People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Kya Sukh Paya Tune Dil Mera Todke
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Aansoo(1953)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ansoo/Kya-Sukh-Paya-Tune-Dil-
tu shok se meri har arzoo mitata ja
agar bura na laga mujhe ye batata ja
kya sukh paya tune dil mera tod ke
kya sukh paya tune dil mera tod ke
dil mera tod ke o dil mera tod ke
kya sukh paya tune dil mera tod ke

beti garib ki mai bachpan se roti aai
chote se man me lakho arman lai aai mai
sath tere aai me sath tere
apno ko chhod ke apno ko chhod ke
kya sukh paya tune dil mera tod ke
kya sukh paya tune dil mera tod ke

humko hai pyari raja aanhe humari
aanhe humari tumko mubarak raja
khushiya tumhari khushiya tumhari
aao na pas mere aao na pas mere
khushiyo ko chhod ke khushiyo ko chhod ke
kya sukh paya tune dil mera tod ke

sun sako to mera itna fasana
doli me aana raja arthi me jana arthi me jana
jau to kaise jau ghar tera chhod ke ghar tera chhod ke
kya sukh paya tune dil mera tod ke
kya sukh paya tune dil mera tod ke
Sansar Bananewale
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Aansoo(1953)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ansoo/Sansar-Bananewale/JVs0U
sansar banane wale
o sansar banane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
sansar banane wale
sansar banane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
sansar banane wale

dhan walo ke unche mahal ya
mandir wali shan ho
mandir wali shan ho
ho mandir wali shan ho
mandir wali shan
nirdhan ka dil chota sa mandir
nirdhan ka dil chota sa mandir
aan baso bhagwan
o laj bachane wale o laj bachane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
o laj bachane wale o laj bachane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
sansar banane wale

teri leela sabse nyari
teri leela sabse nyari
kabhi samajh na aayi
rai ko parvat kar dale
rai ko parvat kar dale
parvat ko kar rai
parvat ko kar rai
girte ko uthane wale
girte ko uthane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
girte ko uthane wale
girte ko uthane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
sansar banane wale

maje kare bhagwan humare
bhakt ki kismat khoti ho
bhakt ki kismat khoti ho
bhakt ki kismat khoti ho
bhakt ki kismat khoti
tum to khao prabhu dudh malai
tum to khao prabhu dudh o
prabhu dudh o prabhu dudh
malai hume na milti roti
makhan ko churane wale
makhan ko churane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
makhan ko churane wale
makhan ko churane wale
garibo ko bhi yad rakhna
garibo ko bhi yad rakhna
sansar banane wale
judai ki khabar hoti
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Aansoo(1953)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ansoo/Judai-Ki-Khabar-Hoti-Ag
tukade utha ke dil ke, ham dur ja rahe hain
tumse kiye the wade, wo yaad aa rahe hain
judai ki khabar hoti, agar didar se pahle
judai ki khabar hoti, agar didar se pahle
to marne ki duaa karte tumhare pyaar se pahle
judai ki

agar ye jante tumse juda ek roz hona hain
agar ye jante tumse juda ek roz hona hain
hajaro baar ham tum sochten ikraar se pahle
hajaro baar ham tum sochten ikraar se pahle
judai ki

are duniya ke malik kya mila bekas ko thukra ke
bekas ko thukra ke
khushi ki daur ghadiya tumse maangi haath failakar
mere aansu to aakar dekhta imkaar se pahale
mere aansu to aakar dekhta imkaar se pahale
judai ki khabar hoti, agar didar se pahle
judai ki
din pyar ke aaye re
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Aansoo(1953)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ansoo/Din-Pyar-Ke-Aaye-Re/HAp
din pyar ke aaye re
din pyar ke aaye re
nazar mil jaye to gori sharmaye
jawani kahe haay
din pyar ke aaye re
din pyar ke aaye re
o raja ye bataye na gori sharmaye
to kaun kahe haay
din pyar ke aaye re

o gori kah de prit ye kisne sikhayi
kisne tere naino ki nindiya churayi
o kisne tere naino ki nindiya churayi
o gori kah de prit ye kisne sikhayi
kisne tere naino ki nindiya churayi
ho kisne tere naino ki nindiya churayi
mujhe naam to aaye re
mujhe naam to aaye re
kaha bhi na jaye raha bhi na jaye
to kyu na kahu haay
din pyar ke aaye re
din pyar ke aaye re

o raja mohe apni dulhaniya bana le
gore gore hatho mein mehandi laga de
gore gore hatho mein mehandi laga de
o raja mohe apni dulhaniya bana le
gore gore hatho mein mehandi laga de
gore gore hatho mein mehandi laga de
dil dar dar jaye re
dil dar dar jaye re, ke raja mehandi laye
dulhan nahi aaye, to raja kahan jaye
din pyar ke aaye re
din pyar ke aaye re
sun mere saajna re
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Aansoo(1953)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ansoo/Sun-Mere-Sajana/PV8YYFl
saajna ho, saajna ho
sanwari o

sun mere saajna re, sun mere saajna
dekho ji mujhko bhul na jana
sun mere saajna re o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

na tujhko main bhulaunga, nigahon mein chhupaunga
na tujhko main bhulaunga, nigahon mein chhupaunga
magar itna karo vada
magar itna karo vada ki rishta tod na jana
sun meri sanvari o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

ye rishta char aankhon ka mere saajan na tutega
ye rishta char aankhon ka mere saajan na tutega
jo mujhko aazamana ho
jo mujhko aazamana ho to doli leke aa jana
sun mere saajna re
sun mere saajna re, sun mere saajna
dekho ji mujhko bhul na jana
sun mere saajna re o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

baje jis roj shahanayi
baje jis roj shahanayi samajh lena baraat aayi
o armanon ki doli mein
o armanon ki doli mein dulahaniya ban ke aa jana
sun meri sanvari o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

agar kismat badal jaye
agar kismat badal jaye judayi hamko tadapaye
kasam hai pyar ki tujhko, kasam hai pyar ki tujhko
kasam hai pyar ki tujhko tu mujhse ruth na jana
sun mere saajna re
sun mere saajna re, sun mere saajna
dekho ji mujhko bhul na jana
sun mere saajna re o
sun mere saajna re
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Aansoo(1953)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ansoo/Sun-Mere-Sajana/PV8YYFl
saajna ho, saajna ho
sanwari o

sun mere saajna re, sun mere saajna
dekho ji mujhko bhul na jana
sun mere saajna re o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

na tujhko main bhulaunga, nigahon mein chhupaunga
na tujhko main bhulaunga, nigahon mein chhupaunga
magar itna karo vada
magar itna karo vada ki rishta tod na jana
sun meri sanvari o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

ye rishta char aankhon ka mere saajan na tutega
ye rishta char aankhon ka mere saajan na tutega
jo mujhko aazamana ho
jo mujhko aazamana ho to doli leke aa jana
sun mere saajna re
sun mere saajna re, sun mere saajna
dekho ji mujhko bhul na jana
sun mere saajna re o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

baje jis roj shahanayi
baje jis roj shahanayi samajh lena baraat aayi
o armanon ki doli mein
o armanon ki doli mein dulahaniya ban ke aa jana
sun meri sanvari o
sun meri sanvari o, sun meri sanvari
apna banake chhod na jana
sun meri sanvari o

agar kismat badal jaye
agar kismat badal jaye judayi hamko tadapaye
kasam hai pyar ki tujhko, kasam hai pyar ki tujhko
kasam hai pyar ki tujhko tu mujhse ruth na jana
sun mere saajna re
sun mere saajna re, sun mere saajna
dekho ji mujhko bhul na jana
sun mere saajna re o