Thanda kuch nahi sab garam hi garam hai
Angaar hai, angaar hai
2 by 4, 2 se 4 hai
O ho…
Ab karo d-cypher bhai!
Old school, old school wala flow
Khada hoon kaise main yahan pe
Ab na puchna, dard shayri mein
Tujhko chahiye saboot kya
Shikhar yeh soch par
Juda hoon main zameen se
Yaqeen tumko na par aage aaya main yakeen se
Laakh nafratein hon saath maa ka pyaar hai
Hansi hai uski jeet meri kaise jaau haar main
Kaat lo zubaan aansuon se gaaunga
Gaad do, beej hoon main ped ban hi jaunga
Aaho
Dil tha toota tab hip-hop mere saath tha
Ujaale milne mein mujhe
Haan raat ka hi haath tha
Kalakaar main, kal ko aakar doon
Yehi hai mera dharm
Meri dusri koi jaat na
Maa hai rabb meri
Gali yeh meri mashooqa
Ladka aida main, jhukane par bhi na jhuka
Sun rahe jo mujhko beshumaar pyaar unse
Banata geet main
Par main khud bana hoon tumse
Gaur karlo meri baaton pe tum dhyan do
Naino ko main namm karun
Sukoon main deta kaan ko
Chilaao zor se uthao apne haath tum
Asli hip-hop se milayein hindustan ko
Hindustan ko, haan ji hindustan ko
Asli hip-hop se milayein hindustan ko
Hindustan ko, haan ji hindustan ko
Asli hip-hop se milayein hindustan ko, kya!
Kaun bola mujhse naa ho payega?
Kaun bola, kaun bola?
Apna time aayega!
Uth ja apni raakh se
Tu udd ja ab talaash mein
Parwaaz dekh parwaane ki
Aasmaan bhi sar uthayega
Aayega, apna time aayega
Mere jaisa shaana lala
Tujhe na mil paayega
Ye shabdo ka jwaala
Meri bediyan pighlaayega
Jitna tune boya hai
Tu utna hi toh khaayega
Aisa mera khwaab hai
Jo dar ko bhi sataayega
Zinda mera khwab
Ab kaise tu dafnayega
Ab hausle se jeene de
Ab khauf nahi hai seene mein
Har raaste ko cheerenge
Hum kaamyabi cheenenge
Sab kuch mila paseene se
Matlab bana ab jeene mein
Kyun?
Kyunki apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar…
Kisi ka haath nahi tha sar par
Yahan par aaya khudki mehnat se main
Jitni taakat kismat mein nahi
Utni rehmat mein hai
Phir bhi ladka sehmat nahi hai
Kyunki hairat nahi hai
Zaroorat yahan marzi ki aur zurrat ki hai
Dikkat ki hai, aafat ki, himaakat ki, ibadat ki
Adaalat yeh hai chahat ki
Mohabbat ki, amanat ki
Jeetne ki ab aadat ki
Ab shohrat ki, ab laalach nahi hai
Tere bhai jaisa koi hard’ich nahi hai
Hard, hard, hard…
Iss harkat ne hi barkat di hai
Kyun?
Kyunki apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar…
Apna time aayega!
Apna time aayega!
Apna time aayega!
Tu nanga hi toh aaya hai
Kal nanga hi toh aaya tha
Kya tu ghanta lekar jaayega
Apna time aayega!
Apna time aayega!
Mic check bole
Kya bolre le gully boy
Kya bolre le mc sher
Arey apun kuchh karte
Na yaar apne pubic ke liye
Karte na apne aiba patel
Log ke liye bhai
Haa apne pasha log ke liye
Oho ek number!
Tum kidhar ho kidhar ho tum abhi
Bombay sataraa mein aiba tum kidhar ho
59
Tere shooteron ka khaas
Meri gully mein
Pure shehar ki awaaz
Mere gully mein
Prayer, aarthi ya namaaz
Meri gully mein
Maa pe gaali toh chamat
Mere gully mein
Police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein
Accha,
Wo nikli tere gully se
Par ab wo mere gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Tere shooteron ka khaas
Meri gully mein
Pure shehar ki awaaz
Mere gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein
Dekho toh idhar,
Mere gully mein hai ghar
Chhote chhote lekin zara dekho,
Dil mein hai jagah beshumaar
De pukaar, kabhi bhi gully se
Madad dene ko tayaar
Garebi chalengi lekin
Farebi karenge nahi
Jalebi talenge lekin
Pateli rukhegi nahi
Jahan bhi chalenge bole
Hatela jhukega nahi
Kyon? Kyunki hatela hai
Mere gully ka tareeka
Saleeka sikhela hai
Roshan chaukat ye avli bawaal ye
Raunak bombay ki chawl kaamal ye
Saubath bohot ich maohabbat wale ye
Daulath shaurath jake kama leve
Bantai bachhi bumai girgit
Pakde patri par
Macchi wacchi fasai kitpit
Karve marzi par
Chapre chudve chapri deve
Iski topi uske sar
Addi karve jo bhi chepan chappi
Uske pasli par
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Tere shooteron ka khaas
Meri gully mein
Pure shehar ki awaaz
Mere gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein
Machti hai khali wali
Chaltha mein jabi jabi
We gettin money money
Sab kuch navi navi
Chokri satth tere jadthi
Mujhe gadhi gadhi
Karte kuch nahi baathe
Sirf badi badi
Bichhadu paathe tere kheltha
Nahi rummy wummy
Mein aur aafat saath gane
Mein koi kami nahi
Ghas kali joint jali dum lagi lagi
Haath gumi saat lagi
Bhaage mummy mummy
Balle ..!!
“mushkil” naam ki ladki hai
Jispe mausi bhadki hai
Dusri ladki “kadki” hai
Jispe sabki hutt thi hai
Teesri hum pe marthi hai
“khushi” sab samajthi hai
Chor mere gully mein?
Wo tho sala mantri hai
Role mere galli mein?
Ek se ek khatri hai
Jhol mere gully mein
Pura karke wat liye
Police aayi gully mein…
Mere shooter saare wat liye
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Tere shooteron ka khaas
Meri gully mein
Pure shehar ki awaaz
Mere gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Mere gully mein
Gully gully gully mein
Police aayi lagi waat
Mere gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein
Mere gully mein
Mere gully mein
Tere shooteron ka khaas
Mere gully mein
Mere gully mein
Mere gully mein
Police aayi lagi vaat
Mere gully mein
Mere gully mein,
Gully gully mein
Tere shooterooo ka khaas
Mere gully mein
Mere gully mein,
Gully gully mein
Ek number saari baat
Mere gully mein
Mere gully mein
Koi mujhko yeh bataye
Kyun ye doori aur mazboori
Is duniya ki kya story
Kiske haath mein iski doori
Right mein building aasmano ko chori
Left mein bachhi bhooki sadko pe sori
Kaisi yeh mazboori,
Paisa rahna hai zaroori
Nahi to kaisi hogi
Poori teri seena jori
Lambi gaadi jitni kiski khuli
Aaye chawal ki khali
Bori ek paiso se bhari poori
Kaisi ye mazboori haan
Bol naa
Ab dekho toh hum pass hai lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
Ab dekho toh hum pass hai lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
Ye toh saara 200 tagadon hai
Jitna kaala tera man
Utna kaala tera dhan
Woh tafra shoot karte bole gun
Ye tarfa karte hai chilan
Wahan pe peti peti dhan
Yahan pe kheti kheti gandh
Ek duniya mein do duniya,
Ujala eak andhera
Ek seth ji aur ek chela
Kahin to moti mail mein koi
Jee raha hai akela
Kahin to local dibbe mein hai
Raile pe hai rela
Unki seva inki meva
Ab dekho toh hum pass hai lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
Ab dekho toh hum pass hai lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
Ghar pe sabke aapne aapne gum hai
Diwaare jyada aur bole
Kamre yahan kam hai
Soch mein yeh wajan hai
Kyunki khali ye bartan hai
Mera karma ya karam hai
Ab toh todna bharam hai
Mujhko seene se laga ke
Kuch nahi kahti
Meri maa bas roti
Meri maa meri fauji
Meri maa meri boli
Meri lori mat rona mat rona
Ab toh honi hai anhoni
Ab honi hai anhoni maa
Ab dekho toh hum pass hai lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Socho kitni doori hai
Dekho toh hum pass hai lekin
Socho kitni doori hai
Kaisi yeh mazboori hai
Socho kitni doori hai.
Jivan jivan dariya dariya
Ek jo paar karo dusra dariya mile nai
Oo saavan saavan bagiya bagiya
Yun bhi hota hai ke patthar pe bhi phool khile
Sidhe patte pade baazi tu jit gaya
Waqt mushkil tha magar jaise bhi ho beet gaya
Aaj duniya bhi tere saath gungunaati hai
Kal akela hi tha jo dukh bhara woh beet gaya
Sapne jinmein huye aisi ho teri aankhe
Pyar mein jinmein huye aisi hi teri baate
Chin umeede huye aise tere din ho
Chain ho jin mein aisi hi teri raate
Jivan jivan dariya dariya
Dhadkan dhadkan kehta hai mann
Tu jeete aur gham haare
Hote rahe vaare nyare
Sidhe patte pade baazi tu jit gaya
Waqt mushkil tha magar jaise bhi ho beet gaya
Aaj duniya bhi tere saath gungunaati hai
Kal akela hi tha jo dukh bhara woh beet gaya.
Pakdo, maaro, kaato, cheer do
Saaf suthri chamdiyo pe gahre gahre neel do
Dheere dheere saare khuddar khud hi maan jayenge
Inke pairo ke niche ki dharti hai inse cheen lo
2018 hai desh ko khatra hai
Har taraf aag hai tum aag ke beech ho
Jor se chilla lo, sabko dara do
Aapni zahrili been baja ke sabka dhayan khinch lo
Sabko chuna laga lo
Sabko topi pahna do
Koi saath na de to uske khoon se ego seekh lo
Jingostan jindabaad
Jingostan jindabaad
Jingostan jindabaad
Jingostan..
Jingostan..
Pakdo, maaro, kaato, cheer do
Saaf suthri chamdiyo pe gahre gahre neel do
Jingostan..
Dheere dheere saare khuddar khud hi maan jayenge
Jingostan..
2018 hai desh ko khatra hai
Jingostan..
Khincho, nocho, pakdo, pell do
Sukhi sukhi nafrton mein garam garam tel do
Dheere dheere saare bimar khud hi daud jayenge
Inke murdo ke piche ke muddo ko tum sting do
2018 hai desh ko khatra hai
Har taraf jhaag hai tum jhaag ke beech ho
Jor se chillao, sabko darao
Koi saath na de to uske sapno pe tum ent do
Jingostan..
Jingostan..
Pakdo, maaro, kaato, cheer do
Saaf suthri chamdiyo pe gahre gahre neel do
Jingostan..
Dheere dheere saare khuddar khud hi maan jayenge
Jingostan..
2018 hai desh ko khatra hai
Jingostan jindabaad
Jingostan jindabaad
Jingostan jindabaad
Jingostan jindabaad
Jingostan jindabaad
Jingostan..
Kill them.
Azadi
Bhukhmari se
Azadi
Haan bhed bhav se
Azadi
Haan pakshvaad se
Azadi
Hum leke rahenge
Azadi
Tum kuch bhi karlo
Azadi
Azadi
Azadi
Azadi
Oh tera pinzra mein jaal ni khana
Parindeya ne udd jana tera pinjra
Tera muk jana saara laana baana
Parindeya ne udd jana tera pinjra
Tera pinzra mein jaal ni khana
Parindeya ne udd jana tera pinjra
Tera muk jana saara laana baana
Parindeya ne udd jana tera pinjra
Freedom
Freedom
Haan both bete chupchaap
Kya ghante ka insaaf
Desh kaise hoga saaf
Inki niyat main hai dag
Sirf pakadte rahenge baat
Alag shakal wahi jaat
Vote na milne par ye khass
Phir gayab pure saal
Haan mera bhai hai toh
Noto ki sarkar hai na
Note se banate
Aapne beto ko ye star hai na
Kitne bekar kyun ye
Aapas mein jhankaar hai na
Baaki pura desh dube
Inki naiyaa paar hai na
Aachi vidya chahiye
Accha khasa maal dena
Nal mein paani chahiye
Khade rahle line mein na
Zameen aapni par
Note dikha kar sign lena
Drugs laaye ye phir
Dhakel denge khai mein na
Akela insaan phir
Gaadi teri chaar kyun?
Ghar mein hai chaar phir
Rooms tere 8 kyun?
Paiso se nahi bante kudrat se
Hum khass kyun?
Teri pidhi ka soch wo
Kaise lenge saans kyun?
Kya su
Ek tarfa tarazo
Kya su
Aa teri hansi mere aansu
Kya su
Aa ghut ghut ke kyun saans loon
Kya su
Use dega kya hai saath tu?
Oh tera pinzra mein jaal ni khana
Parindeya ne udd jana tera pinjra
Tera mukk jana saara laana baana
Parindeya ne udd jana tera
Aa nahi banna mujhe
Slumdog millionaire
Ye slumdog hai mission pe
Sidham ke keede jhole inke
Aapne kafan pe
Bachpan se choora rakha hai inhone
Aapne gardan pe
Mastak mein ye likh de galat
Sikh de galat
Chinkte halak
Par kisi ko parwah nahi
Ye saitaan hai insan nahi
Dharam ke naam pe kaam nahi
Dharam banaya insan hi
Paiso ke liye ye tha sabhi
Dimaag lada kar jaan ke bhi
Dhyaan se laga tu kaan ka bhi
Isthemaal kar tu zabaan ka bhi
Aandhe ka kyun hai shaan ke bhi
Aandhe ka kyun hai jaan ke bhi
Sachchai mein tu sama kabhi
Aachai se tu kama kabhi
Is gandh ko karna saaf abhi
Is gandh ko karna saaf abhi
Is gandh ko karna saaf abhi
Anyay su
Kya su
Ek tarfa tarazo
Kya su
Aa teri hansi mere aansu
Kya su
Aa ghut ghut ke kyun saans loon
Kya su
Use dega kya hai saath tu? Ha
Ha! Oh bolo azadi
Bolo aazadi
Oh bolo aazadi
Oh bolo aazadi
Oh bolo aazadi
Koi toh ho jo humko humse mila de
Koi dikha de woh raashta
Koi toh ho jo humko ye bata de
Khud se hote hai khud kaise juda
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Aa kabse kabtak
Aa kabse kabtak humse ragbat
Main sochun har ghadi
Ye sar chadi talab hai ya
Ya inki bad-badi pe dil mera dhadak gaya
Ye besabar hai aaj kahna chahe tujhko kuch
Tu mujhse khush toh baatle na mera.
Humko humse milade
Humko humse milade
Hai doshti jo tumse karli kabse humne jabse
Yeh raushni hai tabse tut’ta re roothe rab se
Kya jadugari kari ye tune hai choori re
Choori kiya dil choori choori choori re
Kya shapne humne bhi saja rakhe hai khoobsurat
Aashiqui hai hadd se jyada ishq mein hoon tere murat
Mila de humko humse, gum ko dhangse mahsoos karun
Tere sang main mere sapne aapne aapne mahfooz rakhun
Mujhko chahiye tere ishq ka nasha
Aur tujhko chahiye mere dil ke tukdo ka maza
Dekho mukhro na bata de mujhko haal-e-dil tumhara bhi
Thukro na yun rishte ko tum jaano dil hamara bhi
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Aa kabse kabtak
Aa kabse kabtak humse ragbat
Zindagi zahar ka pyala pee liya piya ke naam
Jee gaye toh duniya haare, gir gaye gira ke jaam
Mushkilo se mushkilo ki mushkile sambhali hai
Mushkilo ki kazri gaake kastiyan sanwari hai
Humne bhi wafa ki, humne-humne bhi daga ki hai
Humne hi judai jiti, humne sada ki hai
Humne tujhko paake khoya
Humne tujhko khoke paaya
Humne tere waaste ye likh di hai kawali ke
Nazron ke ye kaale ghere inme hi sama loon na
Aapne mein bana loon inko
Dedun mujhko taalo na
Main chhod jata duniya laapata sa ho jo jaata
To kya tu khojta, main sapne odh soo jo jata
Main rok paata khudko is jhamele se toh
Kahta na yun tujhko ki tu mujhko aab akele chhod
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Aa kabse kabtak
Aa kabse kabtak humse ragbat.
Ek hi rashta jispe chup chap sar ko jhukaye hue
Band aankhein kiye log chalte hai saare janam
Jaante bhi nahi, sochte bhi nahi, puchte bhi nahi
Unko ye rashta lekar kahin jayega ?
Ya kahin bhi nahi?
Chalte chalte kahin ek mode aata hai
Sidhe rashte se bilkul alag
Koi deewana hi hota hai jo udhar jata hai
Warna baaki toh sab sidhe rashte pe hi
Aab we saare janam chalte hai
Sir jhukaye hue band aankhein kiye aur yeh dukh liye
Mode jo dekha tha uspe mudd jaate hum
Toh najaane kahan tak pahunch paate hum.
Pakdo, maaro, kaato, cheer do
Saaf suthri chamdiyo pe
Gehre gehre neel do
Dheere dheere saare khuddar
Khud hi maan jayenge
Inke pairo ke niche ki
Dharti inse cheen lo
2018 hai desh ko khatra hai
Har taraf aag hai tum
Aag ke beech ho
Jor se chilla lo,
Sabko dara do
Aapni zahrili been baja ke
Sabka dhayan khinch lo
Sabko chuna laga lo
Sabko topi pahna do
Koi saath na de to
Uske khoon se ego seekh lo
Jingostan zindabaad
Jingostan zindabaad
Jingostan zindabaad
Jingostan
Jingostan
Pakdo, maaro, kaato, cheer do
Saaf suthri chamdiyo pe
Gehre gehre neel do
Jingostan
Dheere dheere saare khuddar
Khud hi maan jayenge
Jingostan
2018 hai desh ko khatra hai
Jingostan
Khincho, nocho, pakdo, pel do
Sukhi sukhi nafrton mein
Garam garam tel do
Dheere dheere saare bimar
Khud hi dhaud jayenge
Inke murdo ke piche ke
Murdo ko tum sting do
Khincho, nocho, pakdo, pel do
Sukhi sukhi nafrton mein
Garam garam tel do
Dheere dheere saare bimar
Khud hi dhaud jayenge
Inke murdo ke piche ke
Murdo ko tum sting do
2018 hai desh ko khatra hai
Har taraf jhaag hai
Tum jhaag ke beech ho
Jor se chillao, sabko darao
Koi saath na de to
Uske sapno pe tum ent do
Jingostan
Jingostan
Pakdo, maaro, kaato, cheer do
Saaf suthri chamdiyo pe
Gehre gehre neel do
Jingostan
Dheere dheere saare khuddar
Khud hi maan jayenge
Jingostan
2018 hai desh ko khatra hai
Jingostan zindabad
Jingostan zindabad
Jingostan zindabad
Jingostan zindabad
Jingostan zindabad
Jingostan zindabad
Jingostan
Kill them.