mohabbat nahi ki to kya karega, kanwara jiyega kanwara marega
dil se duniya ke dar ko nikal de, meri patli kamar me hath dal de

baki sab apne aap ho jayega, baki sab apne aap ho jayega

pahla sabak sikh le pyar ka, pahle mujhse aankhe mila
pahle mujhse aankhe mila
dau char namkeen batho ke baad, fir apni palko mujko bitha
fir apni palko mujko bitha, palko pe mujko bitha
palko pe mujko bitha
palko pe muje bitha ke mere, dil ko jara sa uchal de
meri patli kamar me hath dal de
baki sab apne aap ho jayega, baki sab apne aap ho jayega
aanchal mera is tarah tham le, fir yu tadap ke mera naam le

khul ke meri jhuthi tarif kar, kuch sayri se bhi tu kaam le
kuch sayyri se bhi tu kaam le
meri har ada ki kubsurat si koi misal de
meri patli kamar me hath dal de
baki sab apne aap ho jayega, baki sab apne aap ho jayega
ae khubsurat hasin dilruba
ae kubhsurat hasin dilruba, bas dil lagana mujhe aa gaya
ab is se aage ki kuch baat kar
jo kuch kaha hai vo kar ke dikha, vo karke dikha
hath ab chudha ke sirf bato se mujko na taal de