pyar majbur hai, tum waha main yaha
kuch dino ke liye sanam hai duriya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
kuch dino ke liye sanam hai duriya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
jo bhi vaade kiye, khayi thi jo kasam
unko hum tum nibhaynge milke sanam
jo bhi vaade kiye, khayi thi jo kasam
unko hum tum nibhaynge milke sanam
phir banayenge chahat ka ek aashiya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
humko hai ya pata, bewafa hum nahi
isliye is judai ka, hume gham nahi
humko hai ya pata, bewafa hum nahi
isliye is judai ka, hume gham nahi
pyar apne dilo me rahega jawa
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
kuch dino ke liye sanam hai duriya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
kuch dino ke liye sanam hai duriya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
kuch dino ke liye sanam hai duriya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
jo bhi vaade kiye, khayi thi jo kasam
unko hum tum nibhaynge milke sanam
jo bhi vaade kiye, khayi thi jo kasam
unko hum tum nibhaynge milke sanam
phir banayenge chahat ka ek aashiya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
humko hai ya pata, bewafa hum nahi
isliye is judai ka, hume gham nahi
humko hai ya pata, bewafa hum nahi
isliye is judai ka, hume gham nahi
pyar apne dilo me rahega jawa
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
kuch dino ke liye sanam hai duriya
ye judai
ye judai mohabbat ka hai imtiha
ye judai mohabbat ka hai imtiha
pyar majbur hai, tum waha main yaha
sawan aaya barsi ghatayein
chede sargam mehki hawayein
naino me milne ki aas ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
sawan aaya barsi ghatayein
chede sargam mehki hawayein
naino me milne ki aas ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
charo tarf hai ghor andhera
jaane kahan hai ujla sawera
bhig gaye hain pal jo suhane
man me hai un yado ka basera
door bhi hoke tu hai pass ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
kitne sapne bikhar gaye hai
raho me apne bichad gaye hai
khusiyon ki ek jhalak dikha ke
na jaane wo kidhar gaye hai
deke mujhe ek aash hooo
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
sawan aaya barsi ghatayein
chede sargam mehki hawayein
naino me milne ki aas ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
pani tere hontho se tapka pani tere hontho se tapka
sharab ho gaya zulfo ki bhul bhulaiya me
mera dil kho gaya
pani tere hontho se tapka sharab ho gaya
zulfo ki bhul bhulaiya me mera dil kho gaya
dekha tune pyar se mujhko kamal ho gaya
kabhi na hua tha jo pehle wo haal ho gaya
dilruba dilruba janeja janeja
dooriyan mitane ka aaya hai mausam
aur pass aane ki rut hai janam
teri in bahon me madhoshiyan hai
jaane ye kaisi behoshiyan hai
jaane ye kaisi behoshiyan hai
bheega bheega anchal ye dhalka
bheega bheega anchal ye dhalka mai bechain ho gaya
kabhi na hua tha jo pehle wo haal ho gaya
pani tere hontho se tapka sharab ho gaya
zulfo ki bhul bhulaiya me mera dil kho gaya
dilruba dilruba janeja janeja
chahat ka aisa jaam tu pila de
aaj tu deewani mujhko bana de
sulag rahe hain arman dil ke
pal aa gaye hain ab mushkil ke
pal aa gaye hain ab mushkil ke
ab tere bin mera jeena
ab tere bin mera jeena dushwar ho gaya
zulfo ki bhul bhulaiya me mera dil kho gaya
paani mere honto se tapka sharab ho gaya
zulfo ki bhul bhulaiya me mera dil kho gaya
dilruba dilruba janeja janeja
humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar
ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar
ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
waise to tum acche lage the pehli mulakat me
baat aage badh gayi phir baat hi baat me
humko bhi tum acche lage the pehli mulakat me
baat aage badh gayi phir baat hi baat me
ye pyar humne tum par lutaya dil ka kaha maan kar
ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar
ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
jaanu hamko maf kar do tum ko satate rahe
pyar tumse ho gaya tha ab tak chupate rahe
jaanu hamko maf kar do tum ko satate rahe
pyar tumse ho gaya tha ab tak chupate rahe
par aaj humne tumko bataya dil ka kaha maan kar
ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar
ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
lekin humse jo takraega uski aisi ki taisi
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
pyar bina kuch nahi hai duniya me
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
haan hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
pyar bina kuch nahi hai duniya me
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
dil ka sauda dil se karte hai pyar ki chhao me palte hai
dil ka sauda dil se karte hai pyar ki chhao me palte hai
husn ishk ke parwane hum to itna hi jaane
husn ishk ke parwane hum to itna hi jaane
haan pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
pyar bina kuch nahi hai duniya me
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
wade kasme hum na todenge
sath yaar ka kabhi na chodenge
wade kasme hum na todenge
sath yaar ka kabhi na chodenge
chahae kahin bhi jayenge bus yahi dohrayenge
chahae kahin bhi jayenge bus yahi dohrayenge
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
haan hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
hum deewane pyar ke yaar hai hum yaar ke
are pyar bina kuch nahi hai duniya me
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
pyar ke gaao tarane ho pyar ke gaao tarane
ayi hai fashion parade me chalti hai tan tan ke
are sabke dil pe gir gai bijli jab naikli ban than ke
dekho dekho collage me ik ladki aayi hai
sharm haya bhi dekh ke isko sharmai hai
dekho dekho collage me ik ladki aayi hai
sharm haya bhi dekh ke isko sharmai hai
hontho pe gali naak pe gussa tan pe aadhe kapde
chune se mare current ye baat karo to bhadke
hontho pe gali naak pe gussa tan pe aadhe kapde
chune se mare current ye baat karo to bhadke
shart lagalo iski han bhi sirf ladai hai
sharm haya bhi dekh ke isko sharmai hai
arey dekho dekho collage me ik ladki aayi hai
sharm haya bhi dekh ke isko sharmai hai
chaal dhaal se lagti hai ye to kitni magrur
khud ko ye samjhe jaise ye jannat ki hur
chaal dhaal se lagti hai ye to kitni magrur
khud ko ye samjhe jaise ye jannat ki hur
kabhi lage ye hari mirch kabhi lage mithai hai
sharm haya bhi dekh ke isko sharmai hai
dekho dekho collage me ik ladki aayi hai
sharm haya bhi dekh ke isko sharmai hai
hum hai deewane ye bhi na jaane
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
hum hai deewane ye bhi na jaane
hum hai deewane ye bhi na jaane
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
hoti agar na dilo me mohabbat to phool khilte nahi
shabnam sitare kaliyan ye titli hote na itne hasin
hoti agar na dilo me mohabbat to phool khilte nahi
shabnam sitare kaliyan ye titli hote na itne hasin
bahon me teri banayenge hum to ye pyaar ke ashiyane
hum hai deewane ye bhi na jaane
hum hai deewane ye bhi na jaane
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
aayen bahare jayein bahare thahre kabhi na sama
yado ki khushbu dil me chhupa lun chale jao chahe jahan
aayen bahare jayein bahare thahre kabhi na sama
yado ki khushbu dil me chhupa lun chale jao chahe jahan
kasam hai tumhari luta denge tum pe apni wafa ke khzane