jo moti teri nani hai suna hai diwani hai
utha ke dilli le jayenge ke badi mastani hai
ke badi mastani hai ke badi mastani hai
jo mama mera aa jayega wo sab samjha jayega
jo usne bat teri sunli, to kacha kha jayega
ha ji to kacha kha jayega ha ji to kacha kha jayeg
tujhi se naina jodenge tujhi se naina jodenge
tujhe na hum chodenge bulaya hame jab ha ibagiya me
to kaliya todenge haji to kaliya todenge
jo kachi kali todenge diwane sar fodega
tu kana bap tera hai andha tu naina kya jodega
tu naina kya jodega tu naina kya jodega
jala do chahe hamko ji magar yu na rutho ji
nishani teri ek to mile baliye hame dil de do ji
hame dil de do ji hame dil de do ji
jo leke mera dil jaoge na jane kab aaoge
tumhari chal ye kahti hai ke mujhe tarsaoge
ke mujhe tarsaoge kabhi na tadpayenge kabhi na tarsayenge
saheli teri leke chale goriye tujhe bhi le jayenge
tujhe bhi le jayenge tujhe bhi le jayenge
nache ang we chhalke rang we
nache ang we chhalke rang we
layega mera dewar ha ha
gore gal wali sawa lambe bal wali
oye hoye baki chaal wali
nache ang we chhalke rang we haye
nache ang we chhalke rang we
layega mera dewar ha ha
gore fal wali sawa lambe baal wali
oye hoye baki chaal wali
nache ang we chhalke rang we haye
chhod do rasta mera bagiya bagiya jau main
kachi kaliya chun ke lau main
sehra banau tera matha sajau mai tera
hui diwani main diwani main diwani
nache ang we chhalke rang we haye
layega mera dewar ha ha
gore fal wali sawa lambe baal wali
oye hoye baki chaal wali
nache ang we chhalke rang we haye
meri duniya mein tum aayi kya kya apne sath liye
tan ki chnadi man ka sona sapno wali raat liye
meri duniya mein tum aayi
tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye
kab se yu hi firta hu main arma ki barat liye
meri duniya mein tum aayi
dhalka aanchal faila kajal aankho mein ye raat liye
kaise jaau sakhiyo mein ab teri ye saugat liye
dhalka aanchal faila kajal
sine ki ye dhadkan sun le na koi
haye haye haye dekhe naa koi
naa jaao naa jaao na jaao
hato hato dar lagta hai suno suno dar lagta hai
dil mein kitni kaliya mahki kaise kaise phul khile
najuk najuk mithe mithe hontho ki khairaat liye
meri duniya mein tum aayi
patal chhanke, kangna khanke badli jaye chal meri
manjil manjil chalna hoga hatho mein ab hath liye
meri duniya mein tum aayi kya kya apne sath liye
tan ki chnadi man ka sona sapno wali raat liye
meri duniya mein tum aayi
tere kuche me tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tere kuche me tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha kho baitha kho baitha
aaj dil kho baitha
tera diwana hu inkar nahi, kaise kah du ke mujhe pyar nahi
tera diwana hu inkar nahi, kaise kah du ke mujhe pyar nahi
kuchh shararat teri aankho ki bhi hai
main akela hi gunahgaar nahi
tune maanga to, tune maanga to diya nazraana
tera diwana, tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tu nahi hai to adhura sa nazar aata hu
aaj apne me bahut teri kami paata hu
tu nahi hai to adhura sa nazar aata hu
aaj apne me bahut teri kami paata hu
mujhko aawara samajhate hai tere gaanv ke log
teri sakhiyo me main badnam hua jaata hu
har zubaan par hai, har zubaan par hai mera afsaana
tera diwana, tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
muskarane ki ada bhi qaatil, sar jhukane ki ada bhi qaatil
muskarane ki ada bhi qaatil, sar jhukane ki ada bhi qaatil
ishq ki baanho me aate-aate laut jaane ki ada bhi qaatil
kaise qaatil se, kaise qaatil se hua yaraana
tera diwana, tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tere kuche me tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha, aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha kho baitha kho baitha
aaj dil kho baitha, aaj dil kho baitha
do dil tute do dil hare, duniya walo sadke tumhare
do dil tute do dil hare, duniya walo sadke tumhare
do dil tute do dil hare, duniya walo sadke tumhare
do dil tute do dil hare
dekhegi mukhda apna ab se jawani dil ke daag me
barsega kaise sawan kaise padenge jhule baag me
bain karenge khwab kunware
do dil tute do dil hare
mai na rahungi lekin gunjengi aahe meri ganw me
ab na khilegi sarso, ab na lagegi mehndi panv me
ab na ugenge chand sitare
do dil tute do dil hare
pyar tumhara dekha, dekha tumhara aankhe modna
tod toh dala dil ko, khel nahi hai dil kaa todna
tadpoge tum bhi sath humare
do dil tute do dil hare, duniya walo sadke tumhare
do dil tute do dil hare
do dil tute do dil hare, duniya walo sadke tumhare
sadke tumhare
ye duniya ye mahafil
mere kaam ki nahi mere kaam ki nahi
kisako sunaaun haal-e-dil beqaraar kaa
bujhataa huaa charaag hun apane mazaar kaa
ai kaash bhul jaaun magar bhulataa nahi
kis dhum se uthaa thaa janaazaa bahaar kaa
ye duniya ye mahafil
mere kaam ki nahi mere kaam ki nahi
apanaa pataa mile na khabar yaar ki mile
dushman ko bhi naa aisi sazaa pyaar ki mile
unako khudaa mile hai khudaa ki jinhe talaash
mujhako bas ik jhalak mere diladaar ki mile
ye duniya ye mahafil
mere kaam ki nahi mere kaam ki nahi
saharaa me aake bhi mujhako thikaanaa na milaa
gam ko bhulaane kaa mujhako bahaanaa na milaa
dil tarase jis me pyaar ko kyaa samajhun us sasaar ko
ik jiti baazi haarake mai dhundhun bichhade yaar ko
ye duniya ye mahafil
mere kaam ki nahi mere kaam ki nahi
dur nigaaho se aansu bahaataa hai koi
kaise na jaaun mai mujhako bulaataa hai koi
yaa tute dil ko jod do yaa saare badhan tod do
ai parbat rastaa de mujhe ai kaante daaman chhod do
ye duniya ye mahafil
mere kaam ki nahi mere kaam ki nahi
milo naa tum toh ham ghabaraye, milo toh aankh churaye
hume kya ho gaya hai
tum hee ko dil kaa raj bataye, tum hee se raj chhupaye
hume kya ho gaya hai
o bhole sathiya, dekhee jo shaukhee tere pyar kee
aanchal me bhar lee ham ne, saree bahare sansar kee
nayee ada se ham itaraye, payee khushee lutaye
hume kya ho gaya hai?
o sohane jogiya, rang le hume bhee kisee rang me
phir se suna de bansee, kaliya khila de gore ang me
wahee jo tane aag lagaye, un hee se aag bujaye
humei kya ho gaya hai