People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

ae phansa, uska chhoota
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Bobby
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bobby/Ae-Phansa/HAMdAQxABHE
ae phansa, uska chhoota gharbaar sansaar
jo karke pyaar yaar kisi ke dil me basa, basa, basa
ae phansa, uska chhoota gharbaar sansaar
jo karke pyaar yaar kisi ke dil me basa, basa, basa
ae ae ae ae phansa

yeh ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka
bada bura hota hai, yeh ek saal
naujawaano ka, naadaano ka, deewaano ka
yeh ek saal bachpan aur jawaani ke beech ka
bada bura hota hai, aashiq ka ho gaya naam badnaam
hua anjaam subh-o-shaam zamaana hansa, hansa, hansa
ae phansa, uska chhoota gharbaar sansaar
jo karke pyaar yaar kisi ke dil me basa, basa, basa
ae ae ae ae phansa

bacha ke aankh panchhi pinjra leke ud jaaye to
shaayad jaan bach jaaye, bacha ke aankh
kisi jharoke se, kisi mauke se, kabhi dhoke se
bacha ke aankh panchhi pinjra leke ud jaaye to
shaayad jaan bach jaaye, jeena hua dushvaar dildaar
ke laga aar paar teer kisi ne kasa, kasa, kasa
ae ae ae ae phansa, uska chhoota gharbaar sansaar
jo karke pyaar yaar kisi ke dil me basa, basa, basa
ae phansa

yeh premrog bade bade jogi sapero se
bas me nahi hota hai, yeh premrog
pyaar karte hai, log marte hai, kaha darte hai
yeh premrog bade bade jogi sapero se
bas me nahi hota hai
usne liya bairaag jab se bhaag
ke lagi aag naagino ne jise dansa, dansa, dansa
ae phansa, uska chhoota gharbaar sansaar
jo karke pyaar yaar kisi ke dil me basa, basa, basa
mujhe kuch kahna hai
Lyricist: Anand Bhakshi
Album: Bobby
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bobby/Mujhe-Kuch-Kehna-Hai/Gi
mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai
mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai
pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum
tum tum tum tum
pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum
pehle tum pehle tum me ye rut na chali jaye
achha mai kahti hu
aksar koi ladki is hal me kisi ladke se solahve sal me
jo kahti hai wo mujhe kahna hai
aksar koi ladka is hal me kisi ladki se solahve sal me
jo kahta hai wo mujhe kahna hai
aksar koi ladki, aksar koi ladka
aksar koi ladki ha ha is hal me

lakho mile na dil me karar yahi intzar yahi intzar
tere bina kuch bhi achchha nahi lagta
sab jhutha lagta hai sachcha nahi lagta
na ghar me lage dil na baahar kahi par
baithi hu kahi par khoi hu kahi par
arey kuch na kaho chup raho
mai nahi nahi nahi nahi nahi par
ab mushkil chup rahna hai
mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai
pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum

mujhe raat din nahi aur kaam
kabhi teri yaad kabhi tera naam
sab rang duniya ke phike lagte hai
ek tere bol bas mithe lagte hai
likhe hai bas tere sazde is zami par
zinda hu mai teri bas ha or nahi par
arey kuch na kaho chup raho
mai nahi nahi nahi nahi nahi par
ab mushkil chup rahna hai
mujhe kuch kahna hai mujhe bhi kuch kahna hai
pehle tum pehle tum, pehle tum pehle tum
tum tum tum tum tum

mile humko phul fija se mile
waha ja base waha ja rahe
tujhe milne me jaha na ho koi
piya ke siva ho duja ghar na ho koi
kya aisi jagah hai koi is zami par
rahne de baat ko yaha par yahi par
arey kuch na kaho chup raho
mai nahi nahi nahi nahi nahi par
ab mushkil chup rahna hai
aksar koi ladki is hal me kisi ladke se solahve sal me
jo kahti hai, jo kahta hai wo mujhe kahna hai
aksar koi ladki, o ho aksar koi ladka
aksar koi ladki is hal me
ankhiyo ko rahne de
Lyricist: Anand Bhakshi
Album: Bobby
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bobby/Akhiyon-Ko-Rehne-Do/Qjs
tut ke dil ke tukde tukde ho gaye mere sine me
aa gale laga ke mar jaaye, kya rakha hai jine me
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de

dard zamaane me kam nahi milte
dard zamaane me kam nahi milte
sab ko mohabbat se gam nahi milte
tutne waale dil
tutne waale dil hote hai kuchh khaas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de

rah gayi duniya me naam ki khushiya
rah gayi duniya me naam ki khushiya
tere mere kis kaam ki khushiya
saari umar hamko
saari umar hamko rahna hai yu udaas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de
beshaq mandir masjid tode,
Album: Bobby()
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bobby/Beshak-Mandir/HidcWThje
beshaq mandir masjid tode, bullesha ye kahta
beshaq mandir masjid tode, bullesha ye kahta
par pyar bhara dil kabhi na todo is dil me dilbar rahta
jis palde me tule mohabbat
jis palde me tule mohabbat usme chaandi nahi taulna
tauba meri na dholna mai ni bolna
o nahi bolna jaa, mai nahi bolna jaa
o mai nahi bolna jaa, dholna mai ni bolna
tauba meri na dholna mai ni bolna

aag te ishq barabar dono, par paani aag bujhaaye
aag te ishq barabar dono, par paani aag bujhaaye
aashiq ke jab aansu nikle, aur agan lag jaaye
tere saamne baith ke rona
tere saamne baith ke rona dil ka dukhda nahi tolna
dholna mai ni bolna
o nahi bolna jaa, mai nahi bolna jaa
ve mai nahi bolna jaa, bolna mai ni bolna
tauba meri na dholna mai ni bolna
ve mai nahi bolna, o ve mai nahi bolna
ve mai nahi bolna, te mai nahi bolna
nahi bolna, dholna mai ni bolna
nahi bolna, nahi bolna
Hum tum ek kamre mein band ho
Lyricist: Anand Bhakshi
Album: Bobby
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bobby/Hum-Tum-Ek-Kamre-Mein-B
Baahar se koi andar na aa sake
Andar se koi baahar na ja sake
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho

Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye
Tere nainon ki bhool bhulaiya mein
Bobby kho jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye

Aage ho ghanghor andhera
Baba mujhe dar lagta hai
Peechhe koi daaku lutera
Oo.. kyon dara rahe ho
Aage ho ghanghor andhera
Peechhe koi daaku lutera
Upar bhi jaana ho mushkil
Neeche bhi aana ho mushkil
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum kahin ko ja rahe ho
Aur rasta bhool jaayein Oho..
Hum tum kahin ko ja rahe ho
Aur rasta bhool jaayein
Tere bahinyan ke jhoole mein sainyan
Bobby jhool jaaye…
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye

Aa ha.. aa ha.. aa..

Basti se door, parbat ke peechhe
Masti mein choor ghane pedon ke neeche
Andekhi anjaani si jagah ho
Bas ek hum ho dooji hawa ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum ek jangle se guzrein
Aur sher aa jaaye
Hum tum ek jangle se guzrein
Aur sher aa jaaye
Sher se kahoon tumko chhod ke
Mujhe kha jaaye..
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye

Aise kyon khoye khoye ho
Jaage ho ki soye huye ho
Kya hoga kal kisko khabar hai
Thoda sa mere dil mein yeh dar hai
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum yun hi hans khel rahe ho
Aur aankh bhar aaye
Hum tum yun hi hans khel rahe ho
Aur aankh bhar aaye
Tere sar ki kasam tere gham se
Bobby mar jaaye..

Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye
Tere nainon ki bhool bhulaiya mein
Bobby kho jaaye

Hum tum.. Hum tum ..
Ek kamre mein band ho
Ek kamre mein band ho
Aur chabhi kho jaaye
Aur chabhi.. kho jaaye.. kho jaaye
Ee Janda
Music: Mani Sharma
Lyricist: Shakthi
Album: Bobby
Tag: Telugu
Audio: http://gaana.com/song/ee-jenda
ee jenda pasi bosi chirunavvura dasya sankellu tenchindira

ee jenda amarula tudi Swasara rakta tilakalu diddindira

vIra swatantra porata toli pilupura

mana velaleni tyagala ghana charitara

tana chanubalato poru nerpindira urikoyyalni uyyala chesindira

a tellodi gundelni tolichesina ammura

vandemataram manade e taram vandemataram palike prati naram

ee jenda pasi bosi chirunavvura dasya sankellu tenchindira

ee jenda amarula tudi Swasara rakta tilakalu diddindira



Sastraniki jnananiki adi guruvura mana deSam

manavalike vaitalika gItam ra bharatam

dharmaniki satyaniki janmabhumira mana deSam

enno matala sahajIvana sutram ra bharatam

a daivam manakosam sRshtinche e swargam

ee pranalu posindi a tallira

tana dehanni dhairyanni panchindira

manamemiste tIrenu a runamura

ika manakemi icchindanadagoddura

bharatIyuluga puttamu e janmakidichalura

vandemataram manade e taram vandemataram palike prati naram

ee jenda pasi bosi chirunavvura dasya sankellu tenchindira

ee jenda amarula tudi Swasara rakta tilakalu diddindira



picchi kukkala ugravadame recchipoyi katesina

vennu chupani ukku sainyanike salamura

manchu mallela Santi kapotam nettuti tadilo tadisina

chekkuchadarani aikamatyamokate savalura

manavude ma vedam manavate sandeSam

ma Satakoti hRdayaladoka matara

ukku pidikilito anichemu me balupura

chavu eduraina bhayapadadu ma gundera

Satruvevadaina talavanchadi e jendara firangulni

edirinchi todakotti nilichindira

vandemataram manade e taram

vandemataram palike prati naram

ee jenda pasi bosi chirunavvura

dasya sankellu tenchindira

ee jenda amarula tudi Swasara rakta tilakalu diddindira

vIra swatantra porata toli pilupura

mana velaleni tyagala ghana charitara

tana chanubalato poru nerpindira

urikoyyalni uyyala chesindira

a tellodi gundelni tolichesina ammura

vandemataram manade e taram

vandemataram palike prati naram