anjane ban jaate hai jane pahchane
phir inke siwa dil kisi ko naa maane
anjane ban jaate hai jane pahchane
phir inke siwa dil kisi ko naa maane
rishto ki kaisi hai ye doriyan
ye hai dilo ki kamjoriya
ye hai dilo ki kamjoriya
rishto ki kaisi hai ye doriyan
rishte mita de dil ki tanhaiya
ye rahke saath jaise parchaiya
gam jindagi ka gam lagta nahi
chalta hai inka jaise purwaiya
banjate nahi log yu hi diwaane
likh jate nahi log yu hi afsane
rishto ki kaisi hai ye doriyan
ye hai dilo ki kamjoriya
ye hai dilo ki kamjoriya
rishto ki kaisi hai ye doriyan
anjane ban jaate hai jane pahchane
phir inke siwa dil kisi ko naa maane
anjane ban jaate hai jane pahchane
phir inke siwa dil kisi ko naa maane
rishto ki kaisi hai ye doriyan
ye hai dilo ki kamjoriya
ye hai dilo ki kamjoriya