People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Dil Tho Dil Hai
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dafaa-302/Dil-To-Dil-Hain/Lyw
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
par jhuthe yaro ko, lalach ke maro ko
daman ke kharo ko
tumse hazaro ko sikhlaye bin sabak
ha ha sikhlaye bin sabak, kabhi chhoda nahi hai hamne
sikhlaye bin sabak, kabhi chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi

utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar
utni nafrat kar sakte hai karte hai jitna pyar
ha ham pyar ko tyaar hai, takrar ko tyaar
ham dusmano ke hai dusman, ham yaro ke hai yaar
hamdardi dil me pale, oro ke gum me jale
nek raste pe chale, ek raste pe chale
dil ko har ek mod, dil ko, dil ko har ek mod pe
moda nahi hai hamne
dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
par bewafao ko, jhuthe dil rubao ko
katil adao ko, mukastim dagao ko
chakhaye bin maja ha chakhaye bin maja
chakhaye bin maja, kabhi ghar chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi

kahne ki ye jagah nahi, sunna hai to suniye
kahne ki ye jagah nahi, sunna hai to suniye
husn dekhiye lekin koi jaal na buniye
maut jindagi dono me se ek ko chuniye
jisko bhi chahenge ham, chahte jayenge ham
usi ko sarahenge ham, hamesha nibhayenge ham
rishta chand roz ka, rishta chand roz ka
joda nahi hai hamne
rista chand roz ka joda nahi hai hamne
lekin nadano ko
husn ke diwano ko, tumse shaitaano ko
bhatke insano ko, laye bagair raah par
laye bagair raah par, laye bagair raah par
chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi

gir jayega khud ki najro me sharminda rahega
gir jayega khud ki najro me sharminda rahega
koi dhokha dekar hamko kaise jinda rahega
yahi apna raha asul, yahi aayinda rahega
hamdardi dil me pale, oro ke gum me jale
nek raste pe chale, ek raste pe chale
dil ko har ek mod pe
dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
dil ko har ek mod pe moda nahi hai hamne
magar jo niyat doli, jaba jo tumne kholi
abhi chal jayegi goli, yahi jal jayegi holi
dhokhebaj ko jinda, dhokhebaj ko jinda
dhokhebaj ko jinda chhoda nahi hai hamne
dhokhebaj ko jinda chhoda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi toda nahi hai hamne
dil to dil hai phul bhi