kabhi muskurake mushkilon se mil gaye
kabhi haske gam ko pi liyaa
naa kal ki sochi naa kal ki thi fikar
jaise mujhe jeenaa thaa maine waise hi jiyaa
kabhi muskurake mushkilon se mil gaye
kabhi haske gam ko pi liyaa
naa kal ki sochi naa kal ki thi fikar
jaise mujhe jeenaa thaa maine waise hi jiyaa
ab ho jaye jo ho jaaye khada hu seena taane
ab ho jaye jo ho jaaye khada hu seena taane
jahaan mein kahaa hai dum mujhe jhukaane
jhuktaa nahi hai jo woh tutne kaa intezaar karta hai
bemaut marta hai koi to har saans se pyaar karta hai
bematlab hai mera duniya se puchna
ke jo huaa woh kyun huaa
kis jurm ki hai mujhko mili sazaa
koi bataa de bas maine aisaa kyaa kiyaa
ab ho jaye jo ho jaaye khada hu seena taane
ab ho jaye jo ho jaaye khada hu seena taane
jahaan mein kahaa hai dum mujhe jhukaane