Marhami sa chaand hai tu
Diljala sa main andhera
Ek dooje ke liye hain
Neend meri khwaab tera
Tu ghata hai phuhaar ki
Main ghadi intezaar ki
Apna milna likha issi baras hai na
Jo meri manzilon ko jaati hai
Tere naam ki koi sadak hai na
Jo mere dil ko dil banati hai
Tere naam ki koi dhadak hai na
Koi Bandhani joda odh ke
Baabul ki gali aaun chhod ke
Tere hi liye laaungi piya
Solah saal ke saawan jod ke
Pyar se thamna, dor bareek hai
Saat janmon ki yeh pehli tareekh hai
Dor ka ek main sira
Aur tera hai doosra
Jud sake beech mein kayi tadap hai na
Jo meri manzilon ko jaati hai
Tere naam ki koi sadak hai na
Jo mere dil ko dil banati hai
Tere naam ki koi dhadak hai na.
Kesariya mharo balma
Padharo mhari country ma re
Aao padhaaro
Kesariya mharo balma
Padharo mhari country ma re
Aao padhaaro na re…
Zing zing zing zing…
Aye.. dhadak chik dhum dhadkan bole
Jab tu chhat pe aaye…
Nain ladake tujhse man mandir mein
Jingle bell ho jaye
Dhoom dhadak chik dhum dhadkan bole
Jab tu chhat pe aaye…
Nain ladake tujhse man mandir mein
Jingle bell ho jaye
Tera haseen chehra aaha
Mere labon se nikla waaha
Dhoondh Google pe jaake milega Majnu
Mere jaisa kahaan?
Pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
Iss qadar kisi ki dhun sawaar hai ji
Jiski aas mein hui subah se dopehar
Shaam ko usika intezaar hai ji
Hosh hai zara
Zara zara khumaar hai ji
Chhed ke gaya
Woh aise dil ke taar hai ji
Pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
Iss qadar kisi ki dhun sawaar hai ji
Jiski aas mein hui subah se dopehar
Shaam ko usika intezaar hai ji…
Hadbadi mein, har ghadi hai
Dhadkane hui baawari
Saara din usey dhoondhte rahe
Naino ki lagi naukri…
Dikh gayi toh hai usi mein
Aaj ki kamaayi meri
Muskura bhi de toh mujhe lage
Jeet li koi lottery…
Dil ki harqatein…
Meri samajh ke paar hain ji
Hey… ishq hai isey
Ya mausami bukhar hai ji
Pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
Hmm….
Saari saari raat jaagun
Radio pe gaane sunun
Chhat pe let ke
Gin chuka hoon jo
Roz woh sitaare ginun
Kyon na jaane doston ki
Dosti mein dil naa lage
Sabse vaasta tod taad ke
Chahta hoon tera banun
Apne faisley pe mujhko aitbaar hai ji
Oho.. tu bhi bol de
Ki tera kya vichaar hai ji?
Phir se zindagi mushkurayegi
Hum manayenge, maan jaayegi
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
Aaj se humein jaan jayegi
Mudke dekhna hi kyon
Aage ka iraada hai
Aaj se hai jo bhi apna
Aadha aadha hai
Maine vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera.. mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein
Vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera.. mera sab pyaar, pyaar, pyaar mein tere
Phir se zindagi mushkurayegi
Hum manayenge, maan jaayegi
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
Aaj se humein jaan jayegi
Dono ko nibhana yeh
Umar bhar ka vaada
Aaj se hai jo bhi apna
Aadha aadha hai
Maine vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera, sab pyaar, pyaar, pyaar mein
Vaara re, vaara re, vaara saathiya
Mera, mera, sab pyaar, pyaar, pyaar mein tere..
aaya das kilometer paidal chalke, mai teri gali
mujhko pani bhi na pucha, khud motorcycle pe chali
tu saheli ke sang jake, restaurant me pizza khaye
dhoop me bahar baitha baitha, mai chugta hoon mungphali
chali teri sawari jahan, haan haan haan
chali teri sawari jahan, sang chala mai tere wahan
fan hoon baby tera, laga hoon piche dum challe ki tarah
chahe jitna bhi dant, chhode na sath balma ye tera
bhejun mummy-daddy ko ghar tere, leke mera rishta
ho shagun mein kaju, pista, chudi, kangan with guldasta
chai biscuit se munh meetha karke, shadi gone ho jaye
na milega tere gharwalon ko, dulha itna sasta
baki tamam rishte hata
baki tamam rishte hata, patli gali se unko kata
aur saja ke mandap tere bagal mein, gori mujhko bitha
de de hathon mein hath, ban jaye baat balma ye tera
marhami sa chaand hai tu, diljala sa mai andhera
ek dooje ke liye hai, neend meri khwaab tera
tu ghata hai phuar ki, main ghadi intezar ki
apna milna likha isi baras hai na
jo meri manzilon ko jati hai, tere naam ki koi sadak hai na
jo mere dil ko dil banati hai, tere naam ki koi dhadak hai na
koi bandhani joda odh ke, babul ki gali aaun chhod ke
tere hi liye laaungi piya, solah saal ke sawan jod ke
pyar se thamna, dor bareek hai
saat janmon ki yeh pehli tareekh hai
dor ka ek main sira, aur tera hai doosra
jud sake beech mein kayi tadap hai na
jo meri manzilon ko jati hai, tere naam ki koi sadak hai na
jo mere dil ko dil banati hai, tere naam ki koi dhadak hai na
pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
is kadar kisi ki dhun sawar hai ji
jiski aas me hui subah se dopehar
shaam ko usika intezar hai ji
hosh hai zara, zara zara khumar hai ji
chhed ke gaya, wo aise dil ke taar hai ji
pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
is kadar kisi ki dhun sawar hai ji
jiski aas me hui subah se dopehar
shaam ko usika intezar hai ji
hadbadi me, har ghadi hai, dhadkane hui bawari
sara din use dhoondhte rahe, naino ki lagi naukri
dikh gayi to hai usi me, aaj ki kamayi meri
muskura bhi de to mujhe lage, jeet li koi lottery
dil ki harqatein, meri samajh ke paar hain ji
he ishq hai ise, ya mausami bukhar hai ji
pehli baar hai ji, pehli baar hai ji
sari sari raat jagun, radio pe gane sunun
chhat pe let ke, gin chuka hoon jo roz wo sitare ginun
kyu na jane doston ki, dosti me dil na lage
sabse vasta tod taad ke, chahta hoon tera banun
apne faisley pe mujhko aitbar hai ji
oho tu bhi bol de, ki tera kya vichar hai ji