Sunoji Suno Hamaari Bhi Suno
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Dil-Sau-Afsane/Sunoji-Suno
suno ji suno hamari bhi suno
aji maharban hamari bhi suno
na tappa na thumari, gajal hai na kajari
yeh ragini hai pyar ki
suno ji suno hamari bhi suno
aji maharban hamari bhi suno
na tappa na thumari, gajal hai na kajari
yeh ragini hai pyar ki
suno ji suno hamari bhi suno
aji maharban hamari bhi suno
tarana hamara jamane se nyara
har ek sur me dil hai dhadakta huwa
har ek bol pyara ki jaise sitara
akela gagan me chamakata huwa
suno ji suno hamari bhi suno
aji maharban hamari bhi suno
na tappa na thumari, gajal hai na kajari
yeh ragini hai pyar ki
suno ji suno hamari bhi suno
isharo me bolu, juban tak na kholu
nigaho se kah du samajh lo agar
na yah bekudi hai, na divanagi hai
mujhe toh lagi hai tumhari najar
suno ji suno hamari bhi suno
aji maharban hamari bhi suno
na tappa na thumari, gajal hai na kajari
yeh ragini hai pyar ki
suno ji suno hamari bhi suno
suno mere ji ki, meri aarju ki
tamanna yahi thi ke tum ho karib
yah chilman hata do, vah jhalki dikha do
ki abb toh jaga do hamare nasib
suno ji suno hamari bhi suno
aji maharban hamari bhi suno
na tappa na thumari, gajal hai na kajari
yeh ragini hai pyar ki
suno ji suno hamari bhi suno
aji maharban hamari bhi suno
Ek Dil Sau Afsaane
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Dil-Sau-Afsane/Ek-Dil-Aur-
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
dil jo na hota kuch bhi na hota, aankh na roti aur dard na uthta
dil jo na hota kuch bhi na hota, aankh na roti aur dard na uthta
apna ye daman bol bhi gata, kon kisi ke pyar me yu khota
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane
dil jo lagaya chain na paya, sare jaha ka iljam uthaya
dil jo lagaya chain na paya, sare jaha ka iljam uthaya
gake sunaye apna tarana, ye to janam janam se hota hi aaya
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane
tu meri manjil pyar ka sahil, jau kidhar mai hai tu hi mukabil
tu meri manjil pyar ka sahil, jau kidhar mai hai tu hi mukabil
o mere hamdam yak hai mushkil, kar ke rahenge hum tujhko hi hasil
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane
O Jaadugar Pyar Ke
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Dil-Sau-Afsane/O-Jadugar-P
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
pyar hua jab se chehra khila tab se
pyar hua jab se ya ya marhaba
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
sanso me hai halchal hum to hue pagal
sanso me hai halchal kya kya kar diya
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
tu hai mera jiwan kahti hai ye dhadkan
tu hai mera jiwan na na na sata
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
o jadugar pyar ke ye bata dil mera kyu tera ho gaya
Masth Nazar Dekh Idhar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Dil-Sau-Afsane/Mast-Nazar-
mast najar dekh idhar, ham hain vahi dilwale
ishk me jo dete hain jan, ham hain vahi matwale
mast najar dekh idhar, ham hain vahi dilwale
ishk me jo dete hain jan, ham hain vahi matwale
dekha yeh husn jab se, mera dil hi kho gaya hai
mere dost puchhate hain, kya tumako ho gaya hai
dekha yeh husn jab se, mera dil hi kho gaya hai
mere dost puchhate hain, kya tumako ho gaya hai
mast najar dekh idhar, ham hain vahi dilwale
ishk me jo dete hain jan, ham hain vahi matwale
gairo se hans ke bate, hamase najar churana
mujhe mar hi na dale, tera ruk yeh qatilana
gairo se hans ke bate, hamase najar churana
mujhe mar hi na dale, tera ruk yeh qatilana
mast najar dekh idhar, ham hain vahi dilwale
teri ek najar pe jalim, kismat ka faisala hai
jine ki arju hai, marne ka hausala hai
mast najar dekh idhar, ham hain vahi dilwale
ishk me jo dete hain jan, ham hain vahi matwale
Tumhi Tumho
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Dil-Sau-Afsane/Tum-Hi-Tum-
tum hi tum ho mere jivan me
phul hi phul hain jaise chaman me
tum hi tum ho mere jivan me
phul hi phul hain jaise chaman me
ek ho mere tum is jahan me
ek hai chanda jaise gagan me
ek ho mere tum is jahan me
ek hai chanda jaise gagan me
tum hi tum ho, tum hi tum ho
tum mile mujhe naya jahan mil gaya
jhumti jamin ko aasman mil gaya
tum hi tum ho mere jivan me
phul hi phul hain jaise chaman me
ek ho mere tum is jahan me
ek hai chanda jaise gagan me
tum hi tum ho, tum hi tum ho
tumse dil ka chain hai tumse hai karar
tum na ruthna ki ruth jayegi bahar
ek ho mere tum is jahan me
ek hai chanda jaise gagan me
tum hi tum ho mere jivan me
phul hi phul hain jaise chaman me
tum hi tum ho, tum hi tum ho
tum ho mere kaun jindagi hai kyun hasin
sun lo meri dhadkane toh aayega yakin
ek ho mere tum is jahan me
ek hai chanda jaise gagan me
tum hi tum ho mere jivan me
phul hi phul hain jaise chaman me
tum hi tum ho, tum hi tum ho
Durke O Chanda
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Dil-Sau-Afsane/Door-Ke-O-C
dur ke o chanda aa meri banho me aa
dil me roshani kar aankho me tu muskura
dur ke o chanda aa meri banho me aa
ghar-ghar savan barse hai, pyasi mamta tarse ha
ghar-ghar savan barse hai
bin tere mera aangan suna-suna
dur ke o chanda aa meri banho me aa
dil me roshani kar aankho me tu muskura
bholi bhali aankho me, inn matvali aankho me
bholi bhali aankho me
dil me hai jivan ka manahar sapna
dur ke o chanda aa meri banho me aa
dil me roshani kar aankho me tu muskura
dur ke o chanda aa meri banho me aa
dil me roshani kar aankho me tu muskura
Kuchh Sher Sunata Hu Mai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Dil-Sau-Afsane/Kuchh-Sher-
kuchh sher sunata hu main
kuchh sher sunata hu main, jo tujhse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai
seekhi hai tumse phool ne, hansne ki har ada
seekhi hawaa ne tumse hi, chalne ki har ada
aainaa tumko dekh ke, hairaan ho gaya
ek bezubaan tumse, pashemaan ho gaya
kitni bhi taarif karu, rukti nahi zubaan
rukti nahi zubaan
kuchh sher sunata hu main, jo tujhse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai
haatho ki loch ras bhari shaakho ki dastan
naazuk hatheliyon pe wo, mehandi ka gulsita
pad jaaye tumpe dhoop to, sanwlaaye gora tan
makhmal pe tum chalo to, chhile paao gulbadan
kitni bhi taarif karu, rukti nahi zubaan
rukti nahi zubaan
kuchh sher sunata hu main, jo tujhse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai
aankhe agar jhuke to, mohabbat machal uthe
nazren agar uthe to, qayaamat machal uthe
andaaz main huzoor ka, saani nahi koyi
dono jahaan me aisi, jawaani nahi koyi
kitni bhii taarif karu, rukti nahin zubaan
rukti nahin zubaan
kuchh sher sunata hu main, jo tujhse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai
ik husn pari dil me hai, ye unse mukhaatib hai