kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
jaise bin maange hi sab kuchh mil jaata hai
sab kuchh mil jaata hai
jaise bin soche hi sab kuchh ho jaata hai
jaise viraane mein gulshan khil jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
ummid ka daaman pakde huye jindagi hai ab muskaane lagi
jindagi hai ab muskaane lagi
jo nazar nahi aayi thi kabhi manzil wo nazar aane lagi
jo nazar nahi aayi thi kabhi manzil wo nazar aane lagi
paigaam bahaar ke aane ka doli le kar aaya jaise
mehki madmast mehki madmast
hawaayon ne nagma sa gaaya ho jaise
anjaani raahon mein rehbar mil jaatein hain
kabhi kabhi kabhi kabhi
na jaane kya hai likha tune yeh hum sab ki takdiron mein
tune yeh hum sab ki takdiron mein
hasrat hai jinko khushiyon ki hum bhi hai unn raahgiron mein
haalaat ne karwat badli hai takdir badal gayi hai apni
saagar ki lehar mein dol rahi kashti bhi sanbhal gayi hai apni
kabhi kabhi toh tufaan saahil ban jaate hain
kabhi kabhi sapne bhi sach ho jaate hain
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain
pardesiya pardesiya
nikle hai ghar se kismat ka nikle hai ghar se kismat ka
kohtoor dekhna chaahte hain
maayus hayaati ke chehre pe noor dekhna chaahte hain
aise mein begaane bhi apne ho jaaate hai
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi
sapne bhi sach ho jaate hain
jaise begaane apne ho jaate hain