behna ne bhai ki kalai se
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai
behna ne bhai ki kalai se
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai
sundarta me jo kanhaiya hai
mamta me yashodha maiya hai
wo aur nahi dooja koi
wo to mera raja bhaiya hai
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai
mera phool hai tu talwar hai tu
meri laaj ka pehredaar hai tu
main akeli kaha is duniya me
mera saara sandar hai tu
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai
hume door bhale kismat kar de
apne man se na juda karna
saawan ke paawan din bhaiya
behna ko yaad kiya karna
behna ne bhai ki kalai se pyar bandha hai
pyar ke do taar se sansar bandha hai
resham ki dori se resham ki dori se
resham ki dori se sansar bandha hai