People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Aao Piya Peene Ka Zamana Aaya
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Himmat(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmat/Aao-Piyo-Peene-Ka-Zama
Video:
hip hip hurre
aao piya pine ka zamana aaya ba ba bam
jiyo jine ka jamana aaya ba ba bam
kabhi kabhi aate hai aise din or aise rate
aao piya pine ka zamana aaya ba ba bam
jiyo jine ka jamana aaya ba ba bam

tarane hotho pe aaye hai
khabar suno ye hum alye hai
julfo ke badal chaye hai
tarane hotho pe aaye hai
aaye hai aaye hai
kabhi kabhi hoti hai ye gulabi barsate
aao takraye paymane
aao piya pine ka zamana aaya ba ba bam
jiyo jine ka jamana aaya ba ba bam

najar chura na na aise me aise me
yaha se jana na aise me aise me
karna na na na aise me
najar chura na na aise me aise me
aise me aise
kabhi kabhi hoti hai ye hasi mulakate
aao takraye paymane
aao piya pine ka zamana aaya ba ba bam
jiyo jine ka jamana aaya ba ba bam
aao piya pine ka zamana aaya ba ba bam
jiyo jine ka jamana aaya ba ba bam
Main Hu Akeli
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Himmat(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmat/Main-Hoon-Akeli/IDcadE
Video:
main hun akeli badi muskil ghadi hai, muskil ghadi hai
main hun akeli badi muskil ghadi hai, muskil ghadi hai
ye sari dunia mere piche padi hai, main hun akeli ha
main hun akeli badi muskil ghadi hai, muskil ghadi hai

mehfil ye kaisi hai na jane waise hai iske sab diwane
mehfil ye kaisi hai na jane waise hai iske sab diwane
haule haule dil dole sabhi kahe ye dole
ladki nahi hai ye to phulo ki chadi ha, main hun akeli ha
main hun akeli badi muskil ghadi hai, muskil ghadi hai

galti main kar ke pachtayi main kis gali me chali ayi
galti main kar ke pachtayi main kis gali me chali ayi
dil ka kehna man atha ye maine na jana tha
ye sari dunia beiman badi hai, main hun akeli ha
main hun akeli badi muskil ghadi hai, muskil ghadi hai

chedo na tum kasam se keh dungi jake main balam se
chedo na tum kasam se keh dungi jake main balam se
sarmau, ghabrau wapas kaise main jaun
teer najar rasta roke khadi hai, main hun akeli ha
main hun akeli badi muskil ghadi hai, muskil ghadi hai
ye sari dunia mere piche padi hai, main hun akeli ha ha
main hun akeli badi muskil ghadi hai, muskil ghadi hai
Jaal Bichhe Hain Nigahe
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Himmat(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmat/Jaal-Bichhe-Hain-Nigah
Video:
jaal biche hai nigaho ke rahi pyar ki raho ke
jaal biche hai nigaho ke rahi pyar ki raho ke
gal gulabi chal sarabi lele sahare baho ke
jaal biche hai nigaho ke rahi pyar ki raho ke
gal gulabi chal sarabi lele sahare baho ke
jaal biche hai nigaho ke jal biche hai nigaho ke

raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho lala la ya buri ho lala la
adat nahi chut sakti
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho ya bhuri ho adat nahi chut sakti
raja hamari tumhari

ye julfe nahi janjire hai inko todke kaha jaoge
ye julfe nahi janjire hai inko todke kaha jaoge
tere dil me meri tasvir hai
mujhko chodke kaha jaoge
ankhe milayi hai kasme uthayi hai
daman chudana nahi
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho lala la ya bhuri ho lala la
adat nahi chut sakti raja hamari tumhari

tum aaye yaha apni marji se
meri marji hai jane du na jane du
tum aaye yaha apni marji se
meri marji hai jane du na jane du
mai to chlaka hua paimana hu
na mai hosh me aane du na aane du
dilwar jawani hai yari purani hai
ankhe churani hai
raja hamari tumhari yari nahi tut sakti
ya bhali ho lala la ya bhuri ho lala la
adat nahi chut sakti raja hamari tumhari
Himmat Kare Insan
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Himmat(1970)
Tag: Hindi
Video:
himmat kare insan
himmat kare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan

karti hai jise galiyo me badnam ye dunia
kahti hai jise hasrate nakam ye dunia
ban jaye wo armna to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat nare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan

shikwe buri kismat ke hai bujdil ke bahane
tinke ki tarah tujhko uda dala hawa ne
ban jaye tu kaptan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat nare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan

wo jo aag se darte hai anjan hai kitne
ye kam muskil hai to asan hai kitne
ye raz tu le jaye to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat nare insan to kya ho nahi sakta
ye jan le nadan to kya ho nahi sakta
himmat kare insan
Dass Gayi Nagin Si Zulf Teri
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Himmat(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmat/Das-Gayi-Nagin-Si-Zulf
Video:
das gayi das gayi, das gayi das gayi
nagan si julfe teri bas jaan nikal gayi meri
mai gaya haye re haye haye re haye
das gayi das gayi, bas gayi bas gayi
mere man me najre teri bas jaan nikal gayi meri
mai gayi haye re haye haye re haye
bach gayi bach gayi

dunia se chori khud se chupake
dunia se chori khud se chupake
tu aise aya ki dar gayi mai to are mar gayi mai diwane
tu sarmayi deke duhayi aise ghabrayi dar gaya mai to
mar gaya tu kya jane
mujhe kuch ho gaya ye gaya wo gaya
are das gayi das gayi
nagan si julfe teri bas jaan nikal gayi meri
mai gaya haye re haye haye re haye
haye re haye, haye re haye
das gayi das gayi, das gayi das gayi

sham suhani rut mastani
sham suhani rut mastani
jhume jawani ho ke diwani mere paas na aa o hasina
pyar ki barate pahli mulakate
choti choti ratein lambi lambi bate bada mushkil ho gaya jina
mera dil kho gaya ye gaya wo gaya hay re bach gai, bach gai
mere man me najre teri bas jan nikal gayi meri
main gai haye re haye haye re haye
das gayi das gayi, das gayi das gayi
nagan si julfe teri bas jan nikal gayi meri
mai gaya haye re haye haye re haye
das gayi das gayi, das gayi das gayi
Maan Jaiye Maan Jaiye
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Himmat(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmat/Maan-Jaiye-Maan-Jaiye/
Video:
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye
sharm se jhuki aankh ki ruki saans ki kya hai marji pehchan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye
dilo ki mulakat ka, jawa raat ka kya hai matlab pehchan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye

pyar me ye din-rat bade rangin hone vale hai
pyar me ye din-rat bade rangin hone vale hai
ek the ham phir do hue ab tin hone vale hai
na giniye aage bas balam hamari kasam
aap hai bade hi anajaan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye

inn baato se ek hasina ruth jayegi dekho
inn baato se ek hasina ruth jayegi dekho
chup ho jao nind hamari tut jayegi dekho
yaha nind ka kya kam liya nam kya
aap hai bade nadan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye

wo harjayi jo chhede takrar aise mausam me
wo harjayi jo chhede takrar aise mausam me
pas aa ke tum dekho ik bar aise mausam me
magar aapka kya yaki nahi ji nahi
aap hai bade hi beimaan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye
maan jayiye, maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye
maan jayiye, maan jayiye
Hai Shukar Ki Tu Hai Ladka
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Himmat(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmat/Hai-Shukr-Ke-Tu-Hai-La
Video:
hai shukar ke tu hai ladka, ho tujhe dekh mera dil dhadka
hai shukar ke tu hai ladka, ho tujhe dekh mera dil dhadka
kya hota meri toba agar tu ladki hoti
agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti
agar tu ladki hoti

mai tere naj uthata ho, tujhe bag ki sair karata
mai tere naj uthata ho, tujhe bag ki sair karata
julfo me phul lagata
agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti
agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti

din to so fere teri gali me lagata
teri khidki ke niche ake siti bajata
din to so fere teri gali me lagata
teri khidki ke niche ake siti bajata
kabhi ata kabhi jata, kabhi ata kabhi jata
tujhe itna satata jina muskil ho jata
agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti
agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti

sun ho sahjade tu jo hoti sahjadi
sun ho sahjade tu jo hoti sahjadi
ab tak ho jati teri sadi, tera ghunghta uthata
tujhe ankho me basata, tujhe sari rat jagata
agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti
agar tu ladki hoti, agar tu ladki hoti

ya dost nahi to nahi to nahi ladki hoti
ya dost nahi to nahi to nahi ladki hoti
tere pyar me hasti teri yad me roti
toba re duhayi hoti meri ruswayi hoti
bada sarmayo hoti
agar mai ladki hoti, agar mai ladki hoti