hum raks, hum raks agar ho dilruba, hum raks hai jeene ka maja, hum raks
teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
naache gaaye, dhoom machaaye - 2
jaam piye aur jaam pilaayein bhool hi jaaye kaun hai hum
hum raks, hum raks agar ho dilruba, hum raks hai jeene ka maja
hum raks, teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
us jaisa koi haseen duniya mein koi nahi
(tum jaisa koi haseen duniya mein koi nahi
tu hi meri dilrooba, tu hi meri jahjabeen) - 2
jaam pilaade, rang jamaade - 2, nazar milaade, mast banaade
masti har pal har dum
hum raks, jara najdilk aa, hum raks, mujhe jalwa dikha
hum raks, kayaamat yeh ada, hum raks, salaamat reh sada
hum raks, hum raks
na na na na na (thoda sa parda utha, thoda sa jalwa dikha - 2)
dil mein utar jaane de, aankhon se aankhein mila
thoda sa parda utha, thoda sa jalwa dikha
dil mein utar jaane de, aankhon se aankhein mila
piye khaaye mauj manaaye - 2, duniya ke gum bhool hi jaayein
aisa sama milta hai kam
hum raks yeh mehfil yeh sama, hum raks yeh milta hai kahaan
hum raks mujhe ji bhar pila, hum raks isimein hai bhala, hum raks
hum raks, teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
naache gaaye, dhoom machaaye - 2
jaam piye aur jaam pilaayein bhool hi jaaye kaun hai hum
hum raks, hum raks agar ho dilruba, hum raks hai jeene ka maja
hum raks, teri aankhein hai kya, hum raks, nasha hi hai nasha
dharti thoda ri hum laye
mitha murari har laye
re kurja desh ka git suna de
re kurja desh ka git suna de
kesariya baalma padhaaro mhaaro des
watano se aai hai hwa sandesa aaya sajan ka
dil ko na jaane huwa sandesa laaya saajan ka
kitani hasin hai yeh fizaayein kitna hasin hai din aaj ka
watano se aai hai hwa sandesa aaya sajan ka
dil ko na jaane huwa kya sandesa laayi saajan ka
jab bhi kabhi dil gaaye koi saloniya gaaye
aaye haaye ji jalaaye koi sar se dupatta uda jaaye
koi kaise mujhe bulaay aab ghar aa ja pardesiya
udd jaau pakha laga sadesa aaya saajan ka
udd jaau pakha laga sadesa aaya saajan ka
lamhein woh pyaare pyaare, ik saath jo gujaare
yeh sitaare woh nazaare, meri aankhon mein sapne tumhaare
jaag uthi hai kuchh yaadein, jiya bhar aaya mere saathiya
dil se uthi hai yeh sada, sandesa aaya saajan ka
dil ko na jaane huwa-2 sandesa laaya saajan ka
watno se aayi hai hawa sandesa laaya saajan ka
kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
jaise bin maange hi sab kuchh mil jaata hai
sab kuchh mil jaata hai
jaise bin soche hi sab kuchh ho jaata hai
jaise viraane mein gulshan khil jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
ummid ka daaman pakde huye jindagi hai ab muskaane lagi
jindagi hai ab muskaane lagi
jo nazar nahi aayi thi kabhi manzil wo nazar aane lagi
jo nazar nahi aayi thi kabhi manzil wo nazar aane lagi
paigaam bahaar ke aane ka doli le kar aaya jaise
mehki madmast mehki madmast
hawaayon ne nagma sa gaaya ho jaise
anjaani raahon mein rehbar mil jaatein hain
kabhi kabhi kabhi kabhi
na jaane kya hai likha tune yeh hum sab ki takdiron mein
tune yeh hum sab ki takdiron mein
hasrat hai jinko khushiyon ki hum bhi hai unn raahgiron mein
haalaat ne karwat badli hai takdir badal gayi hai apni
saagar ki lehar mein dol rahi kashti bhi sanbhal gayi hai apni
kabhi kabhi toh tufaan saahil ban jaate hain
kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
pardesiya pardesiya
nikle hai ghar se kismat ka nikle hai ghar se kismat ka
kohtoor dekhna chaahte hain
maayus hayaati ke chehre pe noor dekhna chaahte hain
aise mein begaane bhi apne ho jaaate hai
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
chala kaafila dekh samane
chala kaafila dekh samane manjil lagi pukarane
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
bhool ja ab sab ki bate jashan banale yar we
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
mere sawariya re udati chunariya re
na jaane udkar chali kidhar
baali umariya ne loota bajariya me
saiya ye kaise hai teri nazar
mai ne to bas le liya hai dil deke dildar re
dil dena dil lena dil dena dildar re
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
sunle paayal meri bole chhanan chhan chhan
samajhi mai kehati hai ye sajan
teri khamoshi mujhe mar daalegi
keh do na kaisi hai ye uljhan
dilbar dildaar vai vai baithi dil haar vai vai
pagal kar dega mujhko tera ye pyar vai vai
tujhko mohabbat diye ja rahi hu
yu samjho aisi jiye ja rahi hu
dilbar dildaar vai vai baithi dil haar vai vai
pagal kar dega mujhko tera ye pyaar vai vai
mujhko bhi ho gayi mohabbat tujhse pehli bar re
dil dena dil lena dil dena dildaar re
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
kabhi kabhi sapane bhi sach ho jaate hai chak de
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
jaana hai jaana hai jaana hai us paar re
des chhod pardes na jana dil ko laakar thes na jana
chhod na jana na jana sanu lodhi ki raat
des chhod pardes na jana dil ko laakar thes na jana
des chhod pardes na jana dil ko laakar thes na jana
kise batayega tu chhod na jana na jana sanu lodhi di raat
chhod na jana na jana sanu lodhi ki raat
na ja sajna jiya na maane na mai jaanu na tu jaane
na ja sajna jiya na maane na mai jaanu na tu jaane
kab hogi mulakaat chhod na jana na jana sanu lodhi ki raat
chhod na jana na jana sanu lodhi ki raat
man roye ji tarse sajna chham chham chham chham barse sajna
man roye ji tarse sajna chham chham chham chham barse sajna
ankhiyo se barsaat chhod na jana na jana sanu lodhi ki raat
chhod na jana na jana sanu lodhi ki raat
des chhod pardes na jana dil ko laakar thes na jana
des chhod pardes na jana dil ko laakar thes na jana
kise batayega tu chhod na jana na jana sanu lodhi di raat
chhod na jana na jana sanu lodhi ki raat
koyee toh ho jiske liye, jina ho toh marna pade - (2)
arey marna ho toh jina pade
badee mushkil hai yeh dil vil, yeh dil vil uff allah
badee mushkil hai yeh dil vil, (yeh dil vil uff allah -2)
koyee toh ho jisake liye, jina ho toh marna pade
arey marna ho toh jina pade
ho koyee toh ho mil jaye toh, hey shakho pe rakh ke aise sajaye
aankho me sare mausam bitaye, shabnam me bhigee bate sunaye
aankho me sare mausam bitaye, ke aankho me koyee toh ho
jiske liye jina ho toh marna pade, arey marna ho toh jina pade
aisa bhee hoga ek roj aayegee toh
jab tum hamare ghar aaon toh
ruk jaye saree duneeya ke raste
aa jaye aansu jab hanste hanste
phir kahee aana na kahee jana, ruk jaye rahe
muk jaye raste ke raste me, koyee toh ho jiske liye
jina ho toh marna pade, arey marna ho toh jina pade
badee mushkil hai yeh dil vil, yeh dil vil uff allah
badee mushkil hai yeh dil vil, (yeh dil vil uff allah -2)
hum raks hum raks agar ho dilruba
hum raks hai jeene ka maja hum raks
teri aankhein hai kya hum raks nasha hi hai nasha
naache gaaye dhoom machaaye
naache gaaye dhoom machaaye
jaam piye aur jaam pilaayein bhool hi jaaye kaun hai hum
hum raks hum raks agar ho dilruba
hum raks hai jeene ka maja hum raks
teri aankhein hai kya hum raks nasha hi hai nasha
us jaisa koi haseen duniya mein koi nahi
tum jaisa koi haseen duniya mein koi nahi
tu hi meri dilrooba tu hi meri jahjabeen
tum jaisa koi haseen duniya mein koi nahi
tu hi meri dilrooba tu hi meri jahjabeen
jaam pilaade rang jamaade jaam pilaade rang jamaade
nazar milaade mast banaade masti har pal har dum
hum raks jara najdilk aa hum raks mujhe jalwa dikha
hum raks kayaamat yeh ada hum raks salaamat reh sada
hum raks hum raks
na na na na na
thoda sa parda utha thoda sa jalwa dikha
thoda sa parda utha thoda sa jalwa dikha
dil mein utar jaane de aankhon se aankhein mila
thoda sa parda utha thoda sa jalwa dikha
dil mein utar jaane de aankhon se aankhein mila
piye khaaye mauj manaaye
piye khaaye mauj manaaye
duniya ke gum bhool hi jaayein
aisa sama milta hai kam hum raks
yeh mehfil yeh sama hum raks
yeh milta hai kahaan hum raks
mujhe ji bhar pila hum raks
isimein hai bhala hum raks hum raks
teri aankhein hai kya hum raks nasha hi hai nasha
naache gaaye dhoom machaaye
naache gaaye dhoom machaaye
jaam piye aur jaam pilaayein
bhool hi jaaye kaun hai hum raks
hum raks hum raks agar ho dilruba
hum raks hai jeene ka maja hum raks
teri aankhein hai kya hum raks nasha hi hai nasha
haanthon mein haath rahe saath saath
hum toh the ajanabi saare
gaye dil ko tod kyun saath chhod
kuchh yaar jaan se pyaare
jab tak hai saans tab tak hai aas
jab tak hai chaand aur taare
sang sang chale the sang sang chalenge
kehate hai yeh dil hamaare
jab tak hai saans tab tak hai aas
jab tak hai chaand aur taare
sang sang chale the sang sang chalenge
kehate hai yeh dil hamaare
haanthon mein haath rahe saath saath
hum toh the ajanabi saare
gaye dil ko tod kyun saath chhod
kuchh yaar jaan se pyaare
jina hai agar marne se na dar
kaahe ko yaar ghabraaye
mushkil hai safar anjaani dagar
manjil bhi nazar aa jaaye
jina hai agar marne se na dar
kaahe ko yaar ghabraaye
mushkil hai safar anjaani dagar
manjil bhi nazar aa jaaye
jab tak hai saans tab tak hai aas
jab tak hai chaand aur taare
sang sang chale the sang sang chalenge
kehate hai yeh dil hamaare
jab tak hai saans tab tak hai aas
jab tak hai chaand aur taare
sang sang chale the sang sang chalenge
kehate hai yeh dil hamaare
sun lo re geet apani hai jeet
jeetenge badhenge aage
mastak mein hosh dil mein hai josh
dukh dard sab bhaage
sun lo re geet apani hai jeet
jeetenge badhenge aage
mastak mein hosh dil mein hai josh
dukh dard sab bhaage
jab tak hai saans tab tak hai aas
jab tak hai chaand aur taare
sang sang chale the sang sang chalenge
kehate hai yeh dil hamaare