ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi
ek hasin najini se mohabbat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi
need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya
need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya
aur diwana hume naam yaaro mile gaya
husn ki ishq pe ye inayat ho gayi ho
ho bas qayamat ho gayi
hum khyalo mein mile yu mulakate hui
hum khyalo mein mile yu mulakate hui
hothon pe na aayegi un se jo bat hui
bas yahi jaan lo duniyan jannat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi
ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah
ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah
baat logo mein chali ye fasano ki tarah
har juba har najar ko shikayat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi
ek hasin najini se mohabbat ho gayi
ho bas qayamat ho gayi
machal gaya machal gaya haye mera dil
o mere liye hui mushkil
haye mera dil haye haye haye dil diwana
haye mera dil haye haye haye dil
machal gaya haye mere dil o mere liye hui mushkil
haye mera dil haye haye haye dil
dil ke machalne ka bas ye anjam hua
dil ke machalne ka bas
mai bhi badnam hui ye bhi badnam hua
ye bhi badnam hua
gali gali mehfil mehfil ho
mere liye hui mushkil
haye mera dil haye haye haye dil diwana
haye mera dil haye haye haye dil
koi to baat hui kuch to jarur hua
koi to baat hui
pehle kabhi na koi isse kasur hua
kuch to jarur hua
jane kaha kaun gaya mil o mere liye hui mushkil
haye mera dil haye haye haye dil diwana
haye mera dil haye haye haye dil
dil ne jo mujhse kaha mai bhi vo maan gayi
dil ne jo mujhse kaha
mera karar gaya meri to jaan gayi
meri to jaan gayi
aise tadap gaya bismil ho
mere liye hui mushkil
haye mera dil haye haye haye dil diwana
haye mera dil haye haye haye dil
haye mera dil haye haye haye dil diwana
haye mera dil haye haye haye dil
machal gaya haye dil o mere liye hui mushkil
haye mera dil haye haye haye dil diwana
haye mera dil haye haye haye dil
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
bada hi shokh hai ye aaftabi rang hontho ka
bada hi shokh hai ye aaftabi rang hontho ka
agar mil jaye thoda sa gulabi rang hontho ka
gulabi rang hontho ka
to sadke husn ke rangin apni daasta kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
agar aata hai aankho ko tumhari teer barsana
agar aata hai aankho ko tumhari teer barsana
to main bhi jaanta hu pyar ki raaho me mar jana
inhi raaho me mar jana
magar itna to mauka do
ke haal-e-dil baya kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
suno agar shauk se to dhadkane dil ki sunata hu
suno agar shauk se to dhadkane dil ki sunata hu
kaho to baat matlab ki jaba par aaj lata hu
jaba par aaj lata hu
bura mano to kah do band main apni jaba kar lu
churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu
duniya kahti mujhko pagal
are mai kahta duniya ko pagal
ha haye mera dil
ho bas kayamat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
ek hasin nazani se mohabbat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
nind apni kho gayi
dillagi me dil gaya
nind apni kho gayi
dillagi me dil gaya
aur diwana hume naam yaaro mil gaya
husn ki ishq pe ye inayat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
hum khyalo me mile
yu mulakate hui
hum khyalo me mile
yu mulakate hui
hotho pe na aayengi
unse jo bate hui
bas yahi jan lo
duniya jannat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi
ek hasin nazani se mohabbat ho gayi
ho bas kayamat ho gayi