jaan-e-jaan is dil mein tum
tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho
jaan-e-jaan is dil mein tum
tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho
tum mere ho, bas mere ho, mere hi ho
dil na dukhaaoge, ab dur na jaaoge
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
is dil mein tum, tum hi samaaye ho
dil mein samaaye ho
tum meri aarju ho, tum mera pyaar ho
pal pal kiya hai jiska wo intzaar ho
puchho na kitni shiddat se tumko
din raat main chaahata hu
apni dua mein rab se hamesha
main tumko hi maangta hoon
tumko maangta hoon
dil na dukhaaoge, ab dur na jaaoge
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
is dil mein tum, tum hi samaaye ho
dil mein samaaye ho
dekhe bagair tumko aata nahin hai karaar
ji chaahata hai tumse milne ko baar baar
deewaanagi ki had se bhi aage
jaana gujarna jaau
dekhi khudaai seh ke judaai
main tanha mar na jaanu
tanha mar na jaanu
dil na dukhaaoge, ab dur na jaaoge
tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan
is dil mein tum, tum hi samaaye ho
dil mein samaaye ho
tum mere ho, bas mere ho, mere hi ho