tere kuche me tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tere kuche me tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha kho baitha kho baitha
aaj dil kho baitha
tera diwana hu inkar nahi, kaise kah du ke mujhe pyar nahi
tera diwana hu inkar nahi, kaise kah du ke mujhe pyar nahi
kuchh shararat teri aankho ki bhi hai
main akela hi gunahgaar nahi
tune maanga to, tune maanga to diya nazraana
tera diwana, tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tu nahi hai to adhura sa nazar aata hu
aaj apne me bahut teri kami paata hu
tu nahi hai to adhura sa nazar aata hu
aaj apne me bahut teri kami paata hu
mujhko aawara samajhate hai tere gaanv ke log
teri sakhiyo me main badnam hua jaata hu
har zubaan par hai, har zubaan par hai mera afsaana
tera diwana, tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
muskarane ki ada bhi qaatil, sar jhukane ki ada bhi qaatil
muskarane ki ada bhi qaatil, sar jhukane ki ada bhi qaatil
ishq ki baanho me aate-aate laut jaane ki ada bhi qaatil
kaise qaatil se, kaise qaatil se hua yaraana
tera diwana, tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha
tere kuche me tera diwana aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha, aaj dil kho baitha
aaj dil kho baitha kho baitha kho baitha
aaj dil kho baitha, aaj dil kho baitha