People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Tu Mera Raam Mein Tera Lakhan-1
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dafaa-302/Tu-Mera-Ram-Main-La
tu mera ram main lakhan tera
teri seva ke liye jivan mera
sare jahan se kya mujhko kam
tu mera ram main lakhan tera
teri seva ke liye jivan mera
tera pashina girega jahan
baha dunga apna lahoo main vahan
mera vahi dushman jo dushman tera
tu mera ram main lakhan tera
teri seva ke liye jivan mera
Tu Mera Raam Mein Tera Lakhan
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dafaa-302/Tu-Mera-Ram-Main-La
tu mera ram main lakhan tera
tu mera ram main lakhan tera
teri seva ke liye jivan mera
teri seva ke liye jivan mera
sare jaha se kya mujhko kaam
tu mera ram main lakhan tera
tu mera ram main lakhan tera

kisi ki kami dil ne mani nahi
pita ki judai bhi jani nahi
kisi ki kami dil ne mani nahi
pita ki judai bhi jani nahi
teri baaho me jhula bachpan mera
tu mera ram main lakhan tera
tu mera ram main lakhan tera

tera pasina girega jaha
baha dunga apna lahu main waha
tera pasina girega jaha
baha dunga apna lahu main waha
mera wahi dushman jo dushman tera
tu mera ram main lakhan tera
tu mera ram main lakhan tera

sada mere sar pe rahe teri chhanw
wahi mera tirath jaha tere paanw
sada mee sar pe rahe teri chhanw
wahi mera tirath jaha tere paanw
mere leye geeta hai vachan tera
tu mera ram main lakhan tera
tu mera ram main lakhan tera
sare jaha se kya mujhko kaam
tu mera ram main lakhan tera
teri baaho me jhula bachpan mera
Kya Lenge Aap Kuchh Tho Lena Padega
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dafaa-302/Kya-Lenge-Aap/EiVfd
aaiye are aaiye na tasrif layiye
kamal hain pahli bar aye hain hamare ghar aap
aji pahli bar hua hain apse milap
kahiye kahiye na, kahiye kahiye kahiye na
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
khidmat ka moka hame dena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
maykhane wali hain paimane wali hain
ankho ki lali hain najro ki pyali hain
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

dosti na sahi dushmani hi sahi
kuchh to rista mere sath rakhiye
aap ki bat par sochungi kabhi
aap pahle meri bat rakhiye
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

ham hain khuda ki tarah akele
aao aao na kyu ghabrate ho
kya hamse koi khata ho gayi
kuchh naraj najar ate ho
kya lenge aap kuchh to lena padega
khidmat ka moka hame dena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

apna ghar janiye gair mat maniye
baithiye thoda aram kijiye
koi paigam hain, hamse kya kam hain
saf kahiye takaluf na kijiye
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

ane ki fursat mili bahut dino ke bad
par badi umar hain apki abhi kiya tha yad
apke bangle par aa gayi main agar
kya karenge nahi ap khatir
dekhenge kuch yaha, milta hain kuch waha
jindagi ek soda hain akhir
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
maykhane wali hain paimane wali hain
akho ki lali hain najro ki pyali hain
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
Himmatwala Meri Doli Le Jayega
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dafaa-302/Himmatwala-Meri-Dol
jo sarmayega wo pachtayega
jo ghabrayega mujhe kya payega
himmat wala meri doli le jayega
himmat wala meri doli le jayega
jo sarmayega wo pachtayega
jo ghabrayega mujhe kya payega
himmat wala meri doli le jayega
himmat wala meri doli le jayega

jitni hai meri sakhiya, rakhe na jo un par ankhiya
aa jaye jo kabhi padosan
to kare na hanskar batiya
meri hi tarif kare, jo ek mujhe hi sarahe
jo ek mujhe hi dekhe
din rat mujhe hi chahe, chahatwala
chahatwala meri doli le jayega
chahatwala meri doli le jayega

main chhod ke bangla kothi
ek kholi me rah lungi
dildar ke sang ek sadi, ek choli me rah lungi
na chahu daulat wala na chahu soharat wala
chahe gora ho ya kala, lekin wo ho dilwala
dilwala haye
dilwala meri doli le jayega
dilwala meri doli le jayega

de sake jo mujhe taslli
jo sajna sawrana jane
rahe sher samne sabke
par mujhse wo darna jane
mera hi dam bhare jo
hardam mujhpar marna jane
kuchh jane ya na jane, par ulfat karna jane
ho ulfatwala
ulfatwala meri doli le jayega
himmat wala meri doli le jayega
Panchhi Phas Gaya
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dafaa-302/Panchhi-Phans-Gaya/
panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me
panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
khoya tha na jane kis khyal me
uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya

jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
dekhe jo tarse na dekhe wo tarse
jadu hai gori chal me
uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya

man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
sari dunia me maje nahi utne jitne maje sasural me
uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya

rup kisi anchal me kaise chup sakega
suraj ye badal me kaise chup sakega
rup kisi anchal me kaise chup sakega
suraj ye badal me kaise chup sakega
kon khusi khusbu ko mar pyar wala
ham jhukte nahi kisi hal me
panchi fas gaya jal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya
panchi fas gaya, panchi fas gaya
Dil Tho Dil Hai
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dafaa-302/Dil-To-Dil-Hain/Lyw
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
par jhuthe yaro ko, lalach ke maro ko
daman ke kharo ko
tumse hazaro ko sikhlaye bin sabak
ha ha sikhlaye bin sabak, kabhi chhoda nahi hai hamne
sikhlaye bin sabak, kabhi chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi

utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar
utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar
ha ham pyar ko tyaar hai, takrar ko tyaar
ham dusmano ke hai dusman, ham yaro ke hai yaar
hamdardi dil me pale, oro ke gum me jale
nek raste pe chale, ek raste pe chale
dil ko har ek mod, dil ko, dil ko har ek mod pe
moda nahi hai hamne
dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
par bewafao ko, jhuthe dil rubao ko
katil adao ko, mukastim dagao ko
chakhaye bin maja ha chakhaye bin maja
chakhaye bin maja, kabhi ghar chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi

kahne ki ye jagah nahi, sunna hai to suniye
kahne ki ye jagah nahi, sunna hai to suniye
husn dekhiye lekin koi jaal na buniye
maut jindagi dono me se ek ko chuniye
jisko bhi chahenge ham, chahte jayenge ham
usi ko sarahenge ham, hamesha nibhayenge ham
rishta chand roz ka, rishta chand roz ka
joda nahi hai hamne
rista chand roz ka joda nahi hai hamne
lekin nadano ko
husn ke diwano ko, tumse shaitaano ko
bhatke insano ko, laye bagair raah par
laye bagair raah par, laye bagair raah par
chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi

gir jayega khud ki najro me sharminda rahega
gir jayega khud ki najro me sharminda rahega
koi dhokha dekar hamko kaise jinda rahega
yahi apna raha asul, yahi aayinda rahega
hamdardi dil me pale, oro ke gum me jale
nek raste pe chale, ek raste pe chale
dil ko har ek mod pe
dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
magar jo niyat doli, jaba jo tumne kholi
abhi chal jayegi goli, yahi jal jayegi holi
dhokhebaj ko jinda, dhokhebaj ko jinda
dhokhebaj ko jinda chhoda nahi hai hamne
dhokhebaj ko jinda chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi