People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Na Tel Aur Na Bate
Singer: Manna Dey
Music: S.D.Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Ke-Baad-Ek/Na-Tel-Aur-Na-B
na tel aur na bati na kabu hava par
diye kyon jalaye chala ja raha hai

ujalo ko tere siyahi ne ghera
nigal jayega roshni ko andhera
chirago ki lau par dhuwa cha raha hai
diye kyon jalaye chala ja raha hai
na tel aur na bati na kabu hava par
diye kyon jalaye chala ja raha hai

na de dosh bhagvan ko bhole bhale
khushi ki tamanna me gam tune pale
tu apne kiye ki saja pa raha hai
diye kyon jalaye chala ja raha hai
na tel aur na bati na kabu hava par
diye kyon jalaye chala ja raha hai

teri bhul par kal yah duniya hasegi
nishani har ek dag bankar rahegi
tu bharne ki khatir mita ja raha hai
diye kyon jalaye chala ja raha hai
na tel aur na bati na kabu hava par
diye kyon jalaye chala ja raha hai
Batau Kya Karungi Mai
Music: S.D.Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Ke-Baad-Ek/Bataoongi-Kya-K
batao kya karungi mai jo gum ki raat aayegi
batao kya karungi mai jo gum ki raat aayegi
jo gum ki raat aayegi mai chand banke aaunga
tamam raat khwaab me tumhare jagmagaunga

dikha sakoge khwaab kya jo nind hi na aayegi
dikha sakoge khwaab kya jo nind hi na aayegi
na aaye nind gum nahi mai nind ban ke aaunga
or aake in gulabi akhadiyo ko chum jaunga

jo nind tut jayegi jo subah ji jalayegi
jo nind tut jayegi jo subah ji jalayegi
mai chori chori subah ki hawa ke sath aaunga
or in ghani ghani lato me phul gund jaunga

jo subah bit jayegi jo dhup tan jalayegi
jo subah bit jayegi jo dhup tan jalayegi
jo dhup tan jalayegi ghataye leke aaunga
bhigounga tujhe bhi or khud bhi bhig jaunga

bas intzaar me yuhi ye umar beet jayegi
bas intzaar me yuhi ye umar beet jayegi
ye intzaar ki ghadi kategi baat baat me
magar ye sart hai yuhi rahe ye hath hath me
rahe ye hath hath me
rahe ye hath hath me
Chali Ye Fauj Hamari Re
Singer: Mohammad Rafi
Music: S.D.Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Ke-Baad-Ek/Chali-Yeh-Fauj-
chali ye fauj humari re
chal chalam chalm chal
chhidi ladayi bhari re
chal chalam chalm chal
chali ye fauj humari re
chal chalam chalm chal
chhidi ladayi bhari re
chal chalam chalm chal
chali ye fauj humari re
chal chalam chalm chal
chhidi ladayi bhari re
chal chalam chalm chal

vardi pahni chuho ne mendhak band bajate hai
vardi pahni chuho ne mendhak band bajate hai
titali ke rath pe bathe ladne bhidhne jate hai
har kadam pe chunu munnu mithayi khate hai
chali ye fauj humari re
chal chalam chalm chal
chhidi ladayi bhari re
chal chalam chalm chal

hathi sare bandh diye
nanhi chunti ke par me
hathi sare bandh diye
nanhi chunti ke par me
baluno ki chhtri se utre pariyo ke ghar
fir kisi ko pakda jakda kisi ko pal bhar me
chali ye fauj humari re
chal chalam chalm chal
chhidi ladayi bhari re
chal chalam chalm chal

ab se murgi palegi bache kaali billi ke
ab se murgi palegi bache kaali billi ke
ladna bhidna baat buri kahe sayane dilli se
kyu vo goli khaye paye jo laddu tilli ke
chhidi ladayi bhari re
chali ye fauj humari re
chal chalam chalm chal
Aao Yaaro Aao Pyaro
Music: S.D.Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Ke-Baad-Ek/Aao-Yaro-Aao-Py
aao yaro aao pyaro dekho khel nirala
aao yaro aao pyaro dekho khel nirala
ram se yari karta hai insan ko thagne wale
ha aise pagla bhakto se tum bachke rahna ji
ha bachke rahna ji
ha aise sant mahanto se tum bachke rahna ji
ha bachke rahna ji

suno bhai puja khoti, khoti
niyat khoti, khoti are khote sare dhandhe
sare dhandhe khote
are puja khoti niyat khoti are khote sare dhandhe
ulfat ka har khel bigade nafrat ke ye bande
ha inke khote dhandho se tum bachke rehna ji
ha bachke rahna ji
ha nafrta ke in bando se tum bachke rehna ji
ha bachke rahna ji
ha aise pagla bhakto se tum bachke rahna ji
ha aise pagla bhakto se tum bachke rahna ji
ha aise sant mahanto se tum bachke rahna ji
ha aise sant mahanto se tum bachke rahna ji
ha bachke rahna ji
ha bachke rahna ji

din pyar ke, din pyar ke milti hai raate
chhodo chhodo piya duniya ki ye bate
najar milai to duniya se darna kya
hame mohabbat me jina hai marna kya
najar milai to duniya se darna kya
hame mohabbat me jina hai marna kya
najar milai to

ye jindagi ye jindagi teri hai diwani
dil ki lagi dil hi pahchane
ha dil mil gaye utha gam ka dera
mane na mane mai teri tu mera
najar milai to duniya se darna kya
hame mohabbat me jina hai marna kya
najar milai to

ham tab mile, ham tab mile
tute jab diwaare
jeete khushi sare gam hare
ha is raah me dhire dhire aana
kanto pe chalna hoga chalke ruk na jana
najar milai to duniya se darna kya
hame mohabbat me jina hai marna kya
najar milai to duniya se darna kya
hame mohabbat me jina hai marna kya
najar milai to
Haath Pasaare Rasthe Rasthe
Music: S.D.Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Ke-Baad-Ek/Haath-Pasare-Ra
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
humko paida karne walo
humko paida karne walo, tumko duaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare

apne se bado ka kahna sunna
chota muh aur baat badi
apne se bado ka kahna sunna
chota muh aur baat badi
jivan humne kab manga tha
jivan humne kab manga tha
jiski sajaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare

inse unse mil jata koi tukda roti ka
inse unse mil jata koi tukda roti ka
dard hame apno ne diya hai
dard hame apno ne diya hai
gair dawaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare

chori karna mangana khana
har kisi ki sunte jana
chori karna mangana khana
har kisi ki sunte jana
pa ke bhole bachpan ko
pa ke bhole bachpan ko ye kaisi adaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare raste raste sabko sadaye dete hai
hath pasare
Pagli Hawa Jane Re
Singer: Asha Bhosle
Music: S.D.Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Ke-Baad-Ek/Pagli-Hawa-Jane
pagli hawa jane re bairi ghata jane re
pagli hawa jane re bairi ghata jane re
jane payaliya mori dhirak mora jane re
dil ki lagi
haye dil ki lagi jane na jane na mane na
dil ki lagi jane na ek mora sajna
ho mora, mora balma
he pagli hawa jane re

holi jale baar baar aayi na man me bahar
raah me takti rahi gund ke asuwan ke haar
dil ki lagi
haye dil ki lagi jane na jane na mane na
dil ki lagi jane na ek mora sajna
ho mora, mora balma
he pagli hawa jane re

bate banane lagi ji ko jalane lagi
bate banane lagi ji ko jalane lagi
bhed khula ghat par sakhiya satane lagi
dil ki lagi
haye dil ki lagi jane na jane na mane na
dil ki lagi jane na ek mora sajna
ho mora, mora balma
he pagli hawa jane re

ghunghru ka sun sun ke shor
duniya jhuke mori or
ghunghru ka sun sun ke shor
duniya jhuke mori or
dekh ke matwali chal
nach uthe van me mor
dil ki lagi
haye dil ki lagi jane na jane na mane na
dil ki lagi jane na ek mora sajna
ho mora, mora balma
he pagli hawa jane re
Ye Jhijhakne
Singer: Mohammad Rafi
Music: S.D.Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Ke-Baad-Ek/Thumak-Thumak-C
ye jhijhakane, ye thithakane, ye lubhaane ki adaa
tu vohi hai, kah rahi hai
sar jhukaane ki adaa thumak, thumak
thumak thumak thumak haay chali hai tu kidhar
kab se teri khaatir, phirataa mai dar badar
thumak thumak thumak haai chali hai tu kidhar

muh chupaanaa, zulm dhaanaa
aazamaanaa chhod de
muh chupaanaa, zulm dhaanaa
aazamaanaa chhod de
mil gaye dil, khil gaye dil
ab sataanaa chhod de, thumak
thumak thumak thumak haay chali hai tu kidhar
kab se teri khaatir, phirataa mai dar badar
thumak thumak thumak haai chali hai tu kidhar

tu hasi hai, naazani hai
ye to hai dil ko yakin
tu hasi hai, naazani hai
ye to hai dil ko yakin
aankh uthaakar dekh dil bar
kuchh bure ham bhi nahi, thumak
thumak thumak thumak haay chali hai tu kidhar
kab se teri khaatir, phirataa mai dar badar
thumak thumak thumak haai chali hai tu kidhar

gunagunaati musakuraati, laut aai hai bahaar
gunagunaati musakuraati, laut aai hai bahaar
le gayi ji, ek kali, aur phul laai hai bahaar, thumak
thumak thumak thumak haay chali hai tu kidhar
kab se teri khaatir, phirataa mai dar badar
thumak thumak thumak haai chali hai tu kidhar
tu tu chali hai tu kidhar