sawan aaya barsi ghatayein
chede sargam mehki hawayein
naino me milne ki aas ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
sawan aaya barsi ghatayein
chede sargam mehki hawayein
naino me milne ki aas ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
charo tarf hai ghor andhera
jaane kahan hai ujla sawera
bhig gaye hain pal jo suhane
man me hai un yado ka basera
door bhi hoke tu hai pass ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
kitne sapne bikhar gaye hai
raho me apne bichad gaye hai
khusiyon ki ek jhalak dikha ke
na jaane wo kidhar gaye hai
deke mujhe ek aash hooo
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas
sawan aaya barsi ghatayein
chede sargam mehki hawayein
naino me milne ki aas ho
phir bhi ye man kyu udas ho
phir bhi ye man kyu udas