Isakse Meetha(remix2)
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakrosh/Isak-Se-Meetha-Kuch-B
maine dekh liya hai sab chakh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
na sehad, na seera, na sakkar
na sehad, na seera, na sakkar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
o tere isak se meetha kuch bhi nahi
main tupka tupka kadvi thi man qatra qatra zehar bujha
meri har ik baat ko nain hui tan pal pal jal ke roz bujha
mere deh pe dastak raaton ki aur namak bhari kuch baaton ki
mere deh pe dastak raaton ki aur namak bhari kuch baaton ki
na baat na karti hai badh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
tere isak se meetha tha tha
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
mann mehnga mehnga mangta hai, tan maati maati mol bikey
iss tann ke grahak laakho hain
koi man ka na khareedaar dikhe
iss man ki basti mein paagal ik pal ki masti mein paagal
is mann ki basti mein paagal ik pal ki masti mein paagal
har gudh, misri ko hans kar
main ne dekh liya hai sab chakh kar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
na sehed, na seera, na sakkar
na sehed, na seera, na sakkar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha
isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
Ramakatha Ye Harlegi Sakal
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakrosh/Ramkatha-Ye-Harlegi-S
toh bholo siya pati ramchandra maharaj ki jai
pavan sut hanuman ki jai jai ho
suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh
dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha
suno suno suno woh adhyaye
jab purshottam shri ram ne lanka pe kar ke chadayi
raavan ko dhool chatayi aur sita bhi wapas aayi
suno suno suno sunaun kalyug mein satyug darshaun
subh subh subh sandesh sunaun
ram siya ke gun main gaaun
suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh
dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha
purshottam ram jagat ke pavan putra ram bhakat the
lacchman the dhaal se bhaari lanka pe hui chadayi
phir ram ji ne apni ardhangani mata sita ko paaya
purshottam ram jagat ke pavan putra ram bhakat the
lacchman the dhaal se bhaari lanka pe hui chadayi
toh bolo siya pati ram chandra maharaj ki jai
lanka pe lankesh hara ke dekh teer shamseeron se
chale ayodhya ram palat ke veeron se randheeron se
adhron pe muskaan dhari bhuja mein apni maan bhara
jai jai jai ram hui aur lanka mein lankesh mara
ram chale toh sevak bratha saath chale
gaaon gaaon mein ram siya ki baat chale
jahan jahan se raam ki sena guzar rahi
umad gumad ke jungle aaye aaj wahin
shor machaye jashn manaye ram siya ke darshan paaye
jai jai jai jaikal bulaayein pag pag pe deep jalayein
arrey suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh
dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha
aur us ke baad sab mil kar ayodhya laut aaye
khushi ke palchin uss pal beetay ek murkh jab bola aise
ram hain keval lanka jeetay, lanka jeetay
kya paaya hai sita ko ram ne paawan
kya pawanta ko bhang kar gaya paapi raavan
ram yeh sun ke reh gaye mann se reetay reetay
agni pariksha de do bole paawan sitey
agni pariksha asur dhara ne manwa seencha
sita ne di agan pariksha
achhayi ki jeet sunischit hoti hai
sachaayi hi sabse menhga moti hai
hua daam ko tha sir neecha safal ho gayi agan pariksha
arrey safal ho gayi agan pariksha
gad gad ho ram yun bole, paawan se bhed yun khole
satya aur prem kabhi na mrityu ke aagey dole
suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh
dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha
toh bolo siya pati ramchandra maharaj ki jai
pawan sut hanuman ki jai, jai ho
Sasural Munia
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakrosh/Sasural-Munia-Rato-Ko
banno dhaani chunri mein maare lashkara
channo chaandi jaisa tumhara chamkara
haye banno dhaani chunri mein maare lashkara
channo chaandi jaisa tumhara chamkara
ja mehndi racha ke inn haathon mein zara
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
piya rang rangeela, shehtoot se raseela
tum kha na jaana banno usse
dikhne mein robeela, thoda sa hai sharmeela
tum hi rachaana banno usse
haye piya rang rangeela, shehtoot se raseela
tum kha na jaana banno usse
dikhne mein robeela, thoda sa hai sharmeela
tum hi rachaana banno usse
ho aise waise jaise bhi ya pakde kalaiyaan
jaade waali raaton mein jee le ke rajaiyaan
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
bann ke dulhan saajan ke sang jaao ji sasural munia
bann ke dulhan saajan ke sang jaao ji sasural munia
saanson ke sarhaane, yaadein barse batiyaane
baitho toh piya pe ho nazar
saari baatein peechay, tum jaana na na meechay
bula le piya bheetar agar
ho saanson ke sarhaane, yaadein barse batiyaane
baitho toh piya pe ho nazar
saari baatein peechay, tum jaana na na meechay
bula le piya bheetar agar
ho chipki ho raatein dheeli, ho chaarpaayian
kothe pe biccha ke aise dekhun chataiyaan
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
banno dhaani chunri mein maare lashkara
channo chaandi jaisa tumhara chamkara
banno dhaani chunri mein maare lashkara
channo chaandi jaisa tumhara chamkara
ja mehndi racha ke inn haathon mein zara
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Isakse Meetha Kuch Bhi(remix)
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakrosh/Isak-Se-Meetha-Kuch-B
tap tap tapke, rosni chait chaand ki
chaand ki chaashni, mann mein iss ka cho bhara
rass ki pyaali, pyaali me bani
maine dekh liya hai sab chakh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
o maine dekh liya hai sab chakh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
na sehad, na seera, na sakkar
na sehad, na seera, na sakkar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
o tere isak se meetha kuch bhi nahi
main tupka tupka kadvi thi, man katra katra zehar bujha
meri har ik baat ko nain hui, tan pal pal jal ke roz bujha
main tupka tupka kadvi thi, man katra katra zehar bujha
meri har ik baat ko nain hui, tan pal pal jal ke roz bujha
mere deh pe dastak raaton ki aur namak bhari kuch baaton ki
mere deh pe dastak raaton ki aur namak bhari kuch baaton ki
na baat na karti hai badh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
tere isak se meetha tha tha
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
ho tere isak se meetha kuch bhi nahi
jagmag jilmil lehrein jholi jagmag khelein aankh macholi
bher bhaandh ki meethi boli jor bhi de o natkhat boli
jagmag jilmil lehrein jholi jagmag khelein aankh macholi
bher bhaandh ki meethi boli jor bhi de o natkhat boli
tadpa na tadpa na tadpa na
man mehnga mehnga manka hai, tan maati maati mol bikey
man mehnga mehnga manka hai, tan maati maati mol bikey
iss tann ke grahak laakho hain
koi mann ka na khareedaar dikhe
iss man ki basti mein paagal ik pal ki masti mein paagal
iss man ki basti mein paagal ik pal ki masti mein paagal
har gudh, misri ko hans kar
main ne dekh liya hai chakh kar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
na sehed, na seera, na sakkar
na sehed, na seera, na sakkar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
Mann Ki Mat Pe Mat Chaliyo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakrosh/Man-Ki-Mat-Pe-Mat-Cha
ishq mushk bedar na koi, man se badhkar chor na koi
bin aag badan sulga dega, ye rag rag rog laga dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
mashuq mohalle me jake, besabra roz dagha dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
o man ki mandi manjokari, man hi man ka mol kare
o man ki mandi manjokari, man hi man ka mol kare
bhul bhal ke nafa munafa nain tarazu tol kare
nain tarazu tol kare
khud hi mol badha de manwa, khud hi mol badha de manwa
khud hi mol chupa de manwa, khud hi bhao gira dega
man ke mat pe mat chaliyo, man ke mat pe mat chaliyo
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man behkaye, man bhatkaye, man batlaye sau raste
man behkaye, man bhatkaye, man batlaye sau raste
man ki mat me pyar hai mehnga, pran pakheru hain saste
pran pakheru hain saste
man se thodi anban rakhna, man se thodi anban rakhna
man ke agey darpan rakhna, manwa shakal chupa lega
man ke mat pe mat chaliyo, mat chaliyo, mat chaliyo
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
mashuq mohalle, mashuq mohalle me ja ke
besabra roz dagha dega, man ke mat pe mat chaliyo
sauda hai dil ka yeh
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakrosh/Sauda-Hai-Dil-Ka-Ye/P
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar
sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le
mera jahaan baaho me tu bhar bhi le
saude me de kasam, kasam bhi le
aake tu nigaaho me sanwar bhi le
sauda udaano ka hai ya aasmaano ka hai
le le udaane meri, le mere par bhi le
sauda umido ka hai, khwaabo ka nindo ka hai
le le tu ninde meri, naino me ghar bhi le
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar
dil kahe tere main hontho se baato ko chupke se lu utha
uss jagah dhire se, haule se gito ko apne main du bitha
ho dil kahe tere main honto se baato ko chupke se lu utha
uss jagah dhire se, haule se gito ko apne main du bitha
sauda taraano ka hai, dil ke fasaano ka hai
le le taraane mere, honto pe dhar bhi le
sauda ujaalo ka hai, roshan khayalo ka hai
le le ujaale mere, aaja nazar bhi le
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi,
kya naraazi arrey aare aare yaar
sidhe saada, sidha sidha
maine tum ko, tune main ko
main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala
oo main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala
sauda yeh vaado ka hai, yaado iraado ka hai
le le tu vaade chaahe tu toh mukar bhi le
sauda ishaaro ka hai, chaahat ke maaro ka hai
le le ishaare mere, inn ka asar bhi le
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar
isak se meetha kuch bhi nahi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aakrosh/Isak-Se-Meetha-Kuch-B
tap tap tapke, rosni chait chaand ki
chaand ki chaasni, mann mein iss ka cho bhara
rass ki pyaali, pyaali me bani
maine dekh liya hai sab chakh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
na sehad, na seera, na sakkar
na sehad, na seera, na sakkar
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
main tupka tupka kadvi thi mann qatra qatra zehar bujha
meri har ik baat ko nain hui tann pal pal jal ke roz bujha
main tupka tupka kadvi thi mann qatra qatra zehar bujha
meri har ik baat ko nain hui tann pal pal jal ke roz bujha
mere deh pe dastak raaton ki aur namak bhari kuch baaton ki
mere deh pe dastak raaton ki aur namak bhari kuch baaton ki
na baat na karti hai badh kar
maine dekh liya hai sab chakh kar
tere isak se meetha tha tha
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
tere isak se meetha kuch bhi nahi
jagmag jilmil lehrein jholi jagmag khelein aankh macholi
bher bhaandh ki meethi boli jor bhi de o natkhat boli
jagmag jilmil lehrein jholi jagmag khelein aankh macholi
bher bhaandh ki meethi boli jor bhi de o natkhat boli
tarpa na tarpa na tarpa na
mann mehnga mehnga mangta hai, tann maati maati mol bikey
mann mehnga mehnga mangta hai, tann maati maati mol bikey
iss tann ke grahak laakho hain
koi mann ka na khareedaar dikhe
iss mann ki basti mein paagal ik pal ki masti mein paagal