Yeh bhi na jaane
Woh bhi na jaane
Naino ke rang naina jaane
Mila jo sang tera
Uda patang mera
Hawa mein hoke malang
Jag ki koi reet na jaane
Main toh bas teri hui deewani
Mila jo sang tera
Uda patang mera
Hawa mein hoke malang
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna ve makhna
Ab tu hi hai sansaar mera
O Makhna ve makhna
Yeh paagal sa hai pyaar mera
O Makhna ve makhna
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Chhod aayi ghar baar mera
O Makhna ve makhna
Ab tu hi hai sansaar mera
O Makhna ve makhna
Yeh paagal sa hai pyaar mera
O Makhna ve makhna
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Teri hi baatein ho
Subah si raatein ho
Jab se mila hai tu
Dil ko mila sukoon
Tu hi raah meri, tu hi safar hai
Teri baahon mein, ab mera ghar hai
Chain na jaane dard na jaane
Dil toh bas dil ko pehchaane
Mila jo sang tera
Uda patang mera
Hawa mein hoke malang
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna ve makhna
Ab tu hi hai sansaar mera
O Makhna ve makhna
Yeh paagal sa hai pyaar mera
O Makhna ve makhna
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Chhod aayi ghar baar mera
Ab tu hi hai sansaar mera
Yeh paagal sa hai pyaar mera
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
mmm….
Main chhod aayi ghar baar mera
Tu hi hai sansaar mera
Yeh paagal sa hai pyaar mera
Main chhod aayi ghar baar mera
O Makhna…
Teri chaal se maal mera
Hilta dulta chalta firta hein tu
Mujhe wait iski badi der se thi
Aayega idhar kab tu hein
Teri chaal se maal mera
Hilta dulta chalta firta hein tu
Mujhe wait iski badi der se thi
Aayega idhar kab tu hein
Badi chaud mein tu chala
Jaise baap ka raaj tere
Tu abhi jaanega kyu dunia kehnti hein ye
Darshan huye the jab tere
Mann pe the bhaang ke phere
Darshan huye the jab tere
Mann pe the bhaang ke phere
Kaahe tu dukhti rag chhede
Ban’na nahi hai jogi re
Ab to kanya ke dwar pe
Balma taiyar re
Jaane sansar yeh
Par tu na samjhe naari
Hum tere prem pujari
Bas tere prem pujari
Tu hi to yaar sar pe sawar
Hum tere prem pujari
Ab intezar karwa na yaar
Hum tere prem pujari
Tu hi to yaar sar pe sawar
Hum tere prem pujari
Ab intezar karwa na yaar
Hum tere prem pujari
Ho gaaun na aah!
Thoda tezi karke padhke saare mantar
Everybody just say swaha
Phere vere leke badh ke aage chal kar
Everybody just say swaha
Saare taam jhaam karke khatam jao sab
Mera kaam bhi hone do ab swaha
Yeh hansi matlab mera ghar basna hai ab
Everybody just say swaha
Haan chhoti moti baaton pe main dhyan deti hoon
Neeyatein buri hain teri jaanti yeh hoon
Mere hi mohalle leke aayega baarat yeh
Naa ki phere lene taki tu main naache raat mein
To kanya sudhaar de
Balma taiyar re
Jaane sansar yeh
Par tu na samjhe naari
Hum tere prem pujari
Bas tere prem pujari
Tu hi to yaar sar pe sawar
Hum tere prem pujari
Ab intezar karwa na yaar
Hum tere prem pujari
Engine start volume up suno meri baat
In the car total set ab kiska hai intezaar
100 ke paar speedometer pahuncha doon jhat se
Sach mein alag hoon main
Sabse meri skills apart
Steering hath mein, daring sath mein
Rehti hai shaan se, jaise meri saansein
Naam-o-nishaan nahi dar ka kahin
When i start rolling main sambhalta nahi
Haan
Sun oye!
Tu jaanta nahi mera baap kaun hai!
Well it really doesn’t matter
What you add up in the platter
When you see that everybody
Else is moving like the jagger
When i see you like an alien
Tryna fit inside the chapter
Tryna be flipping like the cracker
Me just keeping off the laughter
After everybody else is moving along so faster
Taking it out of the the window
Gone with the wind
Well you know it has ta
What goes up comes down
Throw it on my face and it will come around
Till you put me down
Too deep in the ground
Till ya will forget how this beat really sound!
Achha ab hindi mein sunn
Aise main bolunga baatein yeh saari
Jo karte ho tum yahan sabhi anaadi
Par samjhoge khud ko tum bade khiladi
Aur chahoge karein sab baatein tumhari
Baahon mein tumhein utha le kuwari
Mile woh tumse le selfie pyaari
Baatein to hoti hain logon ke munh pe tumhari
Woh bole tum janmein hi kyun the
Haan milna bhi chahate hain tumse woh taaki
Milkar maare tumhein dande aur joote
Bande tum jhoothe ho andhe ho chuke ho
Kisi ke paise ke dum pe uthe ho
Baatein to bahut hain kehne ko
Par abhi dil mein unhe rehne do
Dheere dheere jab chdaunga main
Tab jaan jaoge tum iss chehre ko!