aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe

fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe

unka khayal dil me taswwur nigah me
unka khayal dil me taswwur nigah me
roshan wohi chirag hai yado ki raah me
wo chhod kar gaye the isi mod par mujhe
fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
fir kya hua nahi hai kuch iski khabar mujhe
aankhe khuli thi ya aaye the wo bhi najar mujhe
ab to mujhe andhero se ulfat si ho gayi
ab to mujhe andhero se ulfat si ho gayi
aankho ko intzar ki aadat si ho gayi
takna hai unki raah yuhi umar bhar mujhe