nakhre karti darti darti
gayi thi mai bazar
mujhe akeli dekh ke
jam gaye log hazar
to aa gaya mujhe bukhar
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
bazar gayi thi, mai bazar gayi thi
bazar gayi thi, mai bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
balkhati gati ithlati, lane gayi khazure
balkhati gati ithlati, lane gayi khazure
sharam ke mare mar gayi
mujhko dunia wale ghure
sharam ke mare mar gayi
mujhko dunia wale ghure
mai to banke badi hoshiyar gayi thi
mai to banke badi hoshiyar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
aage badhi to ek halwayi
paka raha tha halwa
aage badhi to ek halwayi
paka raha tha halwa
halwayi ka halwa jal gaya
dekhke mera jalwa
haye dekh ke mera jalwa
mai to ghunghat me leke, angar gayi thi
mai to ghunghat me leke, angar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
chorahe ke mod pe mujhko
mil gaya ek sharabi
bidi fek ek bola haye haye
kaha chali o bhabhi
are kidhar chali o bhabhi
chorahe ke mod pe mujhko
mil gaya ek sharabi
bidi fek ek bola haye haye
kaha chali o bhabhi
hay kaha chali o bhabhi
kahe aankho me leke mai khumar gayi thi
kahe aankho me leke mai khumar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
dekh ke mujhko ladne lag gaye
chumam jhuman kalwa
dekh ke mujhko ladne lag gaye
chumam jhuman kalwa
meri khatir chaku chal gaye
shahar me ho gaya balwa
haye sahar me ho gaya balwa
kahe kar ke ghar se mai singar gayi thi
kahe kar ke ghar se mai singar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
bazar gayi thi mai bazar gayi thi
bazar gayi thi mai bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
jo ishk ki aag mein jalte hai
angaaro se kab darte hai
ulfat ke pyare jalwo mei
parijaado ke par jalte hai
allah ki kasam is jalne mei
insaan hi fulte falte hai
hum azad ho jaha dil me pyar ho jawa
ho bahar ka shama jindagi hai wahi
hum azad ho jaha dil me pyar ho jawa
ho bahar ka shama jindagi hai wahi
rahe milke waha hum jaha gum na ho
rahe milke waha hum jaha gum na ho
mil gayi jo khushi wo kabhi kam na ho
mil gayi jo khushi wo kabhi kam na ho
ek naya aasiya hum banaye waha
mastiya ho ajha jindagi ha owahi
hum azad ho jaha dil me pyar ho jawa
ho bahar ka shama jindagi hai wahi
o khuda kar raham teri dunia me hum
sah rahe hai sitam muskilo me hai ja
jor chalta nahi gum ye talta nahi
dum nikalta nahi aaye ja hai kaha
o khuda o khuda o khuda o khuda
aa gai bahar haye aa gai bahar aa gai bahar haye aa gai bahar
teri kasam teri kasam aaj mera dil hua gulzar
teri kasam aaj mera dil hua gulzar
aa gai bahar haye aa gai bahar
phulo pe gulzar haye dil hua gulzar haye
mil gaya karar haye aa gai bahar
aa gai bahar haye aa gai bahar
teri kasam teri kasam aaj mera dil hua gulzar
aa gai bahar haye aa gai bahar
dil me tu aankho me tu dil me tu aankho me tu
hamko teri arzu hamko teri
arzu hamko teri arzu hamko teri arzu
o hamare meharba o hamare meharba tujhpe hum nishar
tujhpe hum nishar haye dil hua gulzar haye
mil gaya karar haye aa gai
bahar aa gai bahar haye aa gai bahar
teri kasam teri kasam aaj mera dil hua gulzar
aa gai bahar haye aa gai bahar
tum ho masiha mere tum ho masiha mere
jindagi dedi mujhe jindagi dedi mujhe jindagi dedi mujhe
dubti kashti dubti kashti meri tumne ki hai par
tumne ki hai par haye dil hua gulzar haye
mil gaya karar haye aa gai
bahar aa gai bahar haye aa gai bahar
teri kasam teri kasam aaj mera dil hua gulzar
aa gai bahar haye aa gai bahar
nahi tujhko khabar teri pehli nazar mere dil me utar gayi haye
aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
nahi tujhko khabar teri pehli nazar
mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
tere pyar ka gulshan mehke tere pyar ka gulshan mehke
bulbul ki tarh dil chahke bulbul ki tarh dil chahke
tu jaye jidhar mai aau idhar
aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
nahi tujhko khabar teri pehli nazar
mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
karti hu ishare chhupke chhup chhupke karti hu ishare chhupke
tu sun le chhupke chhupke tu sun le chhupke chhupke
hai tujhpe agar ulfat ka asar to aa
aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
nahi tujhko khabar teri pehli nazar
mere dil me utar gayi haye aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
zalim tere ishq me padke zalim tere ishq me padke
sine me tamana dhadke sine me tamana dhadke
o janejigar manjur na kar tu aa
aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
nahi tujhko khabar teri pehli nazar
mere dil me utar gayi haye
aa dil se dil mila le aa dil se dil mila le
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
ye najar chin kar le gayi karar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
hum hai azab panchi fizao ke
hath na aa sake hum hawao ke
wade karte nahi hum wafao ke
fir bhi kyu janu dil tum pe hai nishar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
mai tere husn ke geet gaunga
ishk ki arzu lab pe launga
mai tujhe dhadkano me basaunga
ek hai dil jisme hai hasrate hazar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
meri har sans me tera pyar hai
tu mere bage dil ki bahar hai
tu meri jinagi ka singar ka hai
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
tum hame ham tumhe dekhte rahe
hale dil ho ya lab na kuch kahe
milke ham pyar ki maujo me bahe
aa jara ched de dil se dil ke tar
ye najar chin kar le gayi karar
jhumti hai nazar jhunta hai pyar
jane wale o jane wale
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jane wale o jane wale jane wale o jane wale
jaha tera allah ho wali dil tera ho gum se khali
martaba tera ho aali ho teri duniya matwali
pyar tera acha ho wali dil tera ho gum se khali
martaba tera ho aali ho teri dunia matwali
ho teri duniya matwali
ulfat bhare dilo ne jhum ke ye nagma gaya
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jane wale o jane wale jane wale o jane wale
dusmano ki har hui naaw teri par hui
jindagi bahar hui pyar se guljar hui
pyar se guljar hui
chalte chalte dilo ka karwa manjil pe aaya
jane wale khuda ki rahmato ka tujh pe saya
jhume jhume khushi se aasma wo din hai aaya
jane wale o jane wale jane wale o jane wale
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
nuh kaa safina tune tufan se bachaya
duniya me tu hamesha bando ke kam aaya
mangi khalil ne jab tujhse duwa khudaya
aatish ko tune fauran ek gulsitan banaya
har ilteja ne teri rehmat ko hai ubhara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
younus ko tune machhli ke pet se nikala
tune hi mushkilo me aayub ko sambhala
ilyas par karam kaa tune kiya ujala
hai do jahan me ya rab teraa hi bol-bala
tune sada ilahi bigri ko hai sanwara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwan jahan me koyi nahi hamara
yousuf ko tune maula di kuaid se rihayi
yakub ko dubara shakal-e-pisar dikhayi
behati huyi nadi me musa ki raah banayi
tune salib par bhi isa ki jaan bachayi
data tere karam kaa koyi nahi kinara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
tere siwa jahan me koyi nahi hamara
parvardigar-e-aalam teraa hi hai sahara
teraa hi hai sahara, teraa hi hai sahara
teraa hi hai sahara, teraa hi hai sahara