Time is more value than money. You can get more money, but you cannot get more time -Jim Rohn
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Aisa Na Thukrau
Singer: Asha Bhosle
Music: R.D. Burman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zabardast/Aise-Na-Thukrao/Lzw7CDhjc0s
Video:
aise na thukraao
aise na thukraao aye sanam
ab ke gaye to phir na aayenge hum
o aise na thukraao aye sanam
ab ke gaye to phir na aayenge hum

kaise hum usse kahen
ab koi sapna nahi
bheegi aankhon mein tere siwa
tadpe dil jiske liye
koi aisa dilbar nahi
sooni raaton me tere siwa
o aise na thukraao aye sanam
ab ke gaye to phir na aayenge hum

hum to toota dil liye
ye jalte aansu peeye
bhatakenge jaane kahan kahan
par itna tum bhi suno
ki chahnewala koi
milta hai mushkil se jaan-aye-jaan
o aise na thukraao aye sanam
ab ke gaye to phir na aayenge hum