dil ye mera tujhe kehna saka
tere bageir bhi rehna saka
dil ye mera tujhe kehna saka
tere bageir bhi rehna saka
man kunj mera tujhe dhundhe har jagah
teri fikr mein tujhse ja mila
jakhm tujhe ho dard ise
aankhen bhari teri rota hai ye
aankhen bhari teri rota hai ye
dil seh na saka
tujh mein hi lapata
dil ye mera tujhe kehna saka
tere bageir bhi rehna saka
tere bageir bhi rehna saka
marham banaa seenein laga
mujhpe reham ye karde na
mujhpe reham ye karde na
khushiyon mein tu mujh ko bhoola
par gham mein door na kar dena
phir se tu laut aana
phir teri duniya tu yu basa na
phir teri duniya tu yu basa na
kal hai phir tera, tu mera aasra
dil ye mera tujhe kehna saka
tere bagair bhi rehna saka
tere bagair bhi rehna saka
behka tha man na haq sanam
ab tere liye hi hai marna
ab tere liye hi hai marna
mere ishq pe ehsan kar
meri saanso mein dar kar lena
mujhe seene se lagana
teri aankhon mein basana
ab tu hi mere, jeene ki wajaa
dil ye mera tujhe kehna saka
tere bagair bhi rehna saka