zara si der thi baaki bahaar aane me
laga di aag muqaddar ne aashiyaane me
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake

aankho se aansu behna to chaahe haay ri kismat bah na sake
khaamosh taaro, shab ke nazaaro dekho mohabbat ka anjaam dekho

kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake
kadmo me unke rehna to chaahe haay ri kismat rah na sake
dil ki kahaani kehna to chaahe haay ri kismat kah na sake
aankho me paani, hotho pe naale mohabbat huyi hai gamo ke hawaale

ik dil hamaara aur gam hazaaro haay ri kismat sah na sake