Hum hain insaaf, hum hain
Hum hain insaaf
Hum hain insaaf hum se
Badlega ye zamana
Shareefon ka dost
Haramiyon ka patta saaf
Patta saaf, patta saaf
Patta saaf, patta saaf…
Apun ka kaam apun ka naam
Dono is insaaf
Dono is insaaf
Jab jab dharti pe kahin paap hoga
Paapi ka papad banane uska baap hoga
Nevla koodega ab jaisa bhi saanp hoga
Ik ik gali mein ab apna jaap hoga
Ha ha ha
Apun ka kaam apun ka naam
Dono is insaaf!
Hum hain insaaf, hum hain
Hum hain insaaf
Hum hain insaaf hum se
Badlega ye zamana
Isiliye rehna ab insaaf se darr ke
Kaam ke baad sharafat se rehna ghar pe
Kyunki bahar hum hain
Chaaron taraf hum hain
Matlab ki… bhrashtachar ka gala katega
Ab toh hoga kamaal
Dhokebaazi ka bhaanda phootega
Ab hoga dhamaal
Styagrah ka danda padega
Inki karega inki laal
Saare deshdrohi pitenge dekho aaya bawaal
Saare deshdrohi pitenge dekho aaya bawaal
Dekho aaya bawaal…
Apun ka kaam apun ka naam
Dono is insaaf!
Hum hain insaaf, hum hain
Hum hain insaaf
Hum hain insaaf hum se
Badlega ye zamana
Hum hain insaaf, hum hain
Hum hain insaaf
Hum hain insaaf hum se
Badlega ye zamana
Shareefon ka jeena mushkil
Aazadi mein ghoom rahe kameene bindass
Saale kar rahe hain kaand roz
Har taraf hai bhrashtrachar
Maslon ko suljhaane waale pe hi atyachar hai
Ab bhott seh liye atyachar
Paap karne waalon ko saaf karna padega
Samaapt karna zaroori hai
Haq ki ladaai
Jurm ho jahaan bhi
Hogi uski pitaai
Dhokebaazon ko daboche
Kar na paaye kuch bhi
Khisyani billi khamba noche
Humse bachna mushkil
Desh ki awaam thoda soche
Deshdrohiyon ki haar hogi
Jeet insaaf ki
Gandi hawa hogi par
Chalegi hawa saaf si
Hum hain insaaf, hum hain
Hum hain insaaf
Hum hain insaaf hum se
Badlega ye zamana
Hum hain insaaf, hum hain
Hum hain insaaf
Hum hain insaaf hum se
Badlega ye zamana.
Tere chumme mein chavanprash hai
Haan tere chumme mein chavanprash hai
Ho vitamin jaisa har andaaz hai
Vitamin jaisa har andaaz hai
Tere chumme mein chavanprash hai
Haan tere chumme mein chyawanprash hai
Swasthya ke liye chumma!
Acha hai bada chumma!
Chumma ye tera saccha hai bada
Din mein do dafaa chumma!
Chahiye sanam chumma!
Rakhta hai mere khoon ko garam
Meri, o meri meri meri
Tandurusti ka yehi raaz hai…
Ho tandurusti ka yehi raaz hai
Ki tere chumme mein ahaa!
Tere chumme mein chavanprash hai
Ho tere chumme mein chavanprash hai…
Tere chumme mein chavanprash hai
Tere chumme mein chavanprash hai…
Ho tere chumme mein chavanprash hai…
Tere chumme mein chavanprash hai
Hai hai hai…
Haan! Meri mehfil mein
Muscle waala majnu
Kolhapuri swasnagar
Naam kya hai jugnu
Hero jaisi chaal
Badan pe hai baal
Haaye allah, haaye allah!
Dole shole dekho dekho
Haaye allah, haaye allah!
Aankhein vaakhein seko seko
Ho la la, ho la la…
Ho la la dingga la la
Ho la la, ho la la…
Ho la la dingga la la
Dingga la la dingga la la
Haaye haaye haaye haaye…
Teer naino se sattak!
Jab chalaati hai khattak!
Calorie tan ki tu jalaati hai
Omg, teer naino se jab chalati hai
Calorie tan ki tu jalaati hai
Teri zulfon tale saans bharne mein hi
Meditation ka ehsaas hai…
Tu hi trainer hai tu hi premika
Ho tu hi trainer hai tu hi premika
Chalti phirti tu yoga class hai
Chalti phirti tu yoga class hai…
Tere chumme mein chavanprash hai
Ho tere chumme mein chavanprash hai…
Tere chumme mein chavanprash hai
Tere chumme mein chavanprash hai…
Ho tere chumme mein chavanprash hai…
Tere chumme mein chavanprash hai
Hai hai hai…
Haan!.