Ever since I was a child I have had this instinctive urge for expansion and growth. To me, the function and duty of a quality human being is the sincere and honest development of one's potential -Bruce Lee
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
Adha Re Adha Pal Khushi Ka
Adha Re Adha Hein
Aja Re Aja Baatle Kuch
Kam Hein Jyada Hein
Mithe Re Mithe Mausamo Ka
Mitha Re Mauka Hein
Beete Re Beete Pal Se Agale
Pal Ka Sauda Hein
Ab Na Koi Dar Ka Hein Asar Humko
Hein Ye Duriyaan Majburiyan Par
Kya Fikar Humko
Hein Ye Duriyaan Majburiyan Par
Kya Fikar Humko
Mujhe Sikayat Thi Khudi Se
Kuch Umeed Bhi Gairon Ki
Ab Ghunghruo Ke Khwaab Me Hein
Dosti Kuch Pairon Ki
Kuch Kadam Ye Mere Mana Dagmagaye Hein
Kuch Kadam Tune Bhi Mushkil Se Jamaye Hein
Mushkuraht Ne Ye Apni Saath Mil Karke
Kuch Ye Lamhe Jo Mile Hein Khud Kamaye Hein
Ab Na Koi Baaki Hein Kasar Humko
Ab Na Faasale Na Raaste Ki Hein Fikar Humko