desh ki purkafi rangi si fizao me kahi
desh ki purkafi rangi si fizao me kahi
desh ki purkafi rangi si fizao me kahi
nachti gati mahakti si hawao me kahi
nachti gati mahakti si hawao me kahi
ek sahjade ko aayi ek sahjadi nazar
jisko badhte dekh sahjadi ne bhid dali nazar
jisko badhte dekh sahjadi ne bhid dali nazar
nojawan the dono wo
nojawan the dono wo aur unki jawa
goya kamsim devta ke khel me tha makan
samna hote hi bas ek teer se ghayal hue
jaise dono ishk ke darbar me kayal hue
phir mulakate badhi or pyar ne angdayi li
zindagi bhar sath dene ki kasam khai gayi
zindagi bhar sath dene ki kasam khai gayi
ek din kashti me baithe raz-e-dil kahte chale
ubhri ubhri saukh lahro pe wo yu gate chale
ke achanak chaye badal jor ka tufa utha
ghir gayi kashti bhawar me kaap unka dil gaya
jor maujo me hawa ka shor aisa fur-katar
dono the sahme ke aise jaise maut aati ho nazar
dono the sahme ke aise jaise maut aati ho nazar
bemadad majhdar me wo khauf me jakde hue
thi jawani ko jawani is tarah pakde hue
thi jawani ko jawani is tarah pakde hue
aaya ek zalim fafeda kaapa sahjade ka hath
phir gayi pani me sahzadi chhuta dono ka sath
ha chhuta dono ka sath
chaya aankho me andhera uspe bijli si giri
tuta sahjade ka dil ru bhar hui ab zindagi
umar bhar wo sath dene ki kasam yad aa gayi
kud kar pani me usne bhi wahi mar jan di
haye azib unka jaha se mit gaya nam-o-nishan
khatam hoti hai yaha par do dilo ki dasta
khatam hoti hai yaha par do dilo ki dasta