muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
banaaya tha ik aashiya do dilo ne
banaaya tha ik aashiya do dilo ne
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye