People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Ni Mai Kehndi Reh Gayi
Music: Vinod
Lyricist: Aziz Kashmiri
Tag: Hindi
Video:
ni main kahndi rah gayi
haye main kahndi rah gayi
na na dhola na

wo aake khawab mein
wo aake khawab mein
din ki kali khilane lage
dilo ki ujadi hui bastuya basaane lage
najar utha ke jo dekha to muskurane lage
hati jo pichhe to aage kadam badhane lage
hati jo pichhe to aage kadam badhane lage
ni main kahndi rah gayi
haye main kahndi rah gayi
na na dhola na

sabha mein baith ke kahne lage ki marte hai
tumhare sar ki kasam tum se pyar karte hai
tum se pyar karte hai
pasine sharm ke sunte hi mujhko aane lage
uthi to hath pakad kar
uthi to hath pakad kar mujhe baithane lage
uthi to hath pakad kar mujhe baithane lage
ni main kahndi rah gayi
haye main kahndi rah gayi
na na dhola na
hans de hans de bedardi ne phad li baah
hans de hans de bedardi ne phad li baah
ni main kahndi rah gayi
haye main kahndi rah gayi
na na dhola na