
meri nazar ka safar tujhpe hi aake ruke
kehne ko baaki hai kya, kehna tha jo keh chuke
meri nigaahe hain teri nigaho ki
tujhe khabar kya be-khabar
main tujhse hi chhup chhup kar teri aankhe padhti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
tu jo mujhe aa mila, sapne huye sirphire
hatho me aate nahi, udte hain lamhe mere
meri hansi tujhse, meri khushi tujhse
tujhe khabar kya be-kadar
jis din tujhko na dekhu, pagal pagal phirti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu